Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?
    Mere khayal me trading ap thuke pe nahi kar sakte . apko is k leye time dena parta hai aur us me ap mukhtalib noeyat k cheezon ko dekh kar hi trading karengy. Him agar din me us k leye aik khas waqat muntakhib karengy to WO acha hoga us me hum apne leye aik goal select karengy Jo wo pora hone par trading agle din k leye postponed karna chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

    G bhai trading mein kamiyab hone ke liye ap ko kafi time dena pare ga, phly to hume forex trading ko samajhna hoge ke ye kia hai aur kese kam karti hai. phr is ko sekh ke practice karni hogi to agar ap daily kuch time is ke liye fixed karde to buhat acha hoga aur ap achi tarha is ko sekh ke samajh sako ge.
     
    • #3 Collapse

      Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
      G bhai trading mein kamiyab hone ke liye ap ko kafi time dena pare ga, phly to hume forex trading ko samajhna hoge ke ye kia hai aur kese kam karti hai. phr is ko sekh ke practice karni hogi to agar ap daily kuch time is ke liye fixed karde to buhat acha hoga aur ap achi tarha is ko sekh ke samajh sako ge.
      Kya trading ke liye ek maksus waqt mukkarare karna chahie yah ek waqt muntakhab kar ke trade karni chahie 200 trade karne ke liye naat Koi waqt month kab karna chahie Na Koi maksud time kar le karna chahie trading karne ke liye hamare pass thoda sahi waqt Ho to Ham trading kar sakte hain ashi trading ke liye sahi hai hamen jyada se jyada time trading ko Dena chahie na jyada trading Kottayam denge hamen itna hi jyada fayda hoga kyunki hamare allenganj kitni acchi hogi ham utna hi jyada prapt kar sakenge forex trading mein sabse jyada mahina rakhti hai to alamnagar rakhti hai hamari acchi honi chahie agar hamari learning acchi hogi to hi Ham raksha trading mein kamyabi hasil kar sakenge isliye hamen chahie ki agar forex trading mein kamyabi hasil karni hai to pahle learning per bahut jyada to bejo Deni hogi.
      • #4 Collapse

        Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali325062 پيغام ديکھيے
        Mere khayal me trading ap thuke pe nahi kar sakte . apko is k leye time dena parta hai aur us me ap mukhtalib noeyat k cheezon ko dekh kar hi trading karengy. Him agar din me us k leye aik khas waqat muntakhib karengy to WO acha hoga us me hum apne leye aik goal select karengy Jo wo pora hone par trading agle din k leye postponed karna chaheye.
        bhai jaan forex trading eik bohat hi accha online busines hai or is mein kisi be kisam ki koi pabandi nehi hai app is mein kisi be waqat kaam kar sakte ho or aghar app chahtey hain ke app forex mein eik time makhsoos karke kaam karen to app aese be kaam kar sakte ho kunke forex trading apka apna busines hai or is mein apni marzi se kaam kar sakte ho
        • #5 Collapse

          Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

          trading k lye sabar ka lafz se bara faisla hoga. ap sabar karen aur apni biding ko organize kar len. strategy istemal karen aur kisi expert se zror rabta mein rahen. agr ird gird koi expert nahi to idr Forex-Pak ka istemal karen aur yaha se expert advice len aur phr start karen trading lekin iske lye ek time mukarar karna b zrori hota hein .dehan rakhen apke pesa trading mein use hone hen aur agr ap usko achi tarha guidlines le kar istemal ni kare ge to ho sakta hai apka mehnat ka paisa waste ho jaye so be careful while trading and be calm :)
          • #6 Collapse

            Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

            Dear member Forex trading ek Aisa online business hai jis mein aap kisi bhi waqt kam kar sakte hain. Forex trading Ke liye Koi khas time nahin hota lekin aapko yah baat zehan mein rakhni hogi ki aapko kaun sa session suit karta Hai trading ke liye. Forex trading ko different sessions mein divide Kiya hua Hai. Jab aap ek pair select karte Hain to uske hisab se aapko session bhi select karna hota hai ki kis session mein is pair ki movement jyada hoti hai. Iske alawa Agar Ham baat Karen Pakistan mein rahane wale Traders ki to yahan per Jab London session close ho raha hota hai aur Newyark session open ho raha hota hai to use waqt market bahut fast hoti hai. Tamam trader ko chahie ki vah is time ko avail Karen aur jab do session ki overlapping hoti Hai to usko avail karte hue trading karenge to unko achcha fayda mil sakega.
            • #7 Collapse

              Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

              Yes aik makhsos time select karna chhaiye humien is ko time deny ke liye aur samjhny ke liye aur woh time yeh hai keh aap jab London session open ho us waqt sy start karine aur new York session bhi open ho jany ke aik ghanty bad Tak market ko watch karine kiyun keh in donun sessions main market ki movement bahut hi ziada taiz hoti hai.
              Mustansir Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                G dear trading ma kam karny ke lea humy 1 makhsos waqt select kar lena chahea taky hum us waqt ma trading par pora pora dihan den taky hum us ko samjhen or ziada bethreen tariky se kam karty hoye ziada munafa kama saken.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                  Dear friend as a game Jante Hain fracturing 1 worldwide business hai aur ek hi Ek online business hai ismein Ham Kisi bhi time kisi bhi waqt kam kar sakte hain ismein time ki koi limit Nahin Hai Ham ismein Dam abhi kam se kar sakte hain night mein bhi kam Sach kar sakte hain bus jab free ho aur mind fresh Ho To Ham ismein work Karen tabhi Ham ismein achha Aur meri kam kar sakte hain Kyunki Agar Hamara mind fresh Nahin Hoga To Ham ismein Se Kam Nahin kar Sakenge aur Iske bare mein knowledge or experience ko Hasil karte hue ismein work start karna chahie tabhi Ham successful ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                    Mujhe nhi lagta ye koe acha idea hai, forex ki practice aur leaning ke liye hum ek makhsos waqt mukarar kar sakte hai magar trading ke liye ye thora mushkil hoga, qk trding karte waqt hume ek achi trade ka wait karna hota hai aur jis waqt bhi market achi tarha move kar rahi hoti hai to us waqt hum achi trading kar pae ge to is ke liye hume market pe nazar rakhni parti hai to ese zaruri nhi hai ke jo time ap makhsos karle trading ke liye usi time mein hi ap ko achi trade samajh aae.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                      bohat khoob. short cut and tukkey ka koi kam nai trading me jesa ke apne kaha. forex me humey trading ke liye proper time select karna hay or us waqt me sari attention proper mind ke sath trading ko deni hay then jese ke kaha gaya hay aj ka goal achieve karne ke bad trading ko next day tak postponed karein na ke lalach karein q ke us waqt lalach or jald bazi se humey trading me loss ke 99% hoga. proper time table selective time period and selective pair sab zaruri hay. trading ke sath sath khud ko upto date rakhna learning ko nai chorna mazeed apne apko improve kerna apne skills ki polish kerna bhi ling term trading ka hissa hay. other wise short term business kerna means 1 wonderfull option ya business ko lat marne ke braber hay.
                      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali325062 پيغام ديکھيے
                        Mere khayal me trading ap thuke pe nahi kar sakte . apko is k leye time dena parta hai aur us me ap mukhtalib noeyat k cheezon ko dekh kar hi trading karengy. Him agar din me us k leye aik khas waqat muntakhib karengy to WO acha hoga us me hum apne leye aik goal select karengy Jo wo pora hone par trading agle din k leye postponed karna chaheye.
                        agar aap Pakistan form ki baat kar rahe hain to ismein koi bhi time specific nahin hai na hi koi time Maxus hai isliye aap Jab Bhi free ho ya aapka time available ho to aap posting kar sakte hain aur posting ke alava aapke pass Kuchh Aisa material Hona chahie Kuchh Aisi skills honi chahie jis ki buniyad per aap Kuchh Na Kuchh munafa Hasil kar sake. agar aap Forex trading Mein trading ke time ki baat kar rahe hain to aapko chahie ke aap zyada Se zyada trading ka experience Hasil Karen aur uske bad trading ko start karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                          ji Bhai aapane bahut achcha sawal kiya kar dekha jaaye to Ham Forex trading jab kabhi marji kar sakte hain ya har roj open hoti hai aur yah 24 over kam chalta rahata hai isko Ham kisi bhi kam kar sakte hain lekin agar dekha jaaye to aapko ismein jyada se jyada profit hasil karne ke liye aapko planning ke sath chalna chahie market ko delete message banana like Karen aur jab aapko Lage is waqt aapko tradeplus karni chahie to use waqt office mein laga ke rakhna achcha profit hasil kar sakteaur kuch log hote Hain Jo case mein time kaise set karte hain aur unhone apna time access Kiya hota hai on specific time mein hi trade karte hain lekin aisa nahin hai aapko kisi bhi videsh mein trade kar sakte hain jab aapko Lage ki market aapki to remove kar rahi aur aapke hath mein hai aur aapko lagta hoga aap ismein profit cancel kar sakte hain to aapko apni traders place karni chahie aur aapas mein baith kar sakte hainhamesha apni planning ke sath sahi waqt ka intezar karke ismein trading karta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                            Bilkol mere khayal main Forex pay trade karne kay liye humain apna proper time set karna bohat zarori hai or usko dikhty hoe hi humain kam karNa chahye kyu kay forex trading business ik bht hi risky business hai forex pay order lagne kay liye time ka khas khyl rkhna zarori hai warna humri late entry say humra order loss may chaly jata hai isi liye koshish karain kay fOrex oay humsha apna time or target ko set karain or usky according kam karain forex kyu kay international business hai to humain apne pair kay mutabik country timing pay hi forex pay order lagna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia Trading k leye aik mehsos waqat muntakheb karna chaheye?

                              Aslamo alaikum.
                              ji han its a good question.K hmen trading k liy aik makhsus wakt nikalna chahey hmen is k liy subha ka wakt rakhna chahey jis wakt hamara mind bilkul fresh hota hy or is py kisi trha ka koe burden nae hota hy usi wakt ham apni posts ko achy tareky sy windup kr skty hen or apni baat koe kafi achy tareeky sy samjha b sakty hen is sy hamara mind b har wakt fresh rhy ga.Or agar ap ye nae kr skty to ap din me kisi b wakt trading kr skty hen mgar is doraney me ap ko phie b time table bnana pdy ga k ap ko aik makhsoos wakt me kitni posts krni chahey ta k ap apny kaam sy bore na ho jaen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X