News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    achi sharing hai bhai is se kafi profit hota hai sab ki strategies mostly aise hi hoti hian aur is se un k profit b boht milta hai but kuch traders right time pe right trade nahi laga pate.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      app ka oder news kay mutabiq sahi analysis huwa hai to app ko achey pips asaktey hain i think jab news ati hai market bohat fast hoti hai aur 100 ya 200 pips up ya down zaroor hoti hain
      • #153 Collapse

        Han g Agar trader news ko dhaik dhaik kar trading karte han toh bht zabardastt baat ha .. kiu k news k baad trading mai bhtt Profit hota ha mujhe toh.. app bhi try kare zaroor faida hogaa..
           
        • #154 Collapse

          my dear friendds forex trading market ek esi trading website he jis mai sare kam kafi simple hen jese news k waqt tarde krne kalye chahye k news k waqt se thora phle market ky current price se 15pipo ooper or 15pip neeche pending order lga de. r ye sare method ap ko forex hi sikha ta he.
          • #155 Collapse

            when i think news k dooran trading krna asan nahi hai kafi challenging hai mere khayal main traders ko news ka impact khatam hony k baad he trade krna chaye wo Simplest hai
            • #156 Collapse

              i think k ap 5 points par trade krty hen es ly he 500 points ka keh rhy hen normaly jo accounts 4 digits k hen un ma to 50 ya 40 pips ki movement hoti hy eurusd ma baz uqat ziada hoti hy agr wo b high impact news ho to tb
              • #157 Collapse

                thanks ap ke stratgy ko phly main demo account par aply karon ge is ka impact dakhgny k bad phir he aop ko bta sakon ge k ya kase stratgy hy achy hy ya wrong
                • #158 Collapse

                  bhai jan News k doran trading krna bohat mushkil hai kio k hmain direct simat ka pta nahi chalta hai likin apki ye bat galat hai k market aik dam 500 points move krti hai aik hi news per its wrong
                  :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                  • #159 Collapse

                    news ke waqt trading karna theek hai dost kiun ke waha ap ko bohat hind mil jati hai ke market kaha hai abi aur kaha tak jaye gi
                     
                    • #160 Collapse

                      aur dosri baat yeh keh yeh keh is may mai nay do indicators ka combination bataya hay, lakin phir bhi fractals ka apna kaam hay, ap nay achi sharing ki hay. aur dosri baat yeh keh yeh keh is may mai nay do indicators ka combination bataya hay, lakin phir bhi fractals ka apna kaam hay, ap nay achi sharing ki hay.dayti hay jab kay aap kay paas acha backup ho or aap us ki madad say achi trad karien iss may sirf bb or R.S.I ko use karta hone. aur dosri baat yeh keh yeh keh is may mai nay do indicators.
                      • #161 Collapse

                        It is acceptable advancement to abode adjustment in accordance with account but the capital catechism is that how we can apperceive about account and its timing to analyses and abode adjustment and how to actuate its impact.
                        • #162 Collapse

                          Traders jab b market main koe news aa in order to ap ko bohat mohtat hona chheya. or maybe careful ho kay trade karan . or maybe us waqt jasey news jo us kay motabik sell ya buy karan .
                          • #163 Collapse

                            news k waqt tarde krne kalye chahye k news k waqt se thora phle market ky current price se 15pipo ooper as well as 15pip neeche pending order lga de jub news ae gy to help ap ka aick order active ho jae ga as well as wo apko prpofit de ga
                            • #164 Collapse

                              news k waqt tarde krne kalye chahye k news k waqt se thora phle market ky current price se 15pipo ooper as well as 15pip neeche pending order lga de jub news ae gy to help ap ka aick order active ho jae ga or perhaps wo apko prpofit de ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                well dear aap ki strategy achi hay.. aur aisa hi hota hay agar market up jaey bohat news k waqt tou phr down bhi bohat hoti hay... magar ek baat jo clear kerni hay kia aap ka maqsad yeh hay agar sirf 500 pips up ya down jaey tabhi hum accordingly trade lagaen agar 200 se 300 pips move kerey tu kia keren phr?

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X