Aik asaan lakin bohat risky strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bhi yeh to baht zabardat stragy ismain risk sirf deal ka he baqi to koi nhi he mare khial main hamain is trah trade krni chahey to hm kafi earn kr sakte hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      I think this strategy is risky but helpful in trading.mazeed hamain ya zahan main rakhana hai k heavy risk lead heavy investment agr ap na risky ka word lakha hai to ya koi ajeebbat nahe he
      • #198 Collapse

        bhai aaoane ek zabardst bat btai he likn is me kafi balance ka bhi hona lazmi he qk trading me ham ager is trh ka koi rik lnege tu hamen kafi loss hone ka bhi khtra hota he is trh hamare pas kafi experience bhi hona lzmi he ...........
        • #199 Collapse

          yes bilkul bht he acha treka kar k ha jis k zaraye ham market me bht acha trade kar ksty han and is em acha earn kar k achty trader b ban ksty han easy se bht se rulez or bht se treky han jin ko samj kar adm,i is me up pe askta ha
          • #200 Collapse

            I think that apki stratigy to theak he hai. agr ap na risky ka word lakha hai to ya koi ajeeb bat nahe hai. qk forex risky business hai. mazeed hamain ya zahan main rakhana hai k heavy risk lead heavy investment .
            • #201 Collapse

              har business man risk hota ha magar forex man khuch ziyadha ratio ha risk ki or agar hum hikmaty amli ki bat krean to treeeban tamman man risk ka factor to ha risky ky bagher koi business ni ha hakamati amli wasy simple honi chaye asani sy samjha ja saky or is man los ki ratio kam ho ... ap ki hekmaty amli sai ha magar is sy b bohat sari achi hekamaty amlian han .....
              • #202 Collapse

                mery khail sa ye koi asan treeqa na hoa q k apny post k start ma hi keh dia ha k ye 1 mushkil aur phansny wali stregty ha so agr risk par hi kam krna ha to fida.....kindly koi asan see stregty btay jisy dosry log bhi fida hasil kr saky.....
                • #203 Collapse

                  my dear i think apki stratigy to theak hai. agr ap na risky ka word lakha hai to ya koi ajeeb bat nahe hai. qk forex risky business hai. mazeed hamain ya zahan main rakhana hai k heavy risk lead heavy investment
                  • #204 Collapse

                    risky strategy mai ny aap ki posting read ki hai . mai iss sy satisfy nhi ho . iss ko hedging bhi khty hai jo btana chah rhy hai . jasy aap bta rhy ho up jy to buy kr lo agr nechy ayy to sell kr or phr lgy up jaa rhi ho to phir buy kr lo . to bhter hi ho ga aap iss ki forcast report ko hi follow kr lo or both 50 pips ki low vol ky sath trade kro . i think that 's fine . obviously aap ko dono mai sy 1 mai to profit mily ga .
                    • #205 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Dosto, kuch log is ko martingale kehtay hain, aur kuch log kuch aur, may history may nahi parna chahta, lakin may ap logo ko yeh batana chahta ho keh jo strategy may ap ko bata raha ho wo asaan to hay lakin risky bohat hay, may ap ko is ki details batata ho.

                      Is strategy may ap kartay kuch is tarha hain keh koi bhi aik pair lay laytay hain, jis par ap ko lagta hay keh fluctuation bohat ziada hoti hay, ap us pair par thora sa dekhtay hain aur phir aik choti volume ki lot open kartay hain, agar market favor may chali jaye to profits collect kartay hain aur trade close, lakin agar market against chalnay lagay to ap apni lot k size ko double kar daytay hain, aur market k sath chal partay hain, Misal k tor par, ap Eur/usd lay lain, market may ap nay dekha k market oper ja rahi hay, ap nay 0.01 ki buy ki trade laga li, ab market thora bohat fluctuate hui aur neechay janay lagi, ab ap nay kia karna hay, ap nay 0.02 ki sell ki trade laga li, ab agar market neechay he jati rahi to ap ki 0.01 ka loss bhi cover ho jaye ga aur 0.01 ki sell ka profit bhi ajaye ga, lakin agar market nay yaha par bhi dhoka day diya aur again fluctuate kar k oper janay lagi to phir ap nay 0.03 ki buy ki trade lagani hay, aur market ka wait karna hay, isi tarha say yeh kaam chalta rahay ga, jab tak keh market koi aik trend lambay faslay k lye pakar nahi layti, lakin risky is tarha say hay keh jo bhi trade ap kholo gay to broker margin to lay ga he, aur spread ka loss bhe hoga, aur sath may dono trades k darmyan ka minus bhe to calculate hoga, is may risky pehlu yeh hay keh agar market sideways he rahi aur ap ko trend ka pata na chal saka to ap ka account blow up bhe ho sakta hay equity k na honay ki waja say.

                      Yeh strategy ap us waqt use karna jab market ki volatility uncertain na ho, aur apna mind bana layna k ap loss ko afford kar saktay ho.
                      bhai jan ap ki streaghty achi hy lekin ye bohat hi risky hy q k is mn ap ko phly hi loss hoa hy aur ab ager markeet ka trend wo hi rehta hy to phir ap ka loss 3 guna bar jaye ga
                      • #206 Collapse

                        aap ne bohat ache strategy yahn share ki hai magar sir agar humray pass bonus zida nahe ho ga to hum lot size ko bara karty hain to us se hum agar aik tarf se profit hasil karty hain to dosri tarf hum loss nahe kar jay gay kia aur margine b kam ho jay ga humra yeh strategy achae hai magr risky b hai
                        • #207 Collapse

                          ge ha ya ak rsky businss ha sab is kam ko like karta ha har koi is ma kam kar ka pia kat ha sab ko is am boht pia milta ha ma be is ma kam kart ho or pisa kamo ho sab is km ko like karta ha sab ka liuy ha ya ak acha business ha
                          • #208 Collapse

                            bro post bohat achi ha es sy kafi info b mili ha but itna risk lyny ka har kice ka dil nahe karta lakin phir b try karna karna chaheya ku k es sy hamy kafi experians b mily ga or hamary knowldge mi b izafa ho ga. or es sy ham profit b gain kar skty ha
                            • #209 Collapse

                              Developing countries of the world are facing enormous problems and Pakistan is no exception. Pakistan is a developing country in South Asia
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                which is the fourth largest populated country in the region and sixth largest country in the world. Pakistan is facing serious problems in almost all the sectors
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X