Kiya hamain auto robot use karna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    This robot is very useful or not is difficult to answer. Your robot is not always in.Because well, but you are not sure if it will make money, automated robots can be used to guide the robot to spend a great amount of damage and can guide you to achieve success in foreign currency will be.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      iss main bht c techniques aur system hain jin ko hum continue kr k forex main succes ho skaty hain aur in sy trade ko hum apny liay easy kr laytay hain, iss ki aik qisam forex robot b hain, jin ko bht sy trader use krtay hain, aur mery khayal main ye best b sabit hotay hain,,,,
      • #168 Collapse

        bhai q nhi hamen robot use krna chashiye is me tu kooi pabandi ki bt nhi he likn apko tu pta hi he k trading ek riski busnis he isme tu kafi risk k sth kam krna prta he hamen tb hi profit earn hota he luikn robot use kne se hamen akfi loss bhi ho sakhta he
        • #169 Collapse

          agar ap ko koi acha auto rebote mile jis sa earn hota hain to ap us ko used kar sakte ho rebote kuch he ache hain zayda tar main ne dekha hain rebote sa loos hota hain kuch he expert trader ka rebote hain jin sa earn hota hain
          • #170 Collapse

            G sir hum robot ko use kar sakta hay laken is main bohat risk hay.is liya zurare ya hay k manual trading karain. manual trading main bohat se technique hay jin ko hum trading main istmal kar sakta hay.laken agar new user ko ya sari technique ka pata nahe hay vo log robot ko use kar sakta hay.laken is ka liya b aap ko complete knowledge hona zurare hay.Thanks.
            • #171 Collapse

              bhai jan agar ap manually trading ko samjte nahi to ap robot ki madad se kabhi b profit gain nahi kr sakte robot darasl techcally tareqe se kaam krrta jis ko ek strategy k teht lagaya or set kiya jatya hai is liye ap manually trading kro
              • #172 Collapse

                Nahi friend aapko auto robot Nahi use karna chahiye because robot auto hi order laga deta hai aur is ka aapko ziada tar lose hi ho gaya hai friend
                • #173 Collapse

                  trading karne se ziyada loss hota hai or na hume tarding ke bare me main succes ho skaty hain aur in sy trade ko hum apny liay easy kr laytay hain, iss ki aik qisam knowledge milta hai is liye hume khud trading akrni chaiye ta ke hume..........................
                  • #174 Collapse

                    auto robot ka faida ye hay k humain is main khud say kaam anehen karna parat hay or robot hi kaam karta hy lakin iska nuksan ye hay k robot market trend ko follow naheen karat ahy jab k manual main ap market trend k mutabik hi trade ko change karty ho so humain isy use naheen karna chahye
                    • #175 Collapse

                      bilkul ager aapke pass ese use kerne ka ager experience hai t aapko bilkul use ker sakte hai lakin mujhe personally es ke bare mein koi idea nahee hai kiun key mene aaj tak forex mein kaam kerte huwe mujhe 2 years hogae hai lakin mene aaj tak ese use kerne koi expirence nahee hai esliye mujhe nahee maloom ke yeah help full hai bhe yeah nahee
                      • #176 Collapse

                        forex aik worldwide trading bsuienss hy, iss main bht c techniques aur system hain jin ko hum continue kr k forex main succes ho skaty hain aur in sy trade ko hum apny liay easy kr laytay hain, iss ki aik qisam forex robot b hain, jin ko bht sy trader use krtay hain, aur mery khayal main ye best b sabit hotay hain/.
                        • #177 Collapse

                          hum ko reboot full trading mai use nahe karna chahye haan aun sy guideline leney chahye q market kis tarf jaye ge q k agar hamar experience aur reboot dono ko mala dy to zaror profit hoga
                          • #178 Collapse

                            Auto robot trading experience bht difference hai manual trading experience sy . app ko yhi suggest kro ga ky manual trading pr hi focus rkhy . q ky auto robot sy aap trading ko kbi nhi sikh skty . or na hi aap acha experience ly skty hai . lkin agr aap manual mai trade krty hai to aap aik achy or professional trader bhi bnn skty hai . q ky manual trading sy aap graph ko proper watch krna or kuch khud sy bhi analysis karty hai .aik acha forex trading mai manual trading ka experience aap ko futer mai perfect trader bnna skta hai .
                            • #179 Collapse

                              brother jaha tak mera knowledge hae hamain robot trading se faida nahi hota. hamain hamesha manually trade karna chahiye jis se hamain ziada faida hota hae aur learn karne ko b milta hae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                bhai jee krna chahey is sa work jaldi ho jtah alakin agr hm self trading krn ga to hmy zaida faida ho ga aur hm zaida achy trader ahyn ha............

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X