Fibonacci strategy

No announcement yet.
`

Fibonacci strategy

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    very good and amazing srategy bhai . fibo levels ap k lye suport and resistance ka kaam b krte hen or reversal ka sighn b apko bta dete hen jesa k sab ko malom he k 50 % pe market zra reversal leti he market agar 61 % se oper jati he tu mean 50 ko b touch kre gi or us ka baad jo level break ho next ka wait krna chahte
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear brother sachi bolo east tu apnay bv k sath ik mint k liyeh betna b nahi hai kaho kesay who khe deti hai k yeh lipstic meri nahi hai yeh nahi hai tu jub who easy nahi hai brother tu forex kesay esay ho sakta hai jis may apnay payment ko more profit may badalna chatay ho nahi ho sakta hai brother sub say pehlay learning must hai us k liyeh brother
      • #78 Collapse

        main ny Fibonacci tool use key hey is main jo third number par reterecement hoti hey us main hum ko trade open karni cheay kiu k wo bohat hey ziyad solid retrecment hoti hey us main achi earning ho jati hey.
        • #79 Collapse

          mary bhai forex m mein Fibonacci lines yaa jis koo hum Fibonacci retracements bi kehtee hian kee zariyee hum potential reversal aur support and resitance level koo achi tarhan identify kar saktee hian aur strategy bana kar acha kama skty hen....
           
          • #80 Collapse

            really nice thread brother aur men toxic se bilkul agree karti hoon and itnr barray time frame se 300 to 400 points ka stop loss chaiye hota hai specially agar ap usd jese volatile pair men kam kr rhy hoto
            • #81 Collapse

              forex trading main koi short cut app ko kamyabi nahi dai saktiforex me short cut nahi marnay chahye.ye hamaray lye dangrous sabit ho sakta hai.
              • #82 Collapse

                Fibonacci strategy se trading karna Best he, fibonacci ko jab ap USE karin gay to help ap ko wait karna parta he , q k fibonacci se wait karna parta he kafi ziada magar market me ap effortlessly profits gained kar saktay hein fibonacci se.
                • #83 Collapse

                  nice post brother very nice stratgey hope ke is say kafi fais ho ga tmam traders ko aese he apna experince share karty raha karain takay humain sikhnay me asani ho sakay
                  • #84 Collapse

                    trading mein Fibonacci lines yaa jis koo hum Fibonacci retracements bi kehtee hian kee zariyee hum potential reversal aur support and resitance level koo achi tarhan identify kar saktee hian aur strategy bana kar acha earn kar saktee hian
                    • #85 Collapse

                      fibonacci mujy to is bary main kush b nahe pta tha lakin ap ke thread sy achy tarh samaj a gai hy lakin main is real par apply nahe kar sakte jab tak demo par is ko apply na karlon
                      • #86 Collapse

                        Fibonacci action se trading karna best he, fibonacci ko jab ap use karin gay to ap ko delay karna parta he , q k fibonacci se delay karna parta he kafi ziada magar bazaar me ap calmly accumulation acquired kar saktay hein fibonacci se.
                        • #87 Collapse

                          k ap nay pips ka hisab bataya hay wo bilkul theek hay, lakin meray mohtaram members jaldi ka kaam sochtay hain, to is waja say aik idea k tor par may nay unko idea diya hay, readers ko chahiyay keh wo strong resistance ko nazar may rakhain aur jitna un ka capital hay us hisab say stop loss lagain.forex market kubi seeda na girta hai na charta hai bal k lehroo ki tarah up down hota hai our 23%,38% and 60% mai si kisi ko cross kar k dobara retrace karta hai,our iss mai.
                          • #88 Collapse

                            my partner and i believe weather framework can be a great section connected with forex trading. Nice brother thread. particulars that you should provide from your own thread can be consequently large with Forex. Hopefully each of the members involving forums is actually glad connected with seeing details.
                            • #89 Collapse

                              kindly tell me ..i am interested to know about this thing...
                              i don't have any idea...mujhy is bary ma kuch bi ni pata...ma ne for ex trading ma ye term pehli dafa suni ha...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Ap sab logo say guzarish hay keh ap log is thread may jitni tafseel say may nay likha hay us ko parho, aur us ko demo accounts may try karo, mazeed bhi strategies ko dekho, sirf comments pass karnay may dhyan mat do, ab to urdu may ap ko sab kuch available hay, is k baray may mazeed kuch sawal ho to ap forex ki ibtidai maloomat may ja kar dekh saktay ho aur threads may questions bhi raise kar saktay ho, baqi agar allah nay chaha to bohat log ap ki rehnumai k lye tayyar hongay is

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X