Kiya hamain auto robot use karna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    jee han bilkul ham jab bhi bal k koi bhi forex ko jab join krta hai to jab us ko ak ya 2 baar profit hota hai to us k liye forex ko chorna boht zyada mushkil ho jata hai bal k wo kabhi soch bhi nahi skta k mai forex ko chor dun haan ager kisi ko continouosly loss ho raha ho us k dil mai zaroor aisy khayal aty rehty hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Dear All aap new users ko guide karain keh kiya trading ke leye auto robot use karna chahye aur agar han to kon se robot sab se acha hia. aaj kal kafi log robot sale kar rahay hian 100 se 500$ tak. kis ka robot best hia
       
      • #138 Collapse

        forex aik worldwide trading bsuienss hy, iss main bht c techniques aur system hain jin ko hum continue kr k forex main succes ho skaty hain aur in sy trade ko hum apny liay easy kr laytay hain, iss ki aik qisam forex robot b hain, jin ko bht sy trader use krtay hain, aur mery khayal main ye best b sabit hotay hain/.
         
        • #139 Collapse

          forex aik worldwide trading bsuienss hy, iss main bht c techniques aur system hain jin ko hum continue kr k forex main succes ho skaty hain aur in sy trade ko hum apny liay easy kr laytay hain, iss ki aik qisam forex robot b hain, jin ko bht sy trader use krtay hain, aur mery khayal main ye best b sabit hotay hain/.
          • #140 Collapse

            We every peolpe join in forex for earn some money and i can say our main aim is getting profit from forex but we don't know that it can be reliable or not so please share your comments according to my thre
            • #141 Collapse

              hamen bilkul bhe auto trading robots use ni karny chahien robot bht risky hoty hain meny bht robots demo par use kiay hain or bht bary accounts par use kiay hain lekin bary bary accounts ko unhon ny khatm kar dia hy robo use ni karny chahien manual trading sab sy achi rehti hy jis me risk kam hota hy
              • #142 Collapse

                mery khiyal se robot intahai khatarnaak hai. agr ham forex ko seekh kr trade kren to hamein robot se ziada faida hoga aur tention bhi nhi rahy gi.. robot se her wqt tention hogi.
                • #143 Collapse

                  robot use nahi krna chahye q k is me apni apni personal trading skill use nahi hoti or agar ap 2 yers b krte rahen apko forex ka pta nahi chle ga k ye hoti kya he or trade kese krte ehn or sab se bari baat robot me ye he k ye loss tu krta hi he but apka acount hi wash kr deta he phir kya faeda use krena ka
                  • #144 Collapse

                    auto rebot forex me use hony wali ek best technique hai or koi b kam technology k base par kia jaye to us k mufaadaat zyada hoty hain or apka kam b asaan ho jata so is liye mery khyaal me iska istemaal zroor karna chahye
                    • #145 Collapse

                      ji bahi ji kiun nhe use kr sakty kr sakty hen use ker sakte hian per yaha pe 1 masla hai wo ye hai kay robot se loss kay chances hote hian ager ham manualy kam ker to is se hame profit ho ga ziada tu..
                      • #146 Collapse

                        haan kyu nahi lekin sirf un logo ko karna chayeh jinko ye use karna ata ho ager ni ata to plz khabi use ni karna warna ap logo ki band bajh jayegi sach maii ye inteha hai bewakofi ki..
                        • #147 Collapse

                          dear forex ek profitable business hai lekin is me hume rading khud karni chaiye na ke robot ko use karna chaiye kyu ke robot me trading karne se ziyada loss hota hai or na hume tarding ke bare me knowledge milta hai is liye hume khud trading akrni chaiye ta ke hume loss bi ho jaye to hume tarding ke bare me knowledge lazmi milta hai
                          • #148 Collapse

                            Auto robot use tu kar saktey hain lakin na hi karey tu behter hai because robot is a machine aap us mey jo feed karey wo bas wahi karey ga is tarha aap ko loss honey ka ziada khatra hai forex market ki position har hour mey change hoti rahti hai market ki position dekh kar hi decision laina parta hai..
                            • #149 Collapse

                              humy auto robot kabhi use nhi karna chahye es ki waja ye hay kay robot ap ko loss zada dety hain aur ap ko robot trading say profit km milta hay q kay robot loss wali trades bary loss main close karty hain aur profit wali trades km profit main close karty hain es leay robot bekar chez hay bas khud he trading karni chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear brother main nay is main kabhi auto robot use nahi kiyta hai or na muhjey pta hai k hum is ko kis tarah say use kar sakty hain or is ko use karna chahiye k nahi plese tell me

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X