Aik asaan lakin bohat risky strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes dear ap ne bilkul theek kha hai jab ap is mai kam karty hai to ap ko is mai kamkarny k liya ik achy trader ki zaroorat hai jo ap ko learn kar saky jab ap is mai kam karty hai to ap ko is mai kam karny k liya ik achy investor ki zaroorat hai jo k ap k liya acha hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      I have followed the actual stretgy two weeks it can be very profitable stretgy. May perhaps people submit additional stretgy in furture this kind however very little dilemma that you question this can be reski stretgy.
      • #63 Collapse

        Good information. I think this strategy can be hazardous yet helpful in investing. However we should always be enhance to use this strategy. Appreciate it for that good information. Cya.
        • #64 Collapse

          dear ap is strategy ko khali risky keh rahy ho ye to bahot ziada risky hy kiyo k some time market sirf ek hi simit mein move karti hy aur agar aesa hua to phr ap ka account to khali ho jaye ga. phr is strategy mein na to stop loss ka koi concept hy aur na hi take profit ka aur mery khial mien stop loss k baghair koi b strategy complete nai hoti hy.
          • #65 Collapse

            brorher ap ne ac hy stratgy btae he lakin is ko phle demo pe trst kya jea k is ka result kaisa he ager is ka result acha he to work hard and then follw this and get the new stratgies for yourself this will be the goofd for u
            • #66 Collapse

              bai ak bat kahu to ap na jo wording use ki hy is sa is post ma attraction to hy par negative side pa la k ja rahe hy or is sa log bachne ki koshish kerte han wording bot important hote hy is khyal kya karo
              • #67 Collapse

                yr easy to ha its risky agar khalti kari tu loss bht barah hoga hamara we will suffer ! luck by chance ha
                • #68 Collapse

                  mare dost post to app ki boht achi hia es say hu mko kafi info bi mili hia lakin itna big risk karne ke lya har kisi ka dil nahi chahta hia.mara kahyal hia ke hum ko phir bi try karni chaye is se hum ko kafi experincs mile ga.
                  • #69 Collapse

                    Bhai assan kuch bhi nahi hai Forex trading business risk pe hi hota hai and wesy bhi zindagi main jab tak ap risk nahi len gy tab tak ap ko kamyabi ka new rasty nahi milty, Forex trading business main risk factor to hamesha he rehta hai.
                    • #70 Collapse

                      my dear ap ne bht achi tips the hy per ye bht riski b hy market agr huamre favour ma gae to theek agr against ma chali gae to phr huma ye tips ka use karna chaye mj is tips ka pata nhi tha dear thanks ap ne batya next time ma ye tips ko use karwn ga or i dahko ga market ki moment ko
                      • #71 Collapse

                        bhai ye strategy kabhi b kamyab nahn ho skti kyoun is men bahut sari difficulties hen aur bahut zyada tension b agr ye strategy use ki jay to loss b ho skta hai aur sb sy barh kr bahut zyada time zya ho jata hai
                        • #72 Collapse

                          Bhai ye martiangale Strategy he, me ne pehle b use ki he, or currently use ker b raha hun. lekin is ko stop loss k sath use kerna ziada behtar he, or agar trade favour me na jay to buy stop ya sell stop use ker sakte hen..
                          • #73 Collapse

                            start ma har business ma loss bhi hota hai magar uska matlab ye nahi kay hum kerna hi chorde baqi apne jo stradegy batayi ye bhi ker kay dekhonga aisi batein share kertey raha karey thanks.
                            • #74 Collapse

                              good nice trick .. me nay abhi tak koi pesonal experiance nhi kia ha is ma trade nhi ki ab tak kun kay ma new user hun is liay mujhyzada idea nahi ha is ka but ma ya sub ap ki addvice read ker kay agy try krunga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Dosto, kuch log is ko martingale kehtay hain, aur kuch log kuch aur, may history may nahi parna chahta, lakin may ap logo ko yeh batana chahta ho keh jo strategy may ap ko bata raha ho wo asaan to hay lakin risky bohat hay, may ap ko is ki details batata ho.

                                Is strategy may ap kartay kuch is tarha hain keh koi bhi aik pair lay laytay hain, jis par ap ko lagta hay keh fluctuation bohat ziada hoti hay, ap us pair par thora sa dekhtay hain aur phir aik choti volume ki lot open kartay hain, agar market favor may chali jaye to profits collect kartay hain aur trade close, lakin agar market against chalnay lagay to ap apni lot k size ko double kar daytay hain, aur market k sath chal partay hain, Misal k tor par, ap Eur/usd lay lain, market may ap nay dekha k market oper ja rahi hay, ap nay 0.01 ki buy ki trade laga li, ab market thora bohat fluctuate hui aur neechay janay lagi, ab ap nay kia karna hay, ap nay 0.02 ki sell ki trade laga li, ab agar market neechay he jati rahi to ap ki 0.01 ka loss bhi cover ho jaye ga aur 0.01 ki sell ka profit bhi ajaye ga, lakin agar market nay yaha par bhi dhoka day diya aur again fluctuate kar k oper janay lagi to phir ap nay 0.03 ki buy ki trade lagani hay, aur market ka wait karna hay, isi tarha say yeh kaam chalta rahay ga, jab tak keh market koi aik trend lambay faslay k lye pakar nahi layti, lakin risky is tarha say hay keh jo bhi trade ap kholo gay to broker margin to lay ga he, aur spread ka loss bhe hoga, aur sath may dono trades k darmyan ka minus bhe to calculate hoga, is may risky pehlu yeh hay keh agar market sideways he rahi aur ap ko trend ka pata na chal saka to ap ka account blow up bhe ho sakta hay equity k na honay ki waja say.

                                Yeh strategy ap us waqt use karna jab market ki volatility uncertain na ho, aur apna mind bana layna k ap loss ko afford kar saktay ho.
                                main same strategy use karta hun. Asal main mein 2 brokers use kar raha hun . Pehle main aik broker main order place karta hun agr waha muje lost shru hojai to main dosri traf uska opposite use karta hun. Ye strategy boht nice hai. Aik account main aise use karna mushkil hai . Mera khayal hai har banday ka ps 2 accounts to hone hi chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X