Gbp/jpy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Re: Gbp/jpy

    GBP/JPY Market overview

    hello dear forum mates kesy hain ap sab umeed karta hun sab thek hongy aur kal market main hony wali movement say ap ny kafi acha faida hasil kia ho ga main nay bhi kafi acha faida hasil kia hai is lie ky kal market main bohut fast movement thy aur dosri reason market apne major trend ky mutabik movement hoi hai news bhi ai hai but news nay bhi technical ko follow kia hai isi lie main say bar abr kehta hun ager ap ka technical acha hai aur accurate hai tu ap ko is market main news bhi distrub nahi karta hai is lie ap ko chart par analysis karne chahye ap ager bar bar fail bhi ho rahy hain tu iss say apka expereince he ziada ho ga gbpjpy aur baki jitne bhi pair sab ny kal kafi acha logon ko profit diya hai ap market chart par ja kar chek bhi kar sakty hain is lie ky ap ko is market main hamesha aik logic ky sath kam karna chahie phir hi ap aik professional trader ban sakty hain aur apni life ko badal sakty hain.

    INTRADAY SETUP OF GBP/GPY

    dear friends main ap ky sath gbpjpy ka chart share karta hun jis main apko yeh btaon ga ky aj ky din ham is main kesy trade kar sakty hain aur kis tarah say signal find kar sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	gbpjpy.png
Views:	1
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12456661

    dear friends ap mere chart main dekh sakty hain ju ky main ny h1 time frame main support aur resistance line laga kar draw kia hai ap dekh sakty hain kal ky din gbpjpy ny apni 162.69 wali support ko break kar diya hai jis say wo resistance ban chuki hai aur market isko again retest karne ky lie ja rahi hai ap dekh sakty hain jesy market 162.69 py jaygee tu wahn par aik rejection candle ky sath is main sell lay sakty hain aur ap ka target next support ho ga ju ky ju ky ap ko mere chart par nazer aa raha hoga ju ky 161.16 pay ban rahi hai ap dekh bhi rahy hain mere chart par is lie yeh aik simple method hai market main analysis karne ka jitne bhi bara trader hai wo sab sy pehle market ko analysis karne ky lie support aur resistance ko use karta hai aur market ky high aur low ko dkeh kar trade laita hai is lie ham bhi asa hi karen gay market ko jitna ziada simple lay kar chelen gay utni he chart clear ho ga aur hamry signal utny hi ziada accuracy dein gay mujhe umeed hai ap ko mere chart ki samjh agai ho gi.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      Re: Gbp/jpy

      gbpjpy technical outlook

      dear friends aj ham gbpjpy ky barey main bat karen gay aur analysis karen gay jis say ap ko kafi faida hasil hoga gbpjpy ky chart main ny kal bhi ap ky sath share kia tha mujhee umeed hai ap ko kafi us main profit milyga is lie aj bhi main ap ky sath chart share karon ga ga jis say ap us main singal find kar ky order lay sakty hain aur proper support aur resistance main nay mention bhi kar diey hain ap unko dekh kar apni chart par wohi support aur resistance aur level laga kar aik achy signal ko find out kar sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	gbpjpy.png
Views:	1
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12456906

      gbpjpy ko ap dekh sakty hain is time iski price 162.04 par ja rahi hai ju ky aik resistance area hai yahn par 2 qism ky snario hain sab sy pehla yeh hai ky yahn say aik rejection ho sakti hai ager yahn say rejection ho kar sell ki koi formation banti hai tab is main ap sell kar sakty hain aur ager yeh resistance up side break hoti hai tab ap is main buy kar sakty hain aur iski next resistance 162.97 tak buy lay sakty hain mager ap ko koi bhi trade karni hai ap ko apni confirmation sath zror add karni chahye market main jitni ziada confirmations hongi utni hi trade ap ki ziada win kare gi is lie ap ko is market main.

      mujhe umeed hai ap ko mere analysis pasand aay hongy aur aj ki news ki ager bat ki jaye tu news time ap ko apni trade ko secure kar laina chahye ager ap ki trade main profit ho raha hai tu ap ko breakeven point par kar laini chahie is say ap loss say bach sakty hain ager ap ki trade main thora sa loss chal raha hai tab ap ko apna stop loss ko tight rakh laina chahye ager stop loss nahi laga tu ap ko stop loss lagana chahye kyon ky is say apka account wash ho sakta hai ager ap ny stopp loss nahi lgaya mujhe umeed ap ko aj ka gbpjpy ky bary main acha view mil giya ho ga jis main news bhi cover ho gai hai aur technical analysis bhi.
         
      • #363 Collapse

        Re: Gbp/jpy

        gbpjpy 163.00 round number se oopar barh raha hai aur 163.50 par flat ki sada moving average ( sma ) ke qareeb pahonch raha hai. moakhar az zikr satah ke opar aik ikhtitami din qareebi muddat ke waqt mein taizi ke taasub ki toseeq kar sakta hai. rsi isharay thora oopar ki taraf ishara kar raha hai, jabkay macd misbet khittay mein apni trigger line ke neechay pakra howa hai.

        lehaza, is waqt mukhtasir muddat ka khatrah ghair janabdaar se misbet lag raha hai aur 166.00 rukawat ka aik aur dobarah test honay ka imkaan hai. khaas tor par, 166.00 ke opar aik faisla kin band ho sakta hai jo bail 169.30 muzahmat ki taraf really karne ke liye be taabi se intzaar kar rahay hain.



        Click image for larger version

Name:	gbpjpy t.jpg
Views:	1
Size:	108.1 کلوبائٹ
ID:	12457152
           
        • #364 Collapse

          Re: Gbp/jpy

          Bitcoin. hafta aar time frame ka tajzia

          Hafta waar chart ke mutabiq, 2019 ki terhan rsi trend line ko tornay ke baad Bitcoin mein zabardast izafah howa. btc 4 saal pehlay ki terhan rsi ki had mein ruk gaya, aur ab aik ufuqi channel mein taaqat jama kar raha hai.

          Bitcoin ne aik umeed afzaa charhai channel tashkeel diya hai aur apni darmiyani aur nichli rujhan linon ko uuchaal diya hai. crypto currency 2021 se dono nazooli rujhan linon se toot chuki hai aur fi al haal doosri se oopar tay karne ki koshish kar rahi hai .

          Chart par niilii line muzahmat hai, jo fi al haal $ 25, 000 se oopar hai. green line support hai, jo $ 20, 000 tak pahonch rahi hai. ma 20 oopar ki taraf palat gaya hai, jo aik achi alamat hai.



          Click image for larger version

Name:	bhhh.jpg
Views:	1
Size:	38.0 کلوبائٹ
ID:	12457155
             
          • #365 Collapse

            Re: Gbp/jpy

            GBP/JPY Technical Analysis:


            Kal Friday Market closed honay say pehlay GBP/JPY Hourly chart pay NFP Strong news released honay k baad downward movements say 162.87 pivot point line ko sell breakout karnay main successfull hue. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k neechay crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay strong bearish signal show kar raha hai. Agar current cost Hourly chart pay downward movements ko continues rakhty hai to price ka target Market open honay k bad neechay 161.27 aur phir usk bad price mazeed 160.85 Support levels ko test kar sakty hai.

            Agar Hourly chart pay GBP/JPY Pair price Monday market open honay k bad bounced hoty hai, aur sath pivot point line ko buy breakout karty hai to chart pay price ki bullish movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 163.58 aur phir usk bad price mazeed 164.01 Resistance zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price big news k bad donward movements k liye central point line k sell main breakout k sath running start kar chuki hai, is liye chances hain k price Monday market open k bad Support zones ko test kar sakty hai.


            4 Hours Chart Technical Analysis:


            Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	79.3 کلوبائٹ
ID:	12457224


            GBP/JPY H4 chart pay NFP Strong news released honay k baad downward movements say 162.87 pivot point line ko sell breakout karnay main successfull hue. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k neechay crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay strong bearish signal show kar raha hai. Agar current cost 4 Hours chart pay downward movements ko continues rakhty hai to price ka target Market open honay k bad neechay 161.27 aur phir usk bad price mazeed 160.85 Support levels ko test kar sakty hai.

            Agar 4 Hours chart pay GBP/JPY Pair price Monday market open honay k bad bounced hoty hai, aur sath pivot point line ko buy breakout karty hai to chart pay price ki bullish movements open honay k chances ban saktay hain, jiska target ooper 163.58 aur phir usk bad price mazeed 164.01 Resistance zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price big news k bad donward movements k liye central point line k sell main breakout k sath running start kar chuki hai, is liye chances hain k price Monday market open k bad Support zones ko test kar sakty hai.


            Recommendations:

            Dear Friends, Monday market open honay k bad price retracements k liye ooper 162.87 pivot point areas ko test k liye upward movements start kar sakty hai, is liye best entries k liye kuch price corrections ka wait kartay huway agar price ko pivot point say sell kiya jaye to ziada best hai.


            Shukrya.
               
            • #366 Collapse

              Re: Gbp/jpy

              weekly forecast on gbp/jpy

              hello dear friends happy weekend mujhe umeed hai ap weekend khob enjoy kar rahy hon gay aj ham next week ka plan bnayen gay ky ham kis tarah say next wek ky analysis kar ky next week main aik acha setup find kar sakty hain gbpjpy pair main movement kafi fast hoti hai ha jis ka faida aik achy trader ko ho sakta hai ju long term trade wala ho ya short term wala ho is pair main har tarah say ap trade kar sakty hain kal friday ky din kafi news thyin jis ki waja say is pair main weakness hoi hai main ap ky sath is ka chart bhi share karon ga jis say ap ko bohut asani ky sath samjh ay ge.

              Gbp/jpy on H4 Time frame

              Click image for larger version

Name:	gbpjpy.png
Views:	1
Size:	36.3 کلوبائٹ
ID:	12457251

              dear forum mates ap mere gbpjpy ky chart ko dekh sakty hain ju main nay h4 time frame main analysis kia hai ju currently support 161.63 ky pass hai ayr iski last currently last resistance 164.20 hai jis ky beach yeh movement kar raha hai jesy hi monday ko market open hogi ap ky pas is main kam karne ky lie 2 options hongi sab sy pehli option yeh hai ky jesy ye apni support line ko breakout daita hai down side tu ap is ko sell kar sakty hain aur next support apka target ho sakta hai ju ky 159.73 hai ju ky main ny arrow lga kar bhi mention kia hai.
              uss ky bad dosri option aap ka pas yeh hai ager yeh support area break nahi hota hai tu yahn par ap ko aik rejection ka wait karna ho ga jesy is main koi bullish candle ki koi formation bany gee ap is main buy lay sakty hain aur ap ka target next resistance 164.20 hai yahn tak isko ap buy kar sakty hain.friday ky din ju bhi newses ai hain usi ky muatbik monday ko movement jari reh sakti hai kyon ky NFP news aik big news hai jis ka impact kafi dair tak reh sakta hai is main trend change karny ki bhi power hoti hai is lie ap ko usi ky mutabik apne analysis karne chahye phir hi ap ki accuracy ziada ho sakti hai. mujhe umeed hai ap ko mere analysis say faida hoa hoga is main sath apni bhi confirmation add kar ky ap isko mazeed filter bana sakty hain.
                 
              • #367 Collapse

                Re: Gbp/jpy

                H1 frame time ka tajizia kar:
                zail mein dukhaay gaye gbp / jpy currency jore ke chart par ghhor karen. fi ghanta chart par, jora aik mehwar point ke qareeb trade kar raha hai, fi al haal 162. 42 par.jants matrix matrix hikmat e amli ka kaleedi takneeki Ansar hai aur matrix ke ajzaa ke charon anasir ko surkh kar ke baichnay walon ko signal deta hai. channel linon mein tosee ke sath, jora bolinger bindz isharay ki janoobi line se neechay tijarat kar raha hai. sanwi isharay ki lakerain, stochastic oscillator, paar ho gayi hain aur neechay ho gayi hain – yeh baichnay walay ki taaqat ki alamat hai. wasee istagator ka tajzia karte hue, takneeki isharay batatay hain ke neechay ka rujhan abhi bhi jari hai. is se pata chalta hai ke market mein kami jari rahay gi. mutawaqqa kami ka pehla hadaf 161. 71 ki satah hai, is ke baad 160. 63 ki satah hai. zabardasti roknay ke orders ko ahem mehwar ki sthon se oopar rakha jana chahiye. jab genesis indictor matrix ke tamam ajzaa ka rang tabdeel ho jaye to farokht ko mansookh kar dena chahiye. agar market pivot point se oopar toot jati hai to sargarmi 164. 46 aur is se oopar ki pehli satah tak jari reh sakti hai. reversal ke sath, jab qeemat 20-30 pips tak barh jati hai, to tijarat ko khatray ko kam karne ke liye baghair kisi rukawat ke muntaqil kya jana chahiye. money managment ke qawaneen par amal karen. naye taajiron ko yaad rakhna chahiye ke tamam tijarat munafe bakhash nahi hoten. aik saada hikmat e amli tayyar karna aur –apne paison ka intizam karna taweel mudti tijarti kamyabi ki kuleed hai. tehreek 164. 46 aur is se oopar ki pehli satah tak jari reh sakti hai. reversal ke sath, jab qeemat 20-30 pips tak barh jati hai, to tijarat ko khatray ko kam karne ke liye baghair kisi rukawat ke muntaqil kya jana chahiye. money managment ke qawaneen par amal karen. naye taajiron ko yaad rakhna chahiye ke tamam tijarat munafe bakhash nahi hoten. aik saada hikmat e amli tayyar karna aur –apne paison ka intizam karna taweel mudti tijarti kamyabi ki kuleed hai. tehreek 164. 46 aur is se oopar ki pehli satah tak jari reh sakti hai. reversal ke sath, jab qeemat 20-30 pips tak barh jati hai, to tijarat ko khatray ko kam karne ke liye baghair kisi rukawat ke muntaqil kya jana chahiye. money managment ke qawaneen par amal karen. naye taajiron ko yaad rakhna chahiye ke tamam tijarat munafe bakhash nahi hoten. aik saada hikmat e amli tayyar karna aur –apne paison ka intizam karna taweel mudti tijarti kamyabi ki kuleed hai .
                Click image for larger version

Name:	GBPJPYH1.png
Views:	1
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12457658
                 
                • #368 Collapse

                  Re: Gbp/jpy

                  GBP/JPY Pair price Technical Analysis:


                  Click image for larger version

Name:	gbpjpy1.png
Views:	1
Size:	358.5 کلوبائٹ
ID:	12457738


                  Aj Monday Market opening k bad Hourly Chart pay GBP/JPY Pair price 161.87 Pivot point line ko aik strong bearish candle k sath Breakout karnay main successful hue. Chart pay Agar ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain to Stochastic Indicator 20 levels k neechay confirm sell signals k liye crossed over k bad kuch price bullish correction ka signal show kar raha hai. Agar current cost Hourly Time Frame main sell ki movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 160.01 aur phir usk bad price Mazeed 159.59 Support zones ko test kar sakty hai.

                  Agar current position Hourly chart pay Bounced hoty hai, aur sath pivot point areas ko buy breakout karty hai to chart pay price ki upward movements k start honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target ooper 162.58 aur phir usk bad price Mazeed 163.00 Resistance zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price central point levels k neechay breakout k sath downward running ko start kar chuki hai, jiskay chances hain k price ka agla target neechay Support zones ho saktay hain.


                  4 Hours Chart Technical Analysis:


                  Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	56.4 کلوبائٹ
ID:	12457739


                  Agar ham 4 Hours Chart pay GBP/JPY Pair price ko analyzed kartay hain to price 161.87 Pivot point line ko aik strong bearish candle k sath Breakout karnay main successful hue. Chart pay Agar ham Custom Indicators ki reading ko daikhtay hain to Stochastic Indicator 20 levels k ooper confirm sell signals k liye crossed over k bad kuch price bullish correction ka signal show kar raha hai. Agar current cost H4 Time Frame main sell ki movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 160.01 aur phir usk bad price Mazeed 159.59 Support zones ko test kar sakty hai.

                  Agar current position H4 chart pay Bounced hoty hai, aur sath pivot point areas ko buy breakout karty hai to chart pay price ki upward movements k start honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target ooper 162.58 aur phir usk bad price Mazeed 163.00 Resistance zones ko test kar sakty hai. Mairay Analysis k hisab say price central point levels k neechay breakout k sath downward running ko start kar chuki hai, jiskay chances hain k price ka agla target neechay Support zones ho saktay hain.


                  Shukrya.
                     
                  • #369 Collapse

                    Re: Gbp/jpy

                    GBP/JPY Analysis:


                    Hourly Time Frame pay GBP/JPY Pair price 162.59 Pivot point line ko buy breakout karnay main successfull ho kar upward movements kar rahi hai. Chart pay Agar ham Stochastic Indicator k signals ko daikhtay hain to Indicator 20 levels say declined ho kar crossed over k sath buy ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator ab bhi chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target ooper 164.15 aur phir usk bad price mazeed 164.58 Resistance zones ko test kar skaty hai.

                    Agar Hourly Chart pay current price rebounds hoty hai, aur sath central point levels k neechay Breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 161.87 aur phir usk bad price mazeed 161.44 Support zones ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price ka Main Trned up ka hai, aur sath price central point zones ko bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar skaty hai.



                    H4 Time Frame Technical Analysis:


                    Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	60.5 کلوبائٹ
ID:	12458023


                    Agar 4 Hours chart pay GBP/JPY Pair price ko analyzed kiya jaye to price 162.59 Pivot point line ko buy breakout karnay main successfull ho kar upward movements kar rahi hai. Chart pay Agar ham Stochastic Indicator k signals ko daikhtay hain to Indicator 80 levels ooper crossed over k sath buy ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator ab bhi chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target ooper 164.15 aur phir usk bad price mazeed 164.58 Resistance zones ko test kar skaty hai.

                    Agar current position 4 Hours Chart pay current price rebounds hoty hai, aur sath central point levels k neechay Breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neechay 161.87 aur phir usk bad price mazeed 161.44 Support zones ko test kar sakty hai. Mairy Personally Predictions k hisab say price ka Main Trned up ka hai, aur sath price central point zones ko bhi ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price Resistance zones ko test kar skaty hai.


                    Shukrya.
                       
                    • #370 Collapse

                      Re: Gbp/jpy

                      gbp/jpy overview

                      dear friends and forum mates aj ham gbpjpy ky bary main apne analysis bhi karen gay aur iski forecast bhi karen gay aur ap ko yeh bhi btayen gay ky yeh pair kis tarah say aj ky din movement kar sakta aur signal kis side day sakta hai sell side ya buy side kisi bhi pair main kam karne say pehle ham yeh bat dekhty hain ky is ka trend kia chal raha hai ager buy ka trend hai tu ham intraday chart main isko buy ki tarf dekhen gay ager sell trend main hai tu ham sell ki tarf uska signal dekhen gay forex main ap jis time frame bhi kam karty hain long term ya short term kam karty hain tu us ky lie sab sy ziada zrori bat yehi hoti hai ky iska trend kia chal raha hai aik acha trader hamesha trend ki direction main trade karta hai kyon ky trend ky mutabik trade karna ap ky lie kafi asani paida kar daita hai aur ap ka stop loss bohut kam lagta hai chahy ap ki trade loss maiin jaye mager at the end ap ki trade main profit hona shuru ho hi jata hai is lie hamesha trend ko follow karen aj ap ko apne chart par gbpjpy ky analysis samjhaon ga jis say ap ko kafi knowlegde mily ga.

                      gbp/jpy chart

                      Click image for larger version

Name:	gj.png
Views:	1
Size:	34.5 کلوبائٹ
ID:	12458067

                      dear friends ap mere chart main gbp/jpy ko dekh sakty hain yeh aik buy trend main ja raha hai ager ham big time frame main bhi dekhen gay tu yeh aik buy trend main hai ap apne chart ko open kar ky dkeh sakty hain h4 time frame main ya phir d1 main tu ap ko yeh pair buy trend main dekhy ga.gbpjpy ka aj ka aj ki resistance 163.88 aur 164.20 hai ju ky ky bilkul pas pas hain ju ky green line say bhi ap ko nazer aa raha ho ga yeh ara jesy hi break ho ga ap is main buy dekh sakty hain yeh area hi aj ki trade ky lie final area hai is main dosri option yeh bhi hai ager is area main rejection hoti hai aur sell ki side koi formation banti hai tu ap is main sell bhi dekh sakty hain us ki main wajah yeh hai ky jab bhi buy ka trend hota hai market us main aik hi tarf movement nahi karti hai balky correction bhi karti hai is lie thori se correction ho sakti hai aur usi correction main ap ko trade bhi mil sakti hai tu ap is main dono tarf say faida lay sakty hain sell side bhi aur buy side bhi.
                      hamen aj ky din thora sa wait karna ho ga phir hi ham is main acha signal dekh saken gay.

                      today GBP news forecast

                      Click image for larger version

Name:	nn.png
Views:	1
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12458069

                      ap news news chart main dekh sakty hain aj GBP ki strong news hai jis main Annual Budget Release ho ga aj hamen news site ny yeh nahi btaya hai ky is main kia data aa sakta hai ap dekh sakty hain na hi forecast ki gai hai aur na pechla data diya gea hai is lie ap ko is news ko samne rakh kar trade karni chahye aur jab bhi news tab ap ko ehtiyat ky sath kam karna ho ga is main aik big move bhi ho sakti hai.
                         
                      • #371 Collapse

                        GBP/JPY

                        Assalam Alaikum! Tejarati chart ke mutabiq, pound/dollar ka joda 1.2109 ke mahana pivot point aur 1.2115 ki ifqi muzahmati satah par recover karne ki koshish kar raha hai. Halankeh, yah yaqini nahin hai, un awamil ko dekhte hue hinki wajah se itni tezi girawat aayi hai. Takniki nuqtah nazar se, quotes descending channel ki oopri boundary aur 61.8 Fibonacci level satah se niche chale gaye. Nuqsanat ki talafi aur sabqah unchaiyon par wapas aane ke liye, jode ko kuch aham khabron ki release ki zarurat hai jo ek muhrik quwwat ke taur par kam karen. Intraday support range 1.2038 - 1.2015 par waqe hai. Is bat ka imkan hai keh pound sterling maujudah satah se is ilaqe me wapas aa jayega.

                        Click image for larger version

Name:	E21.png
Views:	1
Size:	49.5 کلوبائٹ
ID:	12458243

                        Marjin zones ko dekhte hue, qimat filhal kharid zone me hai aur 1.2230 - 1.2250 ke hadaf ki satah par jane ka imkan hai.

                        Click image for larger version

Name:	E22.png
Views:	1
Size:	34.9 کلوبائٹ
ID:	12458242
                           
                        • #372 Collapse

                          GBP/JPY

                          Assalam Alaikum! Tawaqqo hai keh kam az kam European session ke aaghaz tak bulls roll par rahenge. Imkan hai keh pound/dollar ka joda descending range ki oopri hadd aur 1.2163 ki ifqi satah ka test karega. Iske alawa, Bartanwi pound aachi tarah se faide ko badha sakta hai kiyunkeh yah mahana satah samet pivot satah se ooper karobar kar raha hai. Iska matlab hai keh qimat 1.2290 ki D1 muzahmati satah tak badh sakti hai. Candlestick configuration mazid taraqqi ke haq me bhi bolti hai. Pivot satah jinhone kal muzahmat ke taur par kam kiya tha unhen support satah ke taur par dekha ja sakta hai.

                          Click image for larger version

Name:	E11.png
Views:	1
Size:	57.6 کلوبائٹ
ID:	12458375
                           
                          • #373 Collapse

                            Re: Gbp/jpy

                            hello dear friends kesy hain ap sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aj gy aj ham gbpjpy ky bary main analysis karen gay aj friday hai aur ab sy phele hamen is bat ko dekhna ho ga ky friday waly din market main movement double sided hoti hai jis ki waja say ap ka market main kam karna kafi msuhkil ho jata hai is lie main ap ko aj ky analysis bhi asy hi btaon ga jiss say ap dono side say is main trade kar sakty hain aj sham ko paksitan ky time ky mutabik news bhi hai is time market main kafi halchal ho sakti hai is lie ap ko is time trade karny say avoid karna chahye

                            gbpjpy analysis

                            Click image for larger version

Name:	ghj.png
Views:	1
Size:	42.8 کلوبائٹ
ID:	12458383

                            dear friends ap dekh sakty hain gbpjpy ky anlayis main ny h1 time frame main kiey hain aur aik level nikal kar app ky samne rakh diya hai jis ko ap aj ky din main dekh kar is main breakout hone pay sell ya buy kar sakty hain aj gbpjpy pair two option hain sab sy pehli option yeh hai ager ap ny is pair ko sell karna hai tu ap ko iski support 161.46 ky break hone ka wait karna ho chahye jesy hi down break ho ap yahn say sell lay akty hain aur dosri side ap ko ager is pair ko buy karna hai tu ap ko iski resistance 162.08 ky break hone ka wait karna hoga aur apka buy ka target ap ki next resistance hogi ju ky 164.10 banti hai aur ap ka sell ka target ap ki next support hogi ju ky 159.38 hai is lie ap is pair main aik achi trade pic kar ky profit hasil kar sakty hain mujhe umeed hai ap ko mere analyis samjh main aa gay hongy.

                            overall market overview

                            dear forum mates aj closing day hai ap ko bohut hi soch samjh akr trade karna hogi koi bhi pair hai us main trend ky mutabik kam karna ho ga ager koi pair overbought ho chuka hai tu us main mazeed buy karna say avoid karen aur ager koi pair over sell ho chuka hai tu ap ko us main mazeed sell karny say avoid karna chahie phir hi ap is market main success ho kar aik kamyab trader ban sakty hain.
                               
                            • #374 Collapse

                              Re: Gbp/jpy

                              GBP/JPY Pair price Technical Outlook:


                              Hourly chart pay GBP/JPY Pair price 161.90 pivot point line say sell breakout k sath declined honay main successful ho chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k neechay crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. MACD Indicator ab bhi chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current position bearish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neecahy 160.43 aur phir usk bad price mazeed 160.01 Support zones ko test kar sakty hai.

                              Agar Hourly chart pay current cost bounced hoty hai, aur sath pivot point line k buy main breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances Increased ho saktay hain jiska target ooper 162.61 aur usk bad price mazeed 163.04 Resistance levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisab say price market closing day ki wajha say pivot point line k sell main movements ko start kar chuki hai aur sath price moving averages k bhi neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka agla target neechay support zones ho saktay hain.


                              4 Hours chart Technical Analysis:


                              Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	75.0 کلوبائٹ
ID:	12458415


                              Agar ham 4 Hours chart pay GBP/JPY Pair price ko analyzed kartay hain to price 161.90 pivot point line say sell breakout k sath declined honay main successful ho chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper crossed over k sath confirm sell ka signal show kar raha hai. MACD Indicator ab bhi chart pay normally signal show kar raha hai. Agar current position bearish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neecahy 160.43 aur phir usk bad price mazeed 160.01 Support zones ko test kar sakty hai.

                              Agar H4 chart pay current cost bounced hoty hai, aur sath pivot point line k buy main breakout karty hai to chart pay price ki upward movements open honay k chances Increased ho saktay hain jiska target ooper 162.61 aur usk bad price mazeed 163.04 Resistance levels ho saktay hain. Mairay analysis k hisab say price market closing day ki wajha say pivot point line k sell main movements ko start kar chuki hai aur sath price moving averages k bhi neechay running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka agla target neechay support zones ho saktay hain.


                              Shukrya.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                Re: Gbp/jpy

                                Gbpjpy jumaraat ko aik mah ki kam tareen satah 158.54 par girnay ke baad motadil fawaid ke sath band honay ke liye oopar ki taraf dhalwan channel mein wapas aa gaya .

                                172. 0-155.34 ke 38.2 % fibco retracement ne 161.75 ke aas paas taizi ki raftaar ko roktay hue apna muzahmati kirdaar dobarah shuru kya. jabkay qeemat aaj is satah ki jaanch kar rahi hai, takneeki isharay aik bamani really ki umedon ko kam kar rahay hain. macd aahista aahista apni surkh signal line ke neechay narmi kar raha hai. rsi –apne 50 nyotrl nishaan se neechay wapas aa gaya hai, jabkay stockiest oscillator manfi pehlu ko tabdeel karne ki tayari kar raha hai.

                                162.75-163.70 area, jo buland tareen 172.10,20- aur ki sada moving average ( smas ), aur 50 % fibonacci level se akhaz kardah muzahmati rujhan ko samaita hai, qeemat mein izafay ko bhi thoray hi arsay mein rouk sakta hai. faslay. agar nahi, to bail 165.60 par nazar anay wali channel ki opri baondri ki taraf bhaap utha satke hain. faisla kin bulandi 166. 75 ke 61. 8 % fibco aur 167. 00 ke nishan ki taraf rasta saaf kar sakti hai.



                                Click image for larger version

Name:	gbpjpyl.jpg
Views:	1
Size:	126.6 کلوبائٹ
ID:	12458475
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X