Strategy hoti kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    BOAht BEthar psot HAi Abdullah Bhai PAr MEre KAhayal main Straategy KA AIk Matlab YE Bhi HAi KAy Ap AiK market movemnt ko kafi time say judge ya dkeh rahe ho kay wo kese move krti hai or jo is movememnt ko samah jaye to wo siay strategy bnaa deta hai or usay smaj bhi ajata hai kay kis time ye stretegy work krti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      salam sir yakeina samit mer5ay buhat sary logon ko nahni maloom hota hai stretegy kay hota ha app nay buhat chai tarh say byain karon
      • #288 Collapse

        Achi information hai brother agar esay hi kuch trader best information share kartay rahay our best information say learning detay rahay tu insallah umeed jano brother loser winner honay may koi qasar nahi chorengay brother decause in ko learning k liyeh jo information mil rahi who apnay hi zuban may mil rahi hai our asani say qover kar saktay hai
         
        • #289 Collapse

          thanks for important knowledge mere khayal me bhe koi be kaam krne se pehle achi planning ya strategy ka hona zaruri he. es ke bagheer aap ko loss hone ka andeesha he. apni taraf se hr haal me nusaan se bachne ki koshish krni chahiye.
          • #290 Collapse

            dear abdullalh thanks to share the information about strategy the way in which you describe the strategy is the best way ever :D It was so awesome...... It helped me alot to understand about the strategy.
            • #291 Collapse

              pheley ki tarah boht achi post likhi hay lakin thora sa technical hay aur samajney k liye zahen par boht zoor daina pare ga forex main trading k liye har forex trader ko koi na koi strategy apnana chayie tabih success ho sktei hay.
              • #292 Collapse

                yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex working ko agerr aap hobby banayee geey tu aik time aisaa ayee gaa keey yee aap ko benefit deey gaa aur aap iss seey good out put leey raheey ho geey
                • #293 Collapse

                  jo account pe apply kar k har koi ye chek kar sakta hae k us ki soch theek hae ya ye soch hoti hae
                  • #294 Collapse

                    I am read the many thread and every person tell us the different way in a good strategy. My thinking that the best strategy is the following points.
                    Market knowledge
                    Market analysis.
                    No emotional
                    Market trend
                    Always I work with the patience
                    • #295 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Dosto may aj ap logo ko yeh batana chahta ho keh strategy asal may hoti kia hay? aksar members ko yeh he pata nahi hota keh strategy akhir hay kia? aur wo log pochtay bhe nahi hain, jab k sawal karna chahiyay.

                      Strategy ka urdu may matlab to hikmat-e-amli hay, banda hikmat-e-amli say kaam us waqt layta hay jab har cheez hisab kitab say ho, strategy bhe hisab kitab ka name hay forex trading may, misal k tor par agar hum ksi chart ko analyze kartay hain to wo to analysis kehlti hay, lakin agay kia karain? Agay say he hikmat-e-amli start hoti hay, yani ap nay kaha say entry layna hay, kaha say exit karna hay, market may agar kuch changing ati hay to kia karna hay, market bear jatay jatay agar bull ho jaye to kia karna hay, yeh sab strategy ka hissa hota hay, is section may jab may apni koi strategy share karta ho to is ka matlab yeh hota hay keh market ko kis tarha say handle karna hay, kis tarha say samajhna hay, misal k tor par agar may 2 indicator ki strategy ap logo say share kar raha ho to is may sirf 2 indicators ki madad say market analysis shamil nahi hay, bal keh market ko analysis karnay k baad trading ki opportunity ko dhondna, trade lagana, profits kamana wagaira us may shamil hota hay, isi lye kaha jata hay keh strategy ki bohat ahmiat hoti hay, lakin yeh bhe yaad rahay keh koi aik strategy hamesha kargar nahi rehti, ap k pass lazmi multiple strategies hona chahiyay, jaisa keh agar ap fibonacci tool ko use kar k analysis kar rahay ho, aur trade bhe laga di, ab market against janay lagi to hedging ki strategy use kar lo, agar wo nahi kar rahay to phir indicators ko use kar k dekho keh market ka trend kaha ja raha hay, support / resistance ki madad say check kar lo keh break out false hay ya true.

                      Apni raye say agah karain. Shukria.
                      your all threads are informative. thanks for increasing knowledge about strategies, good work you doing thanks again a lot
                      • #296 Collapse

                        main ap kis is mehnta sand lagan say kaam kernain k baad traders ko moffeed information dayna pe appriciate kerta hoon jis say new trader ko faid ho ga.
                        • #297 Collapse

                          I don't know much more about strategy. but how much you describe, I got it. In Strategy we have to work on it when we know about Forex trading and taking steps carefully.
                          • #298 Collapse

                            bhai app nai bilkul sahee wazahaat ki ha kyun strategy forex trading ki jaan ha trader nai har cheese ko zain main rakhna hota ha kay apnay capital kay motabiq kitnay volume ki aur kab trade open aur close karni ha kitna profit lay kay nikalna ha aur kitna loss bardasht karna ha
                            • #299 Collapse

                              mere bahi apppki baat bilkul thik hai main app ki baat se mitifiq hon but mere bahi hum jo indicator usr kerteain hain or un se treading kerte hain to mere bahi es main merket indicator se nahi challti hamari koi stgrey kahi na kahi hamain bara loss dey hi jati hai .........
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X