نیوزی لینڈ ڈالر اور امریکی ڈالر کی شرح تبادلہ

No announcement yet.
`

نیوزی لینڈ ڈالر اور امریکی ڈالر کی شرح تبادلہ

Theme: Nzd/usd
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    NZD/USD FORECAST hello dear friends kesy hain sab log mujhe umeed hai ap sab thek hongy aur ap aj mere analysis ka wait kar rahy hon ap mere previous analysis dekh sakty hain aur uss ky sath live market ko dekh kar yeh chek kar sakty hain ky ju bhi ap ky sath analysis share karta houn us main kitni accuracy hoti hai aj nzd/usd ki price ky bary main mein apni forecast btaon ga ky aj ky din ham is pair main kis tarah aik achi trade pick kar ky ismain profit kar sakty hain nzd/usd pair aik range main movement kar raha hai aik point say dosry point aur dosry say pehle walay point par range move kar raha hai aj ky din ham dekhen gay ky yeh range kis side breakout kar sakty hain aur ham is ko apne chart par kis tarah say trade karen gay sab sy pehle main ap ky sath nzd/usd pair ka chart share karon ga us ky bad ap ko details ky sath samjhaon ga ky ap is main kis tarah say trade lay sakty hain. NZD/USD TECHNICAL ANALYSIS FOR TODAY dear friends aj friday ky din hai aur market closing day hai jis wajah say aj hamen trading karty hoay ziada risk main nahi padna ho ga kyon ky friday ky din market risky movement karti hai is lie aj hamen ager achi trade mily ge ham tab hi trade karen gay nzd/usd pair ka chart ap dekh sakty hain ju main ny h1 hour time frame main analysis kia hai jesa ky main pehle hi bata chuka houn ky is pair main aik sideway movement chal rahi hai ap chart par bhi dekh sakty hain nzd/usd pair 0.8436 ki resistance aur 0.8366 support ky area main hi movement kar raha hai jab tak yeh level up side ya down side break nahi hongy haemn koi bhi confirmation nahi mil gee jis say ham is main order lay saken magr ap isi range main rehty hoay trade kar sakty hain aur scalping kar ky apna profit bana sakty hain market apni ager suuport ky pas jati hai aur wahn buy ka signal daiti hai tu ap resistance tak buy kar sakty hain ju main ny btai hai isi tarah say ager market apni resistance pas jati hai aur wahn sell ka signal daiti hai tu ap wahn say sell kar sakty hain aur apna target support tak rakh sakty hain isi tarah say ap range main rehty hoay is main profit bana sakty hain mujhe umee hai ap mere techical analysis ko aur trade karny ky method ko samjh gaye hongy. FUNDAMENTAL OUTLOOK dear forum mates aj ager fundamental ya news ky bary main bat ki jaye tu aj koi bhi khas news nahi hai sirf aik hi news hai jis main Fed Chair Powell ki Speaks hai aur is tarah ki news main market main ziada taizi nahi dekhi jati hai na hi itni hoti hai is lie aj jitni bhi movement hogi ziada tar technicaly hogi iss lie ju bhi main ny apne technical analysis btaye hain ap usi ky mutabik kam kar sakty hain aur acha profit bana sakty hain. news summary main ap dekh bhi sakty hain aj koi bhi important news nahi hai jis wajah sy hamen trading karty hoay koi risk samne ayy.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      Forex traders ke liye ek useful tool hai, jisse bearish trend ke continuation ke samay selling opportunities explore kar sakte hain. Yeh pattern ke recognition aur confirmation par focus karke, traders apne trading decisions ko strengthen kar sakte hain. dear forum mates aj ager fundamental ya news ky bary main bat ki jaye tu aj koi bhi khas news nahi hai sirf aik hi news hai jis main Fed Chair Powell ki Speaks hai aur is tarah ki news main market main ziada taizi nahi dekhi jati hai na hi itni hoti hai is lie aj jitni bhi movement hogi ziada tar technicaly hogi iss lie ju bhi main ny apne technical analysis btaye hain ap usi ky mutabik kam kar sakty hain aur acha profit bana sakty hain. news summary main ap dekh bhi sakty hain aj koi bhi important news nahi ha trading market me Head and shoulder pattern ki importance bahut jyada hoti hai Kyunki Head and Shoulder pattern market ke analyst Ke Darmiyan kabile etbar pattern Hai technical analysis ke lihaj se Head and Shoulder pattern ka ek leading indicators ki Nishan Dahi Karne Wale chart ki tasvir hai jo aamtaur per trend reversal ki Nishan Dahi Karta Hai Jahan market bullish aur bearish ki taraf Badalti Hai head and shoulders patterns Ko Tamil arse se ek kabile etamad pattern ke Taur per Sarah gaya hai jo Trend ke reversal hony indication data hai isiliye agar aap is pattern ko acchi tarike se identify karte haiya juz waqti kaarobar ke tor par tijarat se rujoo karna chahiye, nah ke aik mashgala ya nokari ke tor par. agar usay aik mashghelay ke tor par haasil kya jata hai, to seekhnay ka koi haqeeqi azm nahi hai. agar yeh nokari hai, to yeh mayoos kin ho sakta hai kyunkay koi baqaida thankhowa nahi hai. tijarat aik kaarobar hai aur is mein akhrajaat, nuqsanaat, tax, ghair yakeeni sorat e haal, tanao aur khatrah hota hai. aik tajir ke tor par, aap bunyadi tor par aik chhootey kaarobar ke maalik hain, aur aap ko –apne kaarobar ki salahiyat ko badhaane ke liye tehqeeq aur hikmat e amli banana chahiye .security ki talabb aur rasad ke tareeqon ki jaanch partaal ke liye kya jata hai jo qeemat, hajam, aur Muzmer utaar charhao mein tabdeelion ko mutasir kere ga. yeh is mafroozay se kaam karta hai ke maazi ki tijarti sargarmia aur security ki qeematon mein tabdeeli security ki mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ke qabil qader isharay ho sakti hai jab munasib sarmaya kaari ya tijarti qawaid ke sath jora banaya jaye, yeh aksar mukhtalif charting tools se mukhtasir muddat ke tijarti signal peda karne ke liye istemaal hota hai, lekin wasee market ya is ke kisi aik shobay ki nisbat security ki taaqat ya kamzoree ki tashkhees ko behtar bananay mein bhi madad karta hai. yeh maloomat tajzia karon ko un ke majmoi takhmeenah takhmeenah ko behtar bananay mein madad karti hai. Iska matlab hai ki bearish trend khatam ho gaya hai aur ab market mein buyers dominate karne lagte hain. Traders is pattern ko buy signal ke roop mein interpret karte hain aur long positions lete hain.Pattern ki effectiveness aur reliability barhti hai jab ye important support levels (jahan se price reverse ho sakta hai) ya technical indicators ke saath combine hota hai.Ye important hai ki traders ko market ko analyze karte waqt Bullish Meeting Line pattern ke alawa bhi aur factors jaise ki trend lines, support aur resistance levels, moving averages, aur other technical indicators ko bhi consider karna chahiye.
      • #918 Collapse

        hello doston salam sab kisy ho ap sab umeed hai sab theek honge aj ki taza tereen post ke tajziye main khush aamded aaj hum nzd usd ka takneeki tajizia karen ge is ke liye takneeki tajzia ki zaroorat hai hum mukhtalif qiasm ki sthin aur isharay istemal karte hain nzd usd h1 time frame chart ko dekhta hue mojooda market ki qeemat neechay ki taraf hai qeemat 0.6210 support level se neechay aa gayi hai jo kay aik mazboot support level hai market ki qeemat ne support level ko toar diya hai fil haal 50 din ki moving average se neechay trade kar rahai hai agar market ki qeemat support level ko tornay main nakaam rehti hai to qeemat barh sakti hai agar 50 din ki saada moving average toot jati hai to qeemat mazhamt se 0, 6270 tak chali jaye gi agar hum support level per rsi indicetor ko dekhain to trading ka hajum bara hai aur market ki qeemat support level per barhna shuru ho jati hai chart per isharay zahir karte hain ke anay walay arsy main market ki qeemat bherne aur muzahmat ki satah dekhnay ka imkaan hai market is waqt bohat ghair musathkam hai main ne usay kayi baar himayat aur muzahmat ko torte dekha hai market gir gayi hai aur supprt level ko toar diya market bahaak hoti hai aur phir muzahmat ki satah ko toar deti hai traind line resistance tak pounchanay ke baad market support se neechay toot gayi rsi 30 indicetor aur 70 ke darmiya hai jo ke 67 hai rsi indicetor zahir karta hai ke market support kevel gir raha hai agar market muzahmati satah ko toar deti hai to yeh ooper i taraf jari rahy gi
           
        • #919 Collapse

          INTRODUCTION OF NZD\USD H1 TIME FRAME,, NZD/USD say hi dear hum analysis karay to jo previously week thay os ma is nzd/usd pairs ki jo price the wo previouslyy weekend ma bahot he strongly higher ke janab gai thr or higher ke traf jati hoi ak strongly or long higherly point ko banay tha magar jab previous weekend ka end tha to jo market higher ma gai the or new points bana rahi the top level ke traf waha sa reversal ho gai or market reversal hoti hoi bahot he strongly long real body candles ko bana kar lower ke janab a gay or jo is week ka starting point tha wo 0.6196 sa start hua ha or jo is week ka first day yani ka kal ka jo din yani Monday jo tha is ma is nzd/usd ki price lower ke janab gai the or lower ke traf jati hoi new lower point ko bana rahi the or jo is nzd/usd and chf ki price tha ya lowered ke traf jati hoi support level ka near sa reversal ho gai the jo support level ha ya lower ma 0.6154 par tha or is support level sa market high ke janab reversal ho kar ay the or jo kal ka din tha ya 0.6189 par close hua tha ir jo is nzd/usd ka aj ka din tha ya jasa hi openig hoa ha to is ma jo nzd/usd ki priced ha ya higher ke traf gai ha or higher ke traf 0.62071 par is time par nzd/usdes ki jo priced ha ya moved kar rahi ha or is time par market resistance level or support level ka mid ma move kar rahi ha or resistance level 0.6235 par ha or jo support level ha ya 0.6154 par ha or is ma traders trade ko enter karna sa phalay is nzd/usd ki trah say hi ho jay gii NZD/ USD AT H2 TIME FRAME FORMATION,, Ess yeah nzd/usd ko one hour time frames par analysisy karay to is time par jo is nzd ke price ha ya 0.6210 par ho or agar hum nzd/usd ko dakha to jo marketing ka trend ban raha ha ya higher ke traf ja raha ha or jo nzd/usd ha is ke jo price ha is na higher ke traf jana pressure ha q ka jo nzd/usd ki priced ha ya lower ma support level ka near sa a rahi ha or jo ya supported level ha jo ka 0.6154 par ha or is level sa nzd/usd ki price higheres ke traf reversal ho kar ja rahi ha or jo is time par hum nzd/usd ko 2 hour par dakha to is time par price higher ke traf ja rahi ha or is ma agar market lower ke traf reversal hoti ha to is ma market jo previous low point ha yani ka jo supported level ha is ka near sa market na phir sa higheres ke janab reversal ho kar jana ka signal mil raha ha or agar nzd/usd ki price is upwards ke traf agar continuesly ho kar jay ge to traders is ma is ke price ka resistance level tak jana ka wait karay ga agar jo one hour ke candle ya higher ke traf jati hoi resistance level ko hit kar jay ge or is resistance level 0.62356 ka level ko hit kar ka lower ma close hoti ha to traders ko is sa market ka lower ke janab reversal hona ka signal mila ga or traders is ma sellsing ke trade ko enter karay ga or marsket reversal hoti hoi lower ma supported level tak ay ge or is ma jo loss ma trade close ho ge ya tab karay ga jab nzd/usd ke ya 5 hour ke candles is resistance level ko cross kar ka higher ma close ho ge to is ma trade ko loss ma close kar da ga or is ma long term sell ma profit ko set karay ga.Nzd/usd ko hum 4 hour timemg frame par dakha to is ma jo nzd/usd ki price ha ya middsles ma move ksar rahi ha or is ma jo is ke price ha ya higher ke janab ma bhi ja sakti ha or is ma jo is ke price ha lower ke traf bhi ja saksti ha q ka agar hum 6 hosurs time frame par is ke psrice ko dakha to is time par jo is ke price ha ya middle ma movse kar rahi ha or agar 4 hour ma jo nzsd/usd ki price ha ya higher ke traf jati ha to is ma marsket higher ma resistance level tal jana ka wait karsay ga jo ka 0.6235 par ha agsar is nzd/usd ki price ma jo 4 hour ke candel is resistasnce level ko crosss kar ka close ho ge to is ma traders buy ke trade ko enter karay ga or is ka jo profit ho ga ya second resistsance par rakha gsa jo ka 0.6288 par ho ga or agar 4 housr ke candles resistance level ko cross ni kar saki to is ma sell me long term trade ko enter karay ga or agar nszd/usd ki price curresnt price sa lower ke janab jati hoi support level par jatis ha to or is ki4 hour ke candel lower ma jati hoi support level jo ka 0.6154 par ha is ko cross kar ka 4 hour ke candle auto hi closed asaani say ho jay gy
           
          • #920 Collapse

            NZD/USD price Analysis: NZD/USD currency pair price Last Friday market closing time say pehlay 0.6250 pivot point areas ko bullish breakou/movements k liye declined ho kar buy movements ko start kar chuki hai. Chart pay stochastic indicator ki reading ko agar ham daikhtay hain to uska signal bhi confirm buy ka he show hota hai. Agar current position monday market open k sath bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target neeche 0.6314 aur phir usk bad price mazeed 0.6332 resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current price monday market open honay k bad 1 hour chart pay reversed hoty hai, aur sath central point levels k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neeche 0.6221 aur phir usk bad price mazeed 0.6203 support zones ko test kar sakty hai. Mairay personally analysis k hisab say price pivot point areas say declined ho kar downward movements ko start kar chuki hai, is liye chances yahi hain k price neeche support zones ko test kar sakty hai. 4 Hours Chart Outlook: Agar ham NZD/USD currency pair price ko 4 Hours chart pay analyzed kartay hain to price Last Friday market closing time say pehlay 0.6250 pivot point areas ko bullish breakou/movements k liye declined ho kar buy movements ko start kar chuki hai. Chart pay stochastic indicator ki reading ko agar ham daikhtay hain to uska signal bhi confirm buy ka he show hota hai. Agar current position monday market open k sath bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target neeche 0.6314 aur phir usk bad price mazeed 0.6332 resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current price monday market open honay k bad 4 hours chart pay reversed hoty hai, aur sath central point levels k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neeche 0.6221 aur phir usk bad price mazeed 0.6203 support zones ko test kar sakty hai. Mairay personally analysis k hisab say price pivot point areas say declined ho kar downward movements ko start kar chuki hai, is liye chances yahi hain k price neeche support zones ko test kar sakty hai. Shukrya.
               
            • #921 Collapse

              TECHNICAL ANALYSIS OF NZD USD
              hello saathi taajiron. nzd / usd market ke meri taaza tareen post tajzia mein khush aamdeed. aayiyae yeh maloom karte hain ke waqt ke sath currency jore ki qeemat mein kya tabdeeli aayi hai aur market ne kya rad-e-amal zahir kya hai. likhnay ke waqt nzd / usd 0. 6267 par trade kar raha hai. takneeki market ke jazbaat ke mutabiq, chart ishara karta hai ke rujhan wohi rahay ga. nzd / usd ke mazboot rehne ki tawaqqa hai, lekin aisa lagta hai ke oopar ki taraf ziyada imkaan nahi hai. rishta daar taaqat ka index ( rsi ) 55. 3721 par hai, jo ke market mein qader ki mazboot maang aur musalsal kharidari ke dabao ki nishandahi karta hai. isi waqt, moving average knorjns ( macd ) value manfi range mein hai, jo market ki ki nishandahi karti hai. market jahan se ab hai neechay ki taraf barh sakti hai. chart par moving average technical ke mutabiq, 20- aur 50- ki moving average mojooda nzd / usd qeemat se neechay hain jo ke taizi ka ishara dukhati hai .
              H-4 Chart Frame
              oopar ki taraf, pehli barri muzahmat 0. 6282 ki satah ke qareeb hai. kaleedi muzahmat fi al haal 0. 6310 ki satah ke qareeb ban rahi hai, jis ke oopar yeh 0. 6375 ki jaanch kar sakta hai. 0. 6310 muzahmat ke oopar wazeh waqfa market ki qeemat ko 0. 6375 par bhejta hai jo muzahmat ki teesri satah hai. doosri taraf, manfi pehlu par, pehli barri himayat 0. 6231 ki satah ke qareeb hai. kaleedi himayat fi al haal 0. 6180 satah ke qareeb ban rahi hai, jis ke neechay yeh 0. 6110 ki jaanch kar sakta hai. 0. 6180 support ke neechay wazeh waqfa market ki qeemat ko 0. 6110 par bhejta hai jo ke support ki teesri satah hai. chunkay ab bhi kharidaron ki bohat mazboot maang hai, is liye behtar hai ke qeematon mein kami anay ka intzaar karen jab ke qeematon mein kami waqay honay ke khatray ko kam karne ke liye dakhla satah par kharidari ke mawaqay talaash karne se pehlay, khush qismati se, mujhe umeed hai ke aap sab meri mushkil mehnat se lutaf andoz hon ge .
                 
              • #922 Collapse

                NZD / USD D1 Chart Salam dusto! Aj nzd / usd pair ki market qeemat 0. 6267 ke qareeb taizi ke rujhan mein band hui. Zig zag patteren oopar ki harkat ki paish goi karta hai. 200 ema, 100 ema, aur 50 ema ki exponential moving average ka structure banaya gaya hai. yeh mutharrak ost 0. 6250 aur 0. 6231 par mom batii ko chhoo rahay hain. market ki oopri harkat 0. 6400 par nafsiati satah se guzray gi aur 0. 6427 par aglay muzahmati hadaf ki pairwi kere gi. market ki manfi harkat infiradi tor par 0. 6138 aur 0. 6114 par primaray aur secondary support areas ki khilaaf warzi kar sakti hai. momentum osilator 101. 77 ke qareeb qeemat mein izafah dikha raha hai. rsi-14 isharay 53. 53 ke ird gird ghoom raha hai, jo aik ghair janabdaar zone paish karta hai. NZD / USD H4 Chart nzd / usd H4 out lick nzd / usd pair ki market qeemat 0. 6267 par trade kar rahi hai, jaisa ke H4 ki sharah se dekhaya gaya hai. aakhri tijarti session mein qeemat taizi ke rujhan mein band hui aur ulta raftaar haasil ki. tasweer mein envelope ka rujhan tayyar kya gaya hai. qeemat oopri envelope ke baind se toot rahi hai, farokht ke signals bana rahi hai. is ke ilawa, osilator indicator 77. 36 par ziyada khareeday hue ilaqay ke qareeb barh raha hai. ccl 14 osilator 108. 16 ke ird gird utaar charhao karta hai aik ziyada khareeda sun-hwa ilaqa aur misbet raftaar paish karta hai. aik aala rujhan 0. 6327 aur 0. 6337 par allag allag muzahmati levels ko touch kia ha. kam rujhan 0. 6209 par bunyadi support level tak pahonch sakta hai aur 0. 6200 par doosri support level ki pairwi kar sakta hai .
                   
                • #923 Collapse

                  hello dosto kisay ho sab main umeed karta hon sab theek hon ge aur h4 time frame se nzd usd tajzia aik dilchasp sorat e haal ko zahir karta hai kyukay aisa lagat hai ke neechay ki taraf harkat 0. 6268 per moving average period 50 ki mutharrak himayat per phas gayi hai haliya paish raft aik mandi ki mom batii ki tashkeel ko zahir karti hai jo kharidaron ki janib se muzahmat ki nishandahi karti hai taham moving average indicetor ke tajweez kardah taizi ke rujhan per ghhor karte hue khredar ab bhi qeematon ko ounchai karne ki salahiyat rahktay hain mazeed bar aan 100 ki satah per haalat ke sath aik isharay ne haal hi main murr kar shehar ke markooz ko uboor kya hai jis se ooper ki harkat ke imkaan ki mazeed tasdeeq hoti hai 0. 6210 ki satah taj kaafi faaslay ke sath wasee range ke ander qeemat main izafay ka kaafi mauqa hai yeh karna zaroori hai ke 0. 6100 per support ki taraf aik taweel mudti manfi harkat mutwaqqa hai h4 time frame per pichle tijarti dinke douran intra day ke qeematon ki naqal o harkat ne mazbooti ke namonon ki numayesh ki khas tor per manfi harkat 0. 6243 per moving average period 100 ki mutharrak himayat ke qareeb pahonch rahi hai jaisa ke qeemat is himayat se neechay rehti hai rujhan mandi rehta hai hum be sabri se intzaar kar rahay hain ke aaya khredar ab bhi qeemat ziyada karne ki taaqat rakhtay han agar muzahmat kamyabi ke sath ooper ki taraf toot jati hai to yeh taizi ke rujhan ki tashkeel ki tasdeeq kare ge
                     
                  • #924 Collapse

                    NZD / USD H4 Chart nzd / usd pair 0. 6273 ki satah tak pounchanay ke baad durust hona shuru huwa aur ab h4 muddat ke mutabiq, hum dekh satke hain ke qeemat kam ho rahi hai aur yeh 0. 6280 ki satah ke qareeb pahonch gayi hai, jo aik support area hai. takneeki tajzia batata hai ke qeemat 0. 6189 ki support level ki taraf musalsal girty rahay gi kyunkay yeh ab tamam saada moving average se neechay trade kar rahi hai. qeemat 0. 6370 ki taraf mazeed gir jaye gi, jo ke farokht knndgan ke liye agla hadaf ho sakta hai agar woh support ko tornay mein kamyaab ho jata hai. lekin chunkay qeemat ab bhi charhtay hue regrestion channel ke andar ghoom rahi hai, is liye ahem rujhan ab bhi taizi ka hai. nzd / usd currency pair ki qeematon ke mojooda review par tabadlah khayaal kiya ja raha hai. yeh mumkin hai ke qeemat wapas 0. 6380 tak gir jaye lekin yeh wazeh nahi hai ke hum yahan kab tak rahen ge. is satah ko taizi se peechay chore diya jana chahiye, aur oopar ki taraf rujhan shuru hona chahiye. jori, jo mukhtasir time frame par assar andaaz hoti hai, ghalib aur hafta waar tehreek se sab se ziyada mutasir hoti hai. jab hum taraqqi ka tajurbah karte hain to, hafta waar mom batii ki tashkeel 0. 6255, phir 0. 6350 par pehli numaya muzahmat ki taraf barhna shuru kar day gi. 0. 6279 par hafta waar channel muzahmat par jane ke liye, hamein un do rukawaton ko uboor karna hoga. yeh is mahinay ke baqi mandah aur shayad garmiyon ke pehlay chand hafton ke liye meri passion goi hai. mein tawaqqa karta hon ke is muzahmati satah ke ird gird aik tijarti namona tashkeel paye ga, jo mustaqbil ki tijarat ki simt ka taayun karne mein madad kere ga. bilashuba, aik mauqa hai ke qeemat 0. 6360 par muzahmati satah ki taraf paish qadmi jari rakhay gi, lekin har soorat e haal munfarid hai aur qeemat ki karwai ke khabar ke pas manzar par munhasir hai. mazeed kami woh hai jis ki mein tawaqqa karoon ga agar qeemat toot jati hai aur mazbooti se 0. 6450 par support se neechay rehti hai. is muamlay mein 0. 6369 support level ka maqsad hoga. mein mom batii ban'nay ki paish goi karta hon aur qeemat is support level ke ird gird oopar ki taraf barhay gi .
                       
                    • #925 Collapse

                      NZD USD Analysis currency ka jora nzd / usd
                      kuch saal pehlay, mein bhi isi terhan maanta tha ke bonus likes par mabni hotay hain, lekin mujh se ghalti hui thi. ab, yeh pehla saal nahi hai jab mein –apne lutaf ke liye post kar raha hon aur likes ko nazar andaaz kar raha hon. khayalat ka ishtiraaq faida mand hai kyunkay shayad woh kisi aur ki madad karen ge . mein koi jaali account banata hai, koi pasand karta hai, lekin kyun, kyun ke trading ghair mustahkam hai aur har jama raqam zaya ho jati hai ? euro ke baray mein, mein is haftay ki kam tareen 1. 0760 ke totnay ke baray mein soch raha hon jis ke baad aik oopar hoga. g7 ka elaan Amrici currency ke liye acha ho ga . par, mein ke jore ko neechay ki taraf jari rakhnay ke do tareeqay dekh sakta hon. taham, mere khayaal mein yeh namumkin hai ke jori foran 0. 6288 ki satah par support ko toar day, chahay is terhan ke manzar naame ko mustard nahi kiya ja sakta. yeh dekhte hue ke jummay ki tijarat barhatay hue hajam par kharidaron ke haq mein khatam hui, mein yeh sochnay par ziyada mael hon ke aglay haftay ka aaghaz shumal ki taraf ho sakta hai. agar bail pehlay impulse zone 0. 6427 ki satah par muzahmat par qaboo pa satke hain, to nzd / usd jora is ke baad janoobi start line 0. 5941 ki taraf apna shumali rule back jari rakhay ga. mere paas koi izafi Hadayat nahi hain. maqsad ishara hai, aur yeh yakeeni nahi hai ke is satah par point bah point kaam kya jaye ga. hum paiir ko tafseelaat se nimtain ge kyunkay trading ka aaghaz haftay ke aakhir ki khabron ke pas manzar se aur sab se ahem baat, Amrici hukoomat ke karzzzz par mazakraat ki pishrft se mutasir hoga. taham, ts ki gawahi se pata chalta hai ke shumali rule back ka tasalsul ziyada qabil aetmaad dikhayi deta hai .
                         
                      • #926 Collapse

                        NZD / USD H4 Chart sab ko salam, h4 time frame chart par nzd / usd currency ke pair ke liye parabolic SAR indicator oopar ki taraf rujhan ki simt ki nishandahi karta hai, jo hamein jore ki taraqqi par tijarat karne ki aik wajah faraham karta hai, jis ka aik acha mauqa hai. munafe bakhash honay ki. is ke ilawa, taizi ki tijarat ki himayat mein, macd isharay misbet zone mein hai, yeh barhta hai aur jora kharidne ke liye signal deta hai, alligator isharay ki linen aik fa-aal izafay ka ishara deti hain, aur RSI indicator pichlle se ziyada hai, jo jore ki mumkina mazeed taraqqi ki nishandahi karta hai, stockastic indicator jore ki taraqqi ke liye signal deta hai. theek hai, chunkay takneeki asharion ke mutabiq, taizi se tijarat aik tarjeeh hai, is liye hamaray paas jori ke bherne ke liye munafe bakhash tijarat ke bohat ziyada imkanaat hain. sifarshaat : jore ke mojooda hawalon se khareedain. jummay ko, qeemat 0. 62900 ki muzahmati satah par khuli, aur dar haqeeqat, yeh wazeh nahi tha ke izafah farokht hoga, lekin chunkay qeemat ne 0. 62900 ki muzahmat ka tajurbah kya. phir tarjeeh farokht ke liye thi, lekin qeemat barhti rahi aur 0. 63222 ki muzahmat ko torti rahi, aur yeh 0. 62576 ki muzahmat tak pahonch gayi. qeemat ne jumaraat tak ki satah ka tajurbah kya, aur yahan tarjeeh farokht ke liye bhi hai, mujhe lagta hai ke qeemat 0. 63222 ki himayat par jaye gi. agar, paiir ko bulls achanak oopar ki taraf barhatay rahen, aur support tak koi islaah nahi hogi, to mangal ko bhi 0. 62576 ki muzahmat se oopar qeemat tay karne ke baad, taraqqi hogi. qeemat fa-aal tor par bherne lagi. ab taraqqi ruk gayi hai aur qeemat neechay aa gayi hai, aur sawal yeh hai ke agli qeemat kahan jaye gi. mumkina tor par taraqqi jari rahay gi, kyunkay abhi tak is mein tabdeeli ke koi assaar nahi hain. misali tor par, aap jummay ki tooti hui oonchai ka imthehaan dekhen ge aur wahan se kam az kam mojooda rozana ki oonchai ko up date karne ke liye kharidari mein daakhil honay ki koshish karen ge. mein abhi farokht karne par ghhor nahi kar raha hon, jab mein farokht karne ke baray mein sochta hon to wahid option yeh hai ke agar rozana ki oonchai toot jaye aur inhiraf ho jaye. aik acha tijarti safar ho .
                           
                        • #927 Collapse

                          NZD/USD Technical Analysis: Aj Monday market opening k sath NZD/USD currency pair price 1 hour chart pay 0.6255 pivot point areas k ooper bullish breakou/movements k sath start ho kar buy movements ko start kar chuki hai. Chart pay stochastic indicator ki reading ko agar ham daikhtay hain to uska signal bhi confirm buy ka he show hota hai. Agar current position monday market open k sath bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target neeche 0.6325 aur phir usk bad price mazeed 0.6343 resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current price 1 hour chart pay reversed hoty hai, aur sath central point levels k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neeche 0.6226 aur phir usk bad price mazeed 0.6208 support zones ko test kar sakty hai. Mairay personally analysis k hisab say price pivot point areas say declined ho kar downward movements ko start kar chuki hai, is liye chances yahi hain k price neeche support zones ko test kar sakty hai. H4 Time Frame Analysis: Agar ham 4 hours chart pay NZD/USD currency pair price ko analyzed kartay hain to price 0.6255 pivot point areas k ooper bullish breakou/movements k sath start ho kar buy movements ko start kar chuki hai. Chart pay stochastic indicator ki reading ko agar ham daikhtay hain to uska signal bhi confirm buy ka he show hota hai. Agar current position monday market open k sath bullish movements ko continues rakhty hai to chart pay price ka agla target neeche 0.6325 aur phir usk bad price mazeed 0.6343 resistance levels ko test kar sakty hai. Agar current price 4 hour chart pay reversed hoty hai, aur sath central point levels k sell main breakout karty hai to chart pay price ki downward movements open honay k chances ban saktay hain jiska target neeche 0.6226 aur phir usk bad price mazeed 0.6208 support zones ko test kar sakty hai. Mairay personally analysis k hisab say price pivot point areas say declined ho kar downward movements ko start kar chuki hai, is liye chances yahi hain k price neeche support zones ko test kar sakty hai. Shukrya.
                             
                          • #928 Collapse

                            NZD USD PAIR ANALYSIS
                            Daily chart outlook nzd / usd jora ibtidayi tor par neechay se 0. 6286 ki satah tak pahonch gaya lekin oopar ki simt se guzarnay mein nakaam raha. is ke baad, jori ne apni simt ko palta aur neechay ki taraf harkat shuru ki. jaisa ke yeh oopar ki taraf barhta hai, jora mumkina tor par 0. 6268 par mandi ki satah ke ziyada se ziyada hadaf tak pahonch sakta hai. taham, aik baar jab yeh hadaf haasil ho jata hai, aik ulat ho sakta hai, jis ki wajah se jore ki qeemat neechay ki taraf barhna shuru ho jati hai. jaisay jaisay qeemat kam hui, yeh 0. 6247 ki satah tak pahonch gayi, jo up trained line ki numaindagi karti hai. agarchay jora mukhtasir tor par is satah se neechay doob gaya, lekin bil akhir yeh dobarah ulat gaya aur oopar ki taraf barhna shuru kar diya. is baat ka imkaan hai ke jore ke mazeed numoo ke sath majmoi rujhan jari reh sakta hai . H-1 chart outlook agarchay jori ke channel ki nichli sarhad tak pounchanay ka imkaan tha, lekin qeemat dobarah palatnay aur oopar ki taraf bherne se pehlay yeh aisa karne mein nakaam rahi. abhi tak, jore ke liye mazeed taraqqi ka imkaan hai, mumkina tor par 0. 6290 ki satah par channel ki balai sarhad tak pohanchna. kal, jore ki qeemat channel ki balai had tak pahonch gayi aur baad mein neechay ki taraf harkat shuru karte hue ulat gayi. is imkaan par ghhor karna bhi zaroori hai ke jora channel se oopar ki simt mein toot sakta hai kyunkay yeh –apne oopar ki simt ko jari rakhta hai. is oopri satah tak pounchanay par, aik ulat phair ho sakta hai, jis se qeemat mein aik baar phir kami waqay ho sakti hai. aisi soorat mein, jora channel ki nichli sarhad par, khaas tor par 0. 6256 ki satah par utar sakta hai .
                               
                            • #929 Collapse

                              Me aj apna analysis NZD USD keh bare me share kronga jokey bht achi clear picture dikha raha hai jaisa keh ham janty he k aj kal American dollar strong huwa he NZD keh to isi wajha se in dino NZD USD fall ka rha he or agr aj ham technical Analysis par dehan de to hame mazeed information milegi next any waly dino k liye to me apna technical Analysis 2 times frame charts par share kroga ak long term chart hoga or dosra short term chart keh liye. NZD USD Agr hame 4 ghanty waly time frame chart me dekhy to hame ye pta chalta he keh moving average crossover hogya he jis se NZD USD ka long term trend bearish trend zahir hota he meny moving average crossover k liye 2 indicator use kiye he ak moving average 200 periods ka he or 2nd moving average 20 periods ka he or red color ka moving average 20 periods ka he jo keh moving average 200 periods ko nichy ki janib cross krgya he is se upcoming Days me long term bearish trend nazar ata he or isi tarha RSI bhi Negative hogya he our 50 level k below he. Overall results=bearish trend. Moving averages= negative crossover. RSI= below 50 level= bearish trend. Major resistance level at= 0.6179 Major support level at= 0.6113. Hourly time frame chart. Hourly time frame chart me bhi moving average crossover negative he likan honey ki wajha se market ne retracement ki he or RSI bhi 50 level keh below he likan agr hame dekhy to NZD USD hourly resistance par bhi rejected huwa he kyun keh strong trend bearish hai isiliye hame sell opportunity hi dhondi chahye. Overall results on hourly time frame chart. Moving average crossover on H1= negative. RSI above 50 level= oversold. Major resistance level at 0.6179. Major support level at= 0.6113.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                NZD/USD FORECAST FOR TODAY ASSLAMOALAIKUM dear friends mujhe umeed hai ap ki trading achi ja rahi ho gi kyon ky market aj kal kafi achi movement kar rahi hai aur trend ko follow kar rahi hai jis wajah say har trader hi acha earn kar raha ho ga aj ham nzd/usd pair ky bary main bat karen gay aj nzd/usd subha subha hi kafi ziada gir chuka hai ap nzd/usd ky chart main dekh sakty hain aur agy ja kar main ap ky sath apna chart share kron ga but aj ky bary main ager bat ki jaye tu aj doller ki aik big news hai report main yeh kaha ja raha hai ky aj doller bohut weak ho sakta hai jis wajah say nzdusd uper ja sakta hai aur hamra technical setup bhi wesa hi hona chahye jis tarf news ky any ky chanses hoty hain kyon ky jab bhi koi big news ani hoti hai tab market main techncial ziada kam nahi karta hai jis wajah say hamen news par bhi utna hi focus karna parta hai jitna technical par is lie aj dono chezon ko dekhty hoay ham analysis karen gay aur achi trade pick karny ki try karen gay. TECHNICAL ANALYSIS nzd/usd pair ky chart ko ap dekh sakty hain aj nzd/usd pehle hi kafi movemnt kar chuka hai jesa ky main pehle bata chuka hun ky aj ky din newses hain jis wajah say nzd up ja ja sakta hai aur aj ham is main uper ki hi pridiction ko dekhen gay aur apply karen gay market price ky pas ju main ny choti se aik resistance line lgai hai ager wo area uper side break hota hai tab ap is main buy lay kar iski next resistance tak buy kar sakty hain ju ky 0.8364 banti hai aur ager yeh area bhi up side break hota hai tab mazeed is main ap buy lay kar apna profit ko maximize kar sakty hain is lie nzd/usd pehle hi kafi gir chuka hai is lie ager is main mazeed selling hoti hain tu ham is say avoid karen gay kyon ky hamra stop loss kafi big ho jayga ager ham is main mazeed selling karen gay is lie apko aj ky technical aur news ky bary main pehle hi bata chuka hon umeed hai ap samjh agy hongy.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X