Fibonacci Retracement kiya he Aur kese istamal hoti hey,Puri Tarah se Samjhen..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci Retracement kiya he Aur kese istamal hoti hey,Puri Tarah se Samjhen..
    Dear Members.. Hope You Fine..
    First Learn Then Earn

    Dosto Aaj mein Apko Batauga Keh Fiboacci Retracement kiya hoti hey aur isko hum kis trha se istamal mn Lakar is se Trade Laga saktey hein..

    Market mein Jesa ke Buy and Sell ke 2 Trend Chal rahey hotey hein Aur Market Zigzag Chal rahi hoti hey,
    For Example: Agar Market Buy mein Chal rahi hey aur Thori c Nichey ati hey Phir Buy jati hey Phir Nichey ati hey aur Phir Buy jati hey isko hum Retracement Kehtey hein, aur Forex mein isko High and Low and Higher High and Higher Low kehtey hein..

    Nichey Deegai picture ko Lazmi Dekhen..

    Click image for larger version

Name:	Fibo 1.png
Views:	1
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12462850

    Retracement Area

    Click image for larger version

Name:	fibo 2.png
Views:	3
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12462851

    Fibonacci Retracement ke apne Entry level hotey hein aur Fibonnaci Retracement ko aap Kisi bhi Chart Frame par Higher High and Higher Low laga kar un levels ko dekh saktey hein aur wahan se aap Entry Point le saktey hein.

    Iskey 3 Entry level hotey hein jinpar Market Jese hi retrace ho to aap trade le saktey hein..

    1st Entry Level 50.0
    2nd Entry Level 38.0
    3rd Entry level 23.0


    Ab Hum jab in mn se kisi bhi point par entry letey hein to phir Hamara jo profit target jo hota hey woh aap nichey dekh saktey hein

    First Profit Target: 100.0
    Second profit Target: 161.8


    Aur is mein Aap Stop Loss 0.0 se Laga saktey hein. Nichey Dee Gai Picture mein Dekh saktey hein..

    Click image for larger version

Name:	Fibo 3.png
Views:	3
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12462852
    Last edited by ; 18-08-2019, 04:23 PM.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fibonacci Retracement kiya he Aur kese istamal hoti hey,Puri Tarah se Samjhen..

    Fabonical aka indiactoe hai jes ko kafu log apna chart pr laag ak us ko follow karta hai or achi trade bhe kar ka sahi wor kar ka acha profit bhe kama rha hai us leay huma cheya ka sahi work bhe ua ko laga ka kar skahta hai forex ma
    • #3 Collapse

      Re: Fibonacci Retracement kiya he Aur kese istamal hoti hey,Puri Tarah se Samjhen..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Dear Members.. Hope You Fine..
      First Learn Then Earn

      Dosto Aaj mein Apko Batauga Keh Fiboacci Retracement kiya hoti hey aur isko hum kis trha se istamal mn Lakar is se Trade Laga saktey hein..

      Market mein Jesa ke Buy and Sell ke 2 Trend Chal rahey hotey hein Aur Market Zigzag Chal rahi hoti hey,
      For Example: Agar Market Buy mein Chal rahi hey aur Thori c Nichey ati hey Phir Buy jati hey Phir Nichey ati hey aur Phir Buy jati hey isko hum Retracement Kehtey hein, aur Forex mein isko High and Low and Higher High and Higher Low kehtey hein..

      Nichey Deegai picture ko Lazmi Dekhen..

      [ATTACH=CONFIG]8440[/ATTACH]

      Retracement Area

      [ATTACH=CONFIG]8441[/ATTACH]

      Fibonacci Retracement ke apne Entry level hotey hein aur Fibonnaci Retracement ko aap Kisi bhi Chart Frame par Higher High and Higher Low laga kar un levels ko dekh saktey hein aur wahan se aap Entry Point le saktey hein.

      Iskey 3 Entry level hotey hein jinpar Market Jese hi retrace ho to aap trade le saktey hein..

      1st Entry Level 50.0
      2nd Entry Level 38.0
      3rd Entry level 23.0


      Ab Hum jab in mn se kisi bhi point par entry letey hein to phir Hamara jo profit target jo hota hey woh aap nichey dekh saktey hein

      First Profit Target: 100.0
      Second profit Target: 161.8


      Aur is mein Aap Stop Loss 0.0 se Laga saktey hein. Nichey Dee Gai Picture mein Dekh saktey hein..

      [ATTACH=CONFIG]8442[/ATTACH]
      Apny fibonacci retracement ko bahut Achcha sarase examples ke sath bataya hai bahut Sare traders se jinko is bare mein information Nahin Thi unko Kafi fayda Hua Hai like mujhe bhi is bare mein pahle Nahin Itna Pata Tha lekin aapke batane ke bad Meri information Mein Kafi Jyada yah to fayda hua hai agar form per Is Tarah ka kam Hota Rahe to Koi vajah Nahin Hogi ke sare members ka bonus hi Achcha Aaye
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Fibonacci Retracement kiya he Aur kese istamal hoti hey,Puri Tarah se Samjhen..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
        Dear Members.. Hope You Fine..
        First Learn Then Earn

        Dosto Aaj mein Apko Batauga Keh Fiboacci Retracement kiya hoti hey aur isko hum kis trha se istamal mn Lakar is se Trade Laga saktey hein..

        Market mein Jesa ke Buy and Sell ke 2 Trend Chal rahey hotey hein Aur Market Zigzag Chal rahi hoti hey,
        For Example: Agar Market Buy mein Chal rahi hey aur Thori c Nichey ati hey Phir Buy jati hey Phir Nichey ati hey aur Phir Buy jati hey isko hum Retracement Kehtey hein, aur Forex mein isko High and Low and Higher High and Higher Low kehtey hein..

        Nichey Deegai picture ko Lazmi Dekhen..

        [ATTACH=CONFIG]8440[/ATTACH]

        Retracement Area

        [ATTACH=CONFIG]8441[/ATTACH]

        Fibonacci Retracement ke apne Entry level hotey hein aur Fibonnaci Retracement ko aap Kisi bhi Chart Frame par Higher High and Higher Low laga kar un levels ko dekh saktey hein aur wahan se aap Entry Point le saktey hein.

        Iskey 3 Entry level hotey hein jinpar Market Jese hi retrace ho to aap trade le saktey hein..

        1st Entry Level 50.0
        2nd Entry Level 38.0
        3rd Entry level 23.0


        Ab Hum jab in mn se kisi bhi point par entry letey hein to phir Hamara jo profit target jo hota hey woh aap nichey dekh saktey hein

        First Profit Target: 100.0
        Second profit Target: 161.8


        Aur is mein Aap Stop Loss 0.0 se Laga saktey hein. Nichey Dee Gai Picture mein Dekh saktey hein..

        [ATTACH=CONFIG]8442[/ATTACH]
        Apny fiboconni retracement ko Kafi acche tarike se bataya Hai Aise log Jisko pahle Iske bare mein information Nahin Thi ab Inki information Mein Kafi izafa Hua Hoga aur unko learn karne ke liye bhi Kafi Kuchh Mila hoga Is Tarah ki knowledge Sare members ko share Karni chahie jisse dusron Ko fayda Ho

        اب آن لائن

        Working...
        X