Dear Members.. Hope You Fine..
First Learn Then Earn
Dosto Aaj mein Apko Batauga Keh Fiboacci Retracement kiya hoti hey aur isko hum kis trha se istamal mn Lakar is se Trade Laga saktey hein..
Market mein Jesa ke Buy and Sell ke 2 Trend Chal rahey hotey hein Aur Market Zigzag Chal rahi hoti hey,
For Example: Agar Market Buy mein Chal rahi hey aur Thori c Nichey ati hey Phir Buy jati hey Phir Nichey ati hey aur Phir Buy jati hey isko hum Retracement Kehtey hein, aur Forex mein isko High and Low and Higher High and Higher Low kehtey hein..
Nichey Deegai picture ko Lazmi Dekhen..
Retracement Area
Fibonacci Retracement ke apne Entry level hotey hein aur Fibonnaci Retracement ko aap Kisi bhi Chart Frame par Higher High and Higher Low laga kar un levels ko dekh saktey hein aur wahan se aap Entry Point le saktey hein.
Iskey 3 Entry level hotey hein jinpar Market Jese hi retrace ho to aap trade le saktey hein..
1st Entry Level 50.0
2nd Entry Level 38.0
3rd Entry level 23.0
Ab Hum jab in mn se kisi bhi point par entry letey hein to phir Hamara jo profit target jo hota hey woh aap nichey dekh saktey hein
First Profit Target: 100.0
Second profit Target: 161.8
Aur is mein Aap Stop Loss 0.0 se Laga saktey hein. Nichey Dee Gai Picture mein Dekh saktey hein..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим