Kiya hamain auto robot use karna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Agr ap ko manual trading karni nai atti to ap use karin magr ap ko chahye kay ap sirf robot pe hi na rahein ap manual pe b practice karty rahein q k EA solution nai he life time money making ka, es liye khud trade karin seekh kay tabhi ap kafi badi amount earn kar sakein gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Mujhy trading kartay hoye 2 years ho gaye hian lekin main nay aj tak robot use nahi kiye. mujhy lagta hay kay robot say achi trade main khud kar sakta hon. Robot ki feelings nahi hoti hain. robot market ko understand nahi kar sakta bas wo hamri di gai hidayat par hi amal kart hay.
      Proud To Be a Pakistani ..
      • #18 Collapse

        ma robot trading ko like nahe karta humay manual trading karni chaiye kyun kay ess tarah hum manual trading apnay knowledge se trading karain gay humay ess ka faida hay hum news kay mutabik trading kar saktay hain
        • #19 Collapse

          dear mn iss baary mn itna hae khena cahta hon kye robot use kanry sye ap kabhi bhie ek good oor professional trader nhi bannsakty gye layhzaa robot sahi nhi hi tradingkye ly.e
          • #20 Collapse

            speed sa kaam kar sakta haiy kuan ka after all wo bhi to insan na hi bnaiy hain lakin phir bhi ya woh hi behtar tor par bata sakty hain jo in ka use kar chuky houn. tu is bare me aap ko kuch nahe bata sakta kyu keh me forex me abhi naya user ho aur forex me itne maloomat mere nahe he is lia sorry.
            • #21 Collapse

              bahot se logo se suna hia kah roboot barre account per kam karta hia and chote account k lye acha nahi hia and nuqasan zyda hota hia lekin main ne kabi khud use nahi kya hia
              • #22 Collapse

                kabi bi robot trading ya auto trading nahee ki.kio k may manual trading par hi believe kerta ho.kio k manual trading say hi may experience or knowledge hasil kersakta ho forex business ko samajne k leye. kijye ga kisi bhi qisam ka robot kyun kay robots thora arsa chaltay han but jab market sudden move hoti hai tau yeh har man jatay han aur nateeja aap ka pura account wipe out ho jata hai.
                • #23 Collapse

                  sir auto robot boht bra dhoka hay main nay robot use kr kay dekha hay loss boht zada or profit boht km hoa ap ka account robot say trading karny main bilkul bhe safe nhi hay es leay ap sirf khud say trading kary ki practice kro warna ap ka balance zaya ho jay ga
                  • #24 Collapse

                    Robot kafi helpfull hote hain Forex main lekin in se loss ka bhi kafi andesha hota hai agar hum khud se apne tor per Trading karenge to wo zyada better hai q ke is se hum Continously apne loss ko cover kar sakte hai aur hum is se experience bhi gain kar sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Asalam-O-Alaikum to all Dear Friends jee han humain use kerna chaya takay humairi zimmedariyan kam hojain per khud bhi humain tradng kernai chaye.
                      • #26 Collapse

                        aur mery khayal main ye best b sabit hotay hain/. g hmy krna chahey is sa work jaldi ho jtah alakin agr hm self trding krn ga to hmy zaida faida ho ga aur hm zaida achy ttrder bun sakty ahyn.
                        • #27 Collapse

                          I hope forex is a work which need lots of attention and its change its position every day and you need anew strategy for every new day and robot is feed for fix program it cannot work manually like a man can do.
                          • #28 Collapse

                            janaab mein to new bies ke liye yahi kahungi ke vo indicators ko follow na kren because ager newbies indicators pe depend kerne lagenge to unko loss hoga.. newbie ko chaiye ke vo just practice kren or market ke trend ko khud samjhen..
                            • #29 Collapse

                              mere khyal sy hamein khud hi apny mind k hesab sy kam karna chye kyun k hamary knowledge ma bhe izafa hoga isi tarah hamein trading ka b idea mil jayega kis tarah n kia proceger h trading ka
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                The 2nd Forex Trading Method is Forex robots and expert adviser is very necessary for auto forex trading there are many robot in market which are working since 2001 till now you can run this robot at your own willing currency this robot give order at itself and close also itself.you also need vps in auto trading so that your robot will work 24 hrs without any problems.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X