Gbp/jpy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    جواب: Re: Gbp/jpy

    GBP/JPY TREND

    GBP/JPY DAILY CHART OUTLOOK;

    Hello friends kaisy ha ap sb umeed ha ka sb kheriyat sy ho gy. Dosto aj ma ap ko GBP/JPY pair prices ki daily chart ma hony wali tabdiliyo ka bary ma ap sy share karu ga. daily chart par GBP/JPY pair price central line pivot point 160.08 area ko breakout karty huye buy ma apni movement ko 161.96 par jari rakhy huye ha. daily chart ma stochastic indicator buy correction prices ka signal show kar raha ha. chart par MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. agar current price pivot point par upward movement ko hi continue rakhti ha to phir prices ka next target uper 162.87 or phir us ka bad mazeed uper 163 .65 resistance level hony ka chances ha. daily chart par GBP/JPY pair ki moving everege value 159.63 bhi buy ka hi signal show kar raha ha or daily chart par pair ka green dot value SAR 156.76 ha.


    Click image for larger version

Name:	gbp d1.PNG
Views:	2
Size:	34.0 کلوبائٹ
ID:	12449740
    GBP/JPY H4 CHART OUTLOOK;

    GBP/JPY hourly chart par gbp/jpy pair price central line pivoy point 160.08 par chart ka bilkul wast ma 161.94 par apni movement ko continue rakhy huye ha. hourly chart par stochastic indicator par prices buy correction ka signal show kar rahi ha . or chart ma MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar rahi ha. Agar prices Hourly 4 ka chart par upward movement ko continue rakhti ha to phir prices ka next target uper 162.87 or phir us ka bad mazeed uper 163.50 resistance zone hony ka chances ha. lakin agar GBP/JPY prices ki current prices bounced hoti ha or hourly chart par apni movement ko sell ma continue karti ha to phir prices ka next target nechy 159.01 or phir us ka bad mazeed nechy 158.35 sport level hony ka chances ha. mery analysis ka hisab sy market ka main trend up ha or prices a phir resistances level ko test karny ka chances ha. Hourly chart par GBP/JPY pair ki moving everege value 159.94 ha or green dot value SAR 158.84 ha.


    Click image for larger version

Name:	gbp h4.PNG
Views:	2
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12449741
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Re: Gbp/jpy

      Range trading GBP/JPY mein jaari or sari hai intraday tasub gair janibdar rehta hai or mazeed kami es ke haq mein nazar aa rahe hai downside break 155.33 kam ka wakfa agly 172.11 se 153.70 Fibonacci sateh tk zawal ko dobara shru karega upward side ki taraf din ke EMA ab 160.99 per se uper musalsal trading jari or saari hai
      172.11/169.26 resistance zone mein strong ezafy ke liye ulta tasub he esy badal sakta hai kynke trend ki direction aapni target point ko hit karne mein ziyadeh teezi dekhata hai or esy bs sahe point se aapni position open krne chahye or market ke behave ko nazar mein rakh kar ke he trading karne chahye aap nechy diye gye chart se andaza laga sakte hain market ke behave ka

      Click image for larger version

Name:	gbpjpy 1.png
Views:	1
Size:	63.8 کلوبائٹ
ID:	12449852

      jesa ke uper diye gye chart mein aap dekh sakte hain ke jb tk 163.02 support mor resistance rakhta hai 172.11 medium term top se kami 153.70 per 123.94 se 172.11 ke 38.2% retracement tk jaari rehne ki umeed kar sakte hain waha per musalsal break se trend mein changing bhe aa sakti hai 142.34 per 61% retracement ka target ho sakta hai
      barhal 163.02 ki hamayat mein resistance ka break es baat ki daleel dega ke kami mukamal ho chukki hai or darmiyani mudat mein teezi barkarar reh sakti hai.

      GBP/JPY Weekly Outlook

      GBP/JPY pechly week 155.33 se uper ki had mein raha or outlook mein bhe koie changing nahe aye or ibtadai tasub is week gair janibdar rehga or mazeed kami es ke haq mein dekhaye de rahe hai munfi pehlo per 155.33 kam ka break aagly 172.11 se 153.70 Fibonacci sateh tk zawal dobara shru karega upward side ki taraf 55 din ke EMA Ab 161.04 per se uper ki musalsal trading 169.26/172.11 resistance zone strong ezafy k liye ye mutasib ho jayegi

      Click image for larger version

Name:	gbpjpy2.png
Views:	1
Size:	63.6 کلوبائٹ
ID:	12449851
       
      • #333 Collapse

        Re: Gbp/jpy

        GBP/JPY Price Reviews:



        H1 Time Frame Pay GBP/JPY Pair price kal 162.02 Central point levels say sell movements ko start karnay k liye declined ho kar downward movements start kar chuki hai. Chart Pay Stochastic Indicator 80 levels say declined aur sath crossed over ho kar sell ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay sel ka he signal start kar raha hai. Agar Current position downward gestures ko continues rakhty hai to graph pay price ka agla target neecahy 160.09 aur phir price usk baad mazeed 159.55 support zones ko test kar sakty hai.

        Agar Current position bounced hoty hai, aur sath Pivot point line ko buy breakout karty hai to chart pay price k upward movements start karnay k chances increased ho saktay hain, jiska next target ooper 162.93 aur phir usk baad price mazeed 163.46 resistance zones honay k chances hain. Mairay Personally Analysis k hisaab say price Pivot point areas say sell movements k liye declined ho kar sell movements ko start kar chuki hai, is liye chances hain k price ka next target neechay support zones ho saktay hain.


        H4 Time Frame Technical Reviews:



        Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	51.6 کلوبائٹ
ID:	12450018


        H4 Chart Pay GBP/JPY Pair price kal say 162.02 Central point levels say sell movements ko start karnay k liye declined ho kar downward movements start kar chuki hai. Chart Pay Stochastic Indicator 20 levels say declined aur sath crossed over ho kar sell ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator bhi chart pay sel ka confirm signal start kar chuka hai. Agar Current position downward gestures ko continues rakhty hai to graph pay price ka agla target neecahy 160.09 aur phir price usk baad mazeed 159.55 support zones ko test kar sakty hai.

        Agar Current position 4 Hours Graph Pay bounced hoty hai, aur sath Pivot point line ko buy breakout karty hai to chart pay price k upward movements start karnay k chances increased ho saktay hain, jiska next target ooper 162.93 aur phir usk baad price mazeed 163.46 resistance zones honay k chances hain. Mairay Personally Analysis k hisaab say price Pivot point areas say sell movements k liye declined ho kar sell movements ko start kar chuki hai, is liye chances hain k price ka next target neechay support zones ho saktay hain.


        Shykrya.
           
        • #334 Collapse

          Re: Gbp/jpy

          GBP/JPY Technical Analysis:


          H1 Time Frame Pay GBP/JPY Price Last Friday Market closed honay say pehlay 160.78 Pivot point line ko buy breakout k baad upward movements ko start kar chuki hai. Chart Pay Stochastic Indicator buy signals k liye 80 levels k ooper crossing over kar raha hai. RSI 14 Indicator buy signals k liye 70 levels ko test kar raha hai. Agar Current price Monday Market open honay k baad upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 162.65 aur phir usk baad price mazeed 163.19 resistance zones ko test kar sakty hai.

          Agar GBP/JPY Pair price H1 chart pay Monday Market open honay k baad reversed hoty hai, aur sath pivot point zones ko sell breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 159.88 aur phir usk baad price mazeed 159.34 suport zones ho saktay hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka major trend up ka hai, aur sath price Moving Avaerages k bhi ooper running kar rahi hai, jiska target ooper resistance levels honay k chances ho saktay hain.


          H4 Time Frame Analysis:


          Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	68.5 کلوبائٹ
ID:	12452076


          H4 Time Frame Pay GBP/JPY Price Last Friday Market closed honay say pehlay 160.78 Pivot point line ko buy breakout k baad upward movements ko start kar chuki hai. Chart Pay Stochastic Indicator buy signals k liye 80 levels ko test kar raha hai. RSI 14 Indicator buy signals k liye 70 levels ko test kar raha hai. Agar Current price Monday Market open honay k baad upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 162.65 aur phir usk baad price mazeed 163.19 resistance zones ko test kar sakty hai.

          Agar GBP/JPY Pair price H4 chart pay Monday Market open honay k baad reversed hoty hai, aur sath pivot point zones ko sell breakout karty hai to chart pay price ki sell movements open honay k chances hain, jiska target neechay 159.88 aur phir usk baad price mazeed 159.34 suport zones ho saktay hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka major trend up ka hai, aur sath price Moving Avaerages k bhi ooper running kar rahi hai, jiska target ooper resistance levels honay k chances ho saktay hain.


          Shukrya.
             
          • #335 Collapse

            Re: Gbp/jpy

            GBP/JPY Technical Reviews:


            Aj GBP/JPY pair price aik big bullish candle k sath 162.04 Pivot point line ko breakout karnay main successful hue. Chart Pay Stochastic Indicator buy signals k liye 80 levels k ooper crossed over kar chuka hai. OSMA Indicator Already he chart pay up ka signal show kar raha hai. Agar Current position upward Movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 163.82 aur phir usk baad price Mazeed 164.33 Resistance Levels ko test kar sakty hai.

            Agar current cost reversed hoty hai, aur sath pivot point levels ko sell breakout karty hai to chart pay price ki sell movements k chances hain jiska target neechay 161.19 aur phir usk baad price mazeed 160.69 support zones honay k chances ban saktay hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka main trend buy ka hai, aur sath hourly chart pay price 50, 100 Simple Moving Averages k crossed over k sath ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka next target Resistance levels ho saktay hain.


            Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	56.9 کلوبائٹ
ID:	12452645


            4 Hours Graph Technical Analysis:


            Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	58.4 کلوبائٹ
ID:	12452646


            Ooper 4 Hours Chart pay Ham yeh Daiikh saktay hain k GBP/JPY pair price aik big bullish candle k sath 162.04 Pivot point line ko breakout karnay main successful hue. Chart Pay Stochastic Indicator buy signals k liye 80 levels k ooper crossed over kar chuka hai. OSMA Indicator Already he chart pay up ka signal show kar raha hai. Agar Current position upward Movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka next target ooper 163.82 aur phir usk baad price Mazeed 164.33 Resistance Levels ko test kar sakty hai.

            Agar current cost H4 Chart Pay reversed hoty hai, aur sath pivot point levels ko sell breakout karty hai to chart pay price ki sell movements k chances hain jiska target neechay 161.19 aur phir usk baad price mazeed 160.69 support zones honay k chances ban saktay hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka main trend buy ka hai, aur sath 4 Hours chart pay price 50, 100 Simple Moving Averages k crossed over k sath ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka next target Resistance levels ho saktay hain.


            Shukrya.
               
            • #336 Collapse

              جواب: Re: Gbp/jpy

              GBP/JPY trend


              GBP/JPY D1 Chart outlook;


              Hello Friends kaisy ha ap sb i hope ka sb kheriyat sy hon gy. aj ma jis pair ka bary ma disscus kary gy wo ha GBP/JPY pair.Daily chart ka matabak GBP/JPY pair ki current cost position pivot point161.48 ka area ko buy breakout karty huye bulish movement ko 163.22 par continue rakhy huye ha. chart par stochastic indicator80 level par buy ma price correction ka signal show kar raha ha. chart ka matabak MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. agar chart par GBP/JPY prices apni movement ko up ma hi jari rakhti ha to phir prices ka next target uper 163.75 or phir us ka bad mazeed uper 164.90 resistance level hony ka chances ha. Daily chart ka matabak GBP/JPY pair prices ki moving everege value 160.00 bhi buy running ka hi signal show kar raha ha.


              Click image for larger version

Name:	jpy d1.PNG
Views:	1
Size:	32.6 کلوبائٹ
ID:	12452663

              GBP/JPY H4 chart outlook;


              Hourly 4 chart ka matabak GBP/JPY pair ki current cost position pivot point161.48 ka area ko buy breakout karty huye bulish movement ko 163.18 par continue rakhy huye ha. chart par stochastic indicator buy ma price correction ka signal show kar raha ha. chart ka matabak MACD indicator bhi confirm buy ka hi signal show kar raha ha. agar chart par GBP/USD prices apni movement ko up ma hi jari rakhti ha to phir prices ka next target uper 163.75 or phir us ka bad mazeed uper 164.90 resistance level hony ka chances ha.lakin agar current cost position bounced hoti ha or pivot point 161.48 ka area ko sell breakout karti ha to phir prices ma downward movement ka open hony ka chances ha. or phir prices ka next target nechy 161.33 or phir us ka bad mazeed nechy 161.14 sport zone hony ka chances ha. Mery analysis ka hisab sy market ma prices ka main trend up ha or uper resistances level ko test karny ka target ha. chart ka matabak GBP/JPY pair prices ki moving everege value 161.78 bhi buy running ka signal show kar raha ha.




              Click image for larger version

Name:	jpy h4.PNG
Views:	1
Size:	29.9 کلوبائٹ
ID:	12452664
                 
              • #337 Collapse

                Re: Gbp/jpy

                GBP/JPY Technical Reviews:



                Hourly Time Frame pay GBP/JPY Pair Price Kal Wednesday 163.21 Pivot Point sectors say sell breakout k baad downward movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels say declined ho kar upward signal show kar raha hai, jo k aik price correction ka signal show hota hai. OSMA Indicator chart pay ab bhi sell ka signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 161.49 aur phir usk baad price Mazeed 160.99 support zones ko test kar sakty hai.

                Agar current price Hourly chart pay bounced hoty hai, aur sath pivot point areas ko buy breakout karty hai, to chart pay price ki upward movements k chances Increased ho saktay hain jiska target ooper 164.05 aur phis usk baad price mazeed 164.55 Resistance sectors honay k chances hain. Mairay Analysis k hisab say price trend ko reversed start kar rahi hai, aur sath central point line k bhi sell main breakout ho chuki hai, Is liye chances hain k price ka next target support zones ho saktay hain.


                Click image for larger version

Name:	h1.png
Views:	1
Size:	49.5 کلوبائٹ
ID:	12452917


                GBP/JPY H4 Chart Analysis:



                Agar Ham 4 Hours Chart pay price ko Analyzed kartay hain to GBP/JPY Pair Price Kal Wednesday 163.21 Pivot Point sectors say sell breakout k baad downward movements ko start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 20 levels k neechay crossed over ho kar downward signal show kar raha hai, jo k confirm sell ka signal show hota hai. OSMA Indicator chart pay ab bhi sell ka signal show kar raha hai. Agar current position downward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target neechay 161.49 aur phir usk baad price Mazeed 160.99 support zones ko test kar sakty hai.

                Agar current price H4 chart pay bounced hoty hai, aur sath pivot point areas ko buy breakout karty hai, to chart pay price ki upward movements k chances Increased ho saktay hain jiska target ooper 164.05 aur phis usk baad price mazeed 164.55 Resistance sectors honay k chances hain. Mairay Analysis k hisab say price trend ko reversed start kar rahi hai, aur sath central point line k bhi sell main breakout ho chuki hai, Is liye chances hain k price ka next target support zones ho saktay hain.


                Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	57.5 کلوبائٹ
ID:	12452918


                Shukrya.
                   
                • #338 Collapse

                  Re: Gbp/jpy

                  asslamoalaikum dear forum mates umid hai ap ki trading achi ja rahi ho gi aur ap bohut achy sy mehnat bhi kar rahy hon gay jis waja say ap ko profit bhi mil raha ho ga mager ap ko forum main bhi sab memebers ki help karni chahye aur apna knowledge share karna chahye jis sy new trader ko faida mil saky ga.
                  aj main ap say gbpjpy ky analysis share karon ga jis say ap ko bohut sary faidy hon gay aik faida tu yeh hota hai mere charts ky ky mere charts par learning bohut ziada milta ha jis say ap ko market ki samjh ati hai aur ap har pair main wesy hi analysis kar ky iss main samjh sakty hain ky kis pair main kis tarah ki move aa sakti hai

                  GBPJPY ANALYSIS

                  gbp/jpy aik cross pair jis main bohut fast movement hoti hai jis vajah sy is main ham kam kar ky bohut acha profit lay sakty hain forex market main ap ko aik asi bat ka pata hona chahye wo bat yehi ky ky jis pair main fast move ho gi usi main ap acha earn kar sakty hain abhi main ap ky sath gbpjpy ka chart share karon ga jis say ap ko kafi had tak samjh aa jayga ky is ka kia setup hai aur aj ham is main kis tarah say trade karen gay.

                  Click image for larger version

Name:	gbpjpy.png
Views:	1
Size:	46.0 کلوبائٹ
ID:	12452990

                  gbp/jpy pair ka chart ap dekh sakty hain ky bohut hi simple triky sy main nay isko analysis kia hai aj ki support 162.02 hai ju main ny horizental line sy draw ki hai market ny ager is line ko breakout kia ha tu tab hi ham sell main ja sakty hain ager market ny yahn py rejection day kar koi buy side ki confirmation di tu ham yahn say mazeed buy main beth jayen gay ap mere chart main dekh sakty hain jesa main bta raha houn bilkul wesy hi chart main bhi main nay yeh bat samjhai hai aur ager yeh down side breakout ho jata hai tab ap isko sell kar sakty hain aur ap ka target blue area ho ga ju next support level banta hai takriban ap 80 pips profit lay sakty hain.
                  gbpjpy main major trend buying ka ha ager ap ko yahn say koi achi buy ki confirmation milti hai tu wo bhi main nay arrow ky sath nishan lgaya hai tu ap wahn say buy kar sakty hain aur ap ka target ap ka last high ho ga ju main ny aik line lga kar draw kia hai ap dekh sakty hain ju ky 163.73 py ban raha hai is lie ap ko aj ka setup main ny bta dia hai mujhe umid hai ky ap ko dono setup main sy aik ka breakout lazmi mil jayga tu ap acha profit earn kar seken gay ager mere analysis ap ko pasand ayyy hain tu mjhe lazmi comment main btayein.
                   
                  • #339 Collapse

                    Re: Gbp/jpy

                    Gbpjpy ne is haftay ke shuru mein 162.00 ki satah se qadray neechay anay se pehlay ki sada moving average ( sma ) ke qareeb 163.74 ki nai do mah ki buland tareen satah ko pan liya.

                    Yeh jora fi al haal 161.70 ki Sabiqa resistance ke qareeb qadam jamanay ki koshish kar raha hai, jo chaar ghantay ke chart mein 172.10-155.34 downline ke 38.2 % fibonacci retracement aur 50-period sma ke sath over laip hota hai .

                    Taham, takneki tasweer se pata chalta hai ke market abhi tak aik bamani liye tayar nahi hai. khas tor par, rsi ne taizi ke ilaqay mein ahem maidan chore diya hai aur macd apni surkh signal line se oopar ki taraf muntaqil ho gaya hai, jabkay stochastic oscillator apni 80 over bought level se nechay chala gaya hai, jis se khared ke girtay hue dabao dikhayi day rahay hain.



                    Click image for larger version

Name:	gbpjpy.PNG
Views:	1
Size:	400.7 کلوبائٹ
ID:	12453267
                       
                    • #340 Collapse

                      Re: Gbp/jpy

                      GBP/JPY Technical Analysis:


                      Last Friday, Market closing time say pehlay GBPY/JPY Pair price 162.29 pivot point areas ko buy breakout k sath upward movements start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper buy signals k liye crossed over k baad sell price corrections ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay confirm up ka signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 163.99 aur phir usk baad price mazeed 164.49 Resistance levels ho skatay hain.

                      Agar current price Monday Market open k baad reversed hoty hai, aur sath pivot point line ko sell breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 161.44 aur phir usk baad price mazeed 160.94 Support levels honay k chances ban saktay hain. Mairay Analysis k hisab say price ka major trend buy ka hai, aur sath price Central point zones ko bhi up breakout karnay main successful ho chuki hai, Is liye chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.


                      H4 Graph Technical Analysis:


                      Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	68.9 کلوبائٹ
ID:	12453376


                      Agar ham 4 Hours chart pay Analyzed kartay hain to GBPY/JPY Pair price 162.29 pivot point areas ko buy breakout k sath upward movements start kar chuki hai. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper buy signals k liye crossed over k baad sell price corrections ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator chart pay confirm up ka signal show kar raha hai. Agar current position upward movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 163.99 aur phir usk baad price mazeed 164.49 Resistance levels ho skatay hain.

                      Agar current price 4 Hours chart pay Monday Market open k baad reversed hoty hai, aur sath pivot point line ko sell breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances Increased ho saktay hain, jiska target neechay 161.44 aur phir usk baad price mazeed 160.94 Support levels honay k chances ban saktay hain. Mairay Analysis k hisab say price ka major trend buy ka hai, aur sath price Central point zones ko bhi up breakout karnay main successful ho chuki hai, Is liye chances hain k price Resistance zones ko test kar sakty hai.



                      Shukrya.
                         
                      • #341 Collapse

                        Re: Gbp/jpy

                        GBP/JPY forecast for next week

                        hello forum mates key hain ap sab log aj main ap say next ki gbpjpy ki forecast forex analysis share karon ga jis say ap ko aik week ki movement ky bary main pata chal saky ga ky next week kia ho sakta hai aj ham wohi pata krne ki try karen gay market main hone wali movement ka isi ko bhi 100 percent ilam nahi hota ha ham market main sirf apni pridiction hi kar sakty hain mager ager ap ziada accuracy chahty hain aur ap chahty ky ap ki trade ziada win ho tu ap ko market main analysis karny ky bad mazeed 2 say 3 din confirmations add karna hon gi phir hi ap ka signal ziada strong ho ga is lie sab sy pehle market ap ko trend dekhna chahye aur try karen ky jab bhi ap market main analysis karen tu trend ki direction main karen is say ap ky analysis ki or ziada accuracy ho jayge aur ap ka stop loss kam say kam lagy aur ap ko hamesa order laty hoay apna risk level kam rakhna chahye jitna risk level kam ho ga aur reward ziada ho ga ap ko utna hi ziada fayda ho sakta hai aj ham apne analysis ki tarf chalty hain kyon ky market kal ko oepn hony wali aur ham ko aj hi say seat belt bandh lana chahye kyon ky market main planing ki bohut ziada importance ap ny ju bhi market main kam karna hai sab sy phele ap ko planing karni chahye aur phir usky mutabik kam karna chahye phir hi ap aik kamyab tarder ban sakty hain.

                        GBPJPY CHART

                        Click image for larger version

Name:	gb.png
Views:	1
Size:	41.7 کلوبائٹ
ID:	12453430

                        gbp/jpy chart ko ap dekh sakty hain main nay h4 time frame main analysis kia hai basecally iska buy ka hi trend hai jis wajah say ham is main sirf buying hi dekhen gay is say hamra risk factor kam ho jayga ap dekh sakty hain gbpjpy ka resistance level 163.52 aur support level 162.07 hai market main jab bhi opening hoti hai tu ap ko aik bat ka pata hona chahye market thori see retracement karne ayygi 100 percent asa nahi hota hai mger aksar asa hoty hoay dekha hai monday ky din bhi asa hi ho sakta hai kyon ky ju main nay volume indicator lgaya hai wahn per buyer ky itni ziada tadad nahi ha uski aik wajah market closing thy gbpjpy ki support 162.07 hai market is ko touch karny ki try kare gy aur yahn say ap ne buy ki candle banny ka wait karna hai jesa ky main ne apne chart main bhi analysis kia hai ap dekh sakty hain is support level pay ap buy kar sakty hain aur aik acha profit hasil kar sakty hain.
                        apka take profit resistance level 163.52 ho ga ju ky market ka currently last high bhi ban raha yahn par ap apni trade py exit lay sakty hain aur ager ap hold karna chahty hain mazeed tu ap ko apni trade ko breakeven point karna daina ho ga mujhe umid hai ap ko samjh aa agai hogi aur ap ko kafi faida bhi mila ho ga.
                           
                        • #342 Collapse

                          Re: Gbp/jpy

                          today gbpjpy

                          hello dear traders salam sab to aaj ka mera mazmoon hai gbpjpy ka to market yomiya trading chart main behtareen takneeki formations main se aik paish karti hai jo usdjpy aur eurjpy marketon main setting k naqal karti hai yaha aik baar phir hum aik bilkul taizi ki tashkeel dekh sakte hain guzashta jummay ko 161.18 ki kam tareen satah ko maarny ke baad qeemat ooper ki taraf murr gayi aur 163.00 ki satah se ooper barh gayi main rozana trading dayagram per jo kuch dekh sakta hon is se qeematein anay walay adwaar main taizi ke rujhan ko jari rakhen gi is waqt japani yeh kamzoree is market main kharidaron ke liye achi khabar hai bilashuba kisi ko kami ke imkaan ko radd nahi karna chahiye lekin qeemat main is terhan ki kami taajiton ko kharidari ke zabardast mawaqay faraham kare gi lehaza is jore ko khareed aan dips market ke tor per sanshala jana chahiye


                          Click image for larger version

Name:	Screenshot_69.png
Views:	1
Size:	66.9 کلوبائٹ
ID:	12453582


                          4 ghantay ke tijarti plate form aik aur ooperi harkat se pehlay girnay ke imkaan ki nishandahi kerta hai takneeki nuqta nazar se support talash karne se pehlay qeematein 162.30 ki satah ki taraf gir sakti hain taham agar mtzkrh satah chhaid jati hai aur qeemat girty rahti hai to hum 161.80 ki satah ke ird girg kots dekh sakte hain ulta agar 162.30 ki satah barqarar rehti hai to naye kharedar market main mutwajjah hon ge khareed ki nai pozishnon ki sath qeematein 163.00 ke gole nishaan se ooper jane ke rastay per hon gi guzashta jammay ki buland tareen 163.0 aur bollonger banad ki oopri line 163.50 ke ooper kamyaab break 164.30 - 164.50 ki qeemat ke ilaqay ke liye hawala jeet haasil kare giaur ghanta waar chart gbpjpy market ko mandi ke bajaye taizi se paish kart ahi kyukay aakhri ghanta waar candle ne pichli 3 candles ki mandi ki koshish ko mustard kar diya tha agar farmission chalti hai to mujhe is jori main ziyada kami nahi aati jahan tak mara talluq hai is alay ko ulti simt main tijarat karne se behtar nataij bar aamad hon ge



                          Click image for larger version

Name:	Screenshot_70.png
Views:	1
Size:	63.7 کلوبائٹ
ID:	12453583
                           
                          • #343 Collapse

                            Re: Gbp/jpy

                            Aslam-o-Alikum umeed krta hoon ke aap sub log kheriyat se hogen GBP/JPY 162.75-80 ke around halke losses ko print kar raha hai kynke ye Monday ke London session mein intraday ke around previous din ke beneifts se mawazna karta hai or essa karne mein cross currency ka pair starting din ke doji candlestick ki tashkeel ka jawaz from krta hai or sath he one week old horizontaresistance lines se U-turn bhe le leta hai or down trend line mein apnie strength mein ezzafa karna 50.5+ area se (14) RSI ki paspai hai jise aksr ziyadeh khareeda huwa zone samjha jaata hai or sath mein he MACD per bulls ka bhata huwa cross 162.00 ke kareeb SMA-50 per strong support ko zahir kar raha hai.or eske against recovery ki harkaten Immediate resistance lines ke nechy press time ke mutabik takreeban 163.25 ke kareeb rehti hai or es ke baad 163.76 ki monthly high north ki taraf se ek ezafy filter ke tur per kam kar sakti hai.
                            Click image for larger version

Name:	GBP_JPY-doji.png
Views:	1
Size:	84.3 کلوبائٹ
ID:	12453643

                            Technical Analysis

                            GBP/JPY 163.12 ki average per pohanch kar kuch benefits ko record karne ke liye 55 average se upward side jumped laga sakta hai jubke 80 ki average ke nechy stochastic sideway prices ko jama karne tk aarzi tur per market ke momentum ko pressurize kar sakta hai ke wo ke kise point per trendline aapni direction ke against opposite per movement dekhna shru kardedekha jaye tu market har lehaz se investors ko double minded bhe kar dety hai kise point per ager os time koie investor techincal tools ko apni estemal mein lee aata hai tu market ose aaney ki tarah saaf nazar aane lagte hai patient ka role es mein importatn hota hai


                            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                               
                            • #344 Collapse

                              Re: Gbp/jpy

                              Gbpjpy ne is haftay ke shuru mein 162.00 ki satah se qadray neechay anay se pehlay ki sada moving average (sma) ke qareeb 163.74 ki nai ki buland taren satah ko pan liya.

                              Yeh jora fi al haal 161.70 ki Sabiqa resistance ke qareeb qadam jamanay ki koshish kar raha hai, jo chaar ghantay ke chart mein 172. 10-155. 34 downline ke 38.2 % fibonacci retracement aur sma ke sath over lap hota hai.

                              Taham, takneeki tasweer se pata chalta hai ke market abhi tak aik bamani ke liye tayar nahi hai. Khaas tor par, rsi ne taizi ke ilaqay mein ahem maidan chore diya hai aur macd apni surkh signal line se opar ki taraf muntaqil ho gaya hai, jabkay stochastic oscillator apni 80 overbought level se neechay chala gaya hai, jis se khared ke girtay hue dabao dikhayi day rahay hain.



                              Click image for larger version

Name:	gbpjpy.PNG
Views:	1
Size:	255.3 کلوبائٹ
ID:	12453718
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                Re: Gbp/jpy

                                GBP/JPY Technical Analysis:


                                GBP/JPY Pair price ko agar ham H1 Chart pay Analyzed kartay hain to price aaj aik achi bullish movements k sath rawan dawan rahi. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper upward confirm signal k liye crossed over ho kar price sell correction ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator Chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. Agar current price up movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 166.48 aur phir usk baad price Mazeed 166.95 Resistance zones ko test kar sakty hai.


                                Agar Current position Hourly Time Frame pay rebounds hoty hai, aur sath pivot point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward Movements open honay k chances hain, jiska target neechay 163.98 aur phir usk baad price Mazeed 163.51 Support zones honay k chances ban saktay hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka Main aur confirm Trend Buy ka hai, aur sath Price 50, 100 Simple Moving Averages k crossed over k sath ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka agla Target Resistance levels ho saktay hain.


                                H4 Time Frame Technical Outlook:


                                Click image for larger version

Name:	h4.png
Views:	1
Size:	55.1 کلوبائٹ
ID:	12453967


                                GBP/JPY Pair price ko agar ham H4 Chart pay Analyzed kartay hain to price aaj aik achi bullish movements k sath rawan dawan rahi. Chart pay Stochastic Indicator 80 levels k ooper upward confirm signal k liye crossed over ho kar Buy ka signal show kar raha hai. OSMA Indicator Chart pay confirm buy ka signal show kar raha hai. Agar current price up movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka target ooper 166.48 aur phir usk baad price Mazeed 166.95 Resistance zones ko test kar sakty hai.


                                Agar Current position H4 Time Frame pay rebounds hoty hai, aur sath pivot point line k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward Movements open honay k chances hain, jiska target neechay 163.98 aur phir usk baad price Mazeed 163.51 Support zones honay k chances ban saktay hain. Mairay Analysis k hisaab say price ka Main aur confirm Trend Buy ka hai, aur sath Price 50, 100 Simple Moving Averages k crossed over k sath ooper running kar rahi hai, jiskay chances hain k price ka agla Target Resistance levels ho saktay hain.


                                Shukrya.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X