analysis ke mutabik, jab tak price 0.8894 level ke neeche rehti hai, current downtrend continue hone ke chances hain, jaisa ki latest candlestick chart par suggest karta hai. 0.8642 level past mein strong support bana hai, lekin current bearish momentum ko dekhte hue, yeh lama time tak nahi tik sakta. Is level ke neeche break hone se downtrend accelerate ho sakta hai.0.8720 level ne recently support kiya hai aur price ko temporary respite de sakta hai. Nearest resistance 0.8800 level ke aas-paas hai, jo ek previous swing high ke saath coincide karta hai. Is level ke upar break hone se potential trend reversal signal mil sakta hai, lekin overall bearish sentiment ke dekhte hue, yeh unlikely hai.0.8945 level ne past mein resistance ka kaam kiya hai aur bullish reversal ke liye ek sigsignificant USD/CHF pair ke liye bearish move 0.8629 level tak possible tha. Shayad bearish scenario ab tak play out ho chuka hai ya phir retest ho sakta hai. Phir bhi, ye pair support levels se strong buy lagta hai aur upward movement ki zyada probability hai. Bullish target ab bhi lagbhag 0.9179 par hai, jo ke ek important resistance level hai aur mid- to long-term ke liye ek potential target ho sakta hai. Jab ye lower boundary par pohanchay ga, to girawat ruk sakti hai, aur price upward reverse kar sakti hai channel ke upper boundary ke taraf, jo ke 0.8779 level ke kareeb hai. Jo log is currency pair ke long-term prospects mein interested hain, unke liye maine ye sab kuch apne monthly chart par graphically detail kiya hai. USD/CHF pair ke price mein izafa ka rally continue rahe. Mazeed, trend direction ab bullish condition mein hai, kyun ke EMA 50 ka SMA 200 ke sath cross hona ek golden cross signal deta hai. Agar rally do Moving Average lines ke upar consistent rahti hai, toh structure break hone ka chance hai. Invalidation level high prices 0.8540 par hai jo ke current price range se zyada door nahi, aur price psychological level 0.8500 ke upar hai. Magar, uptrend momentum
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим