Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?
Dost apki post trading k lie khas waqt moqarar ho chahiye ya nahi .Balkul dosto hame trading k lie ik mahsoos time muntakheb karna chahiye agar ham ik do din ziada time de farz kare din mai 13,14 hours de to is se hame ye faida hoga k hame trading k bare maalomat mil jayenge k konse waqt trading achi hoti hai ya mai kis waqt ik acha trader ban sakta ho kio k currency bar bar nich onch mai ati hai aur forex trading mai currency bar bar exchange hone ki waja se hame noksaan ho sakta hai .to dosto hame balkul b trading k lie kisi khas waqat ka muntakheb karna hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим