Strategy hoti kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    ap ne achi bat share ki hai is post ko ker k r ye bat thek hai k buhat sary traders ko is ki inforation hi nahi hai is ley jo bhi is ko read kerey ga us ko is ka matlb bhi pata chal jay ga or information bhi zyad ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ap ny b tgheek kha hy . . mri nazr main strategy ye hoti hy k hm apny business ko ya koi b kaam jo hm krny lagain us ko shuroo krny sy pehly he us ka bagor jaiza lain. . .hm jo b kaam krna chahty hain us kaam ko pehly sy judge kr k us main enter hona strategy k maano main aata hy
      • #303 Collapse

        han g mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain main app ki baat se agree kerta hon stregry bhi hamare liaye bhohat achi chiz hai hamain cahiaye key hum es main us waqat taq real main kam na kareain jab tak hamain koi achi stregry nahi mil jati us key bad hi real main kam karain
           
        • #304 Collapse

          ye ap ne bohat he zeaday lekh deya hai brother strategy ak plane hai jis k sath ap ne apnay goals ko achieve karna hota hai ab ye gola ap keya rakhtay hai wo ap pe depend kart ahai
          • #305 Collapse

            very very nice brother ... good information .. aisa hi information yaha post kiye kare ta log kuch na kuch seek sakay yaha sa .. yaha bohot sare log aisa hay jin ko trading karna to ata hay lekin us ke tools un ka samj me ni ataay .. to yaha is posting site sa kuch na kuch wo seek laite hay ..
            • #306 Collapse

              yes strategy humare laye ek earn ka acha zaryea hain is sa hum ko market ko samjyne main help milti hain koi achi aur expert trader ki startegy ko used kar ka hum forex trade main bohat acha earn kar sakte hain startegy ka bina earn karna mushkal hain
              • #307 Collapse

                Yes dear mein ap sy agree karta hn forex trading mein bhot sy traders ko strategy ka pata nhi hy ap ki post sy sb ku bhot benefit hu ga orr strategy ka barey mein complete information mel jaye gi strategy ka baghir earning karna impossible hy
                • #308 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                  Dosto may aj ap logo ko yeh batana chahta ho keh strategy asal may hoti kia hay? aksar members ko yeh he pata nahi hota keh strategy akhir hay kia? aur wo log pochtay bhe nahi hain, jab k sawal karna chahiyay.

                  Strategy ka urdu may matlab to hikmat-e-amli hay, banda hikmat-e-amli say kaam us waqt layta hay jab har cheez hisab kitab say ho, strategy bhe hisab kitab ka name hay forex trading may, misal k tor par agar hum ksi chart ko analyze kartay hain to wo to analysis kehlti hay, lakin agay kia karain? Agay say he hikmat-e-amli start hoti hay, yani ap nay kaha say entry layna hay, kaha say exit karna hay, market may agar kuch changing ati hay to kia karna hay, market bear jatay jatay agar bull ho jaye to kia karna hay, yeh sab strategy ka hissa hota hay, is section may jab may apni koi strategy share karta ho to is ka matlab yeh hota hay keh market ko kis tarha say handle karna hay, kis tarha say samajhna hay, misal k tor par agar may 2 indicator ki strategy ap logo say share kar raha ho to is may sirf 2 indicators ki madad say market analysis shamil nahi hay, bal keh market ko analysis karnay k baad trading ki opportunity ko dhondna, trade lagana, profits kamana wagaira us may shamil hota hay, isi lye kaha jata hay keh strategy ki bohat ahmiat hoti hay, lakin yeh bhe yaad rahay keh koi aik strategy hamesha kargar nahi rehti, ap k pass lazmi multiple strategies hona chahiyay, jaisa keh agar ap fibonacci tool ko use kar k analysis kar rahay ho, aur trade bhe laga di, ab market against janay lagi to hedging ki strategy use kar lo, agar wo nahi kar rahay to phir indicators ko use kar k dekho keh market ka trend kaha ja raha hay, support / resistance ki madad say check kar lo keh break out false hay ya true.

                  Apni raye say agah karain. Shukria.
                  Bilkul kisi b kaam ko karne se phele hikmat e amli teh karna lazmi hai aur agar hikmat e amli nai hogi to kaam kese pura ho ga... Jaha tak trading ka sawal hai hum hmesha low volume se shru karna chaiye. Mein b low volume se hi shru karta hun kio k main aik small trader hun or janta hun k agr mene high volume pe trading start kar d to mumkin hai k market mere opposite move kare or mene jitne paise invest kiye hai wo b doob jain ...to is lia sb log pehle hikmat e almi teh karen k kia karna hai kia lene kia nai phr trading start karen.
                  • #309 Collapse

                    guys trategy is something like a laheamal ap aik stratey bnate ho k mere chart pe kon kon se indicators hote hai or me kis kis cheez ko follow karonga and mera forex trading krne ka kia tarika hoga it is called strategies.
                    • #310 Collapse

                      han g mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain main apki baat se agree kerta hon hamain forex ko pehlay achi terha samajhna cahaiye us key bad hi real main treaning kerni cahiaye ager hum aisa nahi karain gain to hamain loss hi hoga es liaye pehlay knowlage or bad main profit
                       
                      • #311 Collapse

                        good job u done my bro apne bohot ache se strategy ko define kia hai itna deeply explain kia hai k koi bhi ache se samjh jaye or multiple strategy wali bat apne bilkul theek ki hai forex aik aisi unpredictable market hai k isme aik strategy kam nahi aty multiple strategies ki zarorat rehti hai itne ache se samjhane k lye bohot bohot thanks :)
                        • #312 Collapse

                          dear mai ap ki batoon sy 100% agree krta hoon,sb sy phely humein kisi b field mein success hasil krny k liye planning ki zurart hoti hain,humein us field k rules ko follow krna prta hy,yehi wja sy hy forex k about achi trhaa informatin hasil kr k trade ki jay taa k loss sy bachaa ja skey,treading krny sy phely humein points ki movement achi trhaa read krni chiye phir trade krni chiye.
                          • #313 Collapse

                            doing trading with proper management of risk mean to do trading with care element and enjoy to this market,do with care mind maturity and earns from this market,do with care and without fear of loss.
                            • #314 Collapse

                              thank you so much bhai yahan mery bohot sary logon ko nahen maloom hota hai strategy kya hoti hai . ap nya bohot achi tarah say bayan kiya acha ager hum sirf news ki help lain to tab bhi humein faida hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                Main app say bhe agree kerta hoon mery kheal main strategy ka matlab humeri khud ki bnae hoe planning hy jes main hum aik olan bna k trade open ker profit earn kerty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X