امریکی ڈالر/سوئس فرانک: شرح تبادلہ، خبریں اور تجزیے
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    USD/CHF salam furum mates to kesy ha ap log ma umeed karta ho kye ap log thk hongey or profit ma ja rhy hongey aj hum log baat karney waly ha usd cgf kye is pair ma kye is market ma kia rujhan chal rha ha or hum lg is ma kis tarha se is ma trading kar kye profit earn kar saktey ha to sub se pehly humey market ki movement ko samjhana hoga kye market ma hum kis traha se trade kar saktey ha kunkey market aj bhi humey kafi had tak fall kar chuki ha jo kye humary liye masla bhi ban sakta ha wo is waajah se kunkey marekt humey is waqat koi bhi acha signal nhi dye gye jaha par hum log is ma trading kar saktey ha or profit earn kary yaha par kuch mazeed battein bhi discuss karyy gye jo humary market kye huwalyse hogai ma ap logo ko mazeed gide line do ga kue kis tarha se market nma hum log trade karyy or is ma hum log trading kary kye humey profil mil sakey to aj hum log is ma kuch mazeed discussion kary gye to agar hum market ko madde nazar rakhtey hoye trade karty ha to humary liye kuch chances ban jaye gye kye is ma loss honey ka khtra ho sakata kunkey market ma falling chal rhi ha humey marekt ko madde nazaar rakh kar hi kam karna hota ha agar hum log market ye kilaaf gye to humey buat burra loss uthana par sakta ha jo kye humary liye naqabely bardasht hota ha to mazeed ma ap logo ko is ma trading kye points btao jis spar ap log kamm kar kye humey prfit mil sakey to us k liye ap ko mery is anlysis ko dehan kye sath read karna hoga jiss se ap logo ko samjh agye. USD/CHF CHART to g companion jesa kye ap log mery is analsysis ko dekh rhy hongey kye kis tarha se maney is ma indicators show karwaye ha jsi se ap logo ko mazeed clearity mil sakey market ki trading kye hawaly se kis tarha se markt ma movement ho rhi ha or kis tarha se hum log is ma trading kye earning kar saktey ha to baat ki jaye market kye hawly se to market ney 0.9120 resistance line is ki ban chuki ha to jessy jesy market ma badlao anay shrow ho rhy ha jis par humey is ma koi aik achi trading mil jaye gye yahi humari khuaish hoti ha to mazeed baat karty ha is ki movemnt ki to market ki moveement ki to to filhal uski movement nechy to hi ho rhi ha to mujhe umeed ha kye market ma humey kuch achy badlao bhi nazar aney ko mil saktey ha jis par humey koi aikachi trade kar saktey ha or humey earning ko bhi mil sakta ha or mazed ma apko kuch btao ga kye 0.8859 ye market ki sport line chal rhi ha jo kemery analsyis kye mutabiiq marekt line ko bhi break out dye gye or khud market ma reisitance line ban jaye gye gi or humet marekt ki movement ko buhat achi tarha samjh kar is ma move karna hota ha aisay hi nhi kye trade laga di jaye sub se pehly market ma anlalysis karna buhat zarori hota ha phr hi hum log market ma kam karney qabil ban jata to mujhe ha kye ap logo ko mery is analysis ki samjh ayi hogye jisse ap log aik achi trade kar saktey ha or profit earn kar saktey ha Insha Allah.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      USDCHF: H-4 Timeframe k Mutabik: Usdchf pair maen aisa lagta hai ke mojooda sifarish 0. 8789 ke hadaf ke sath currency pear ko farokht karne par ghhor karna hai. farokht karne ka ikhtiyar mansookh kar diya jaye ga agar qeemat 0. 9033 ki satah se oopar mustahkam ho jati hai, aur is manzar naame mein 0. 9094 ke hadaf ke sath khridaryon par ghhor kya ja sakta hai. 0-0. 88584 aur 50-0. 89159 ke darmiyan ka ilaqa ahem hai, jis mein do kaleedi sthin 23. 6-0. 88855 aur 38. 2-0. 89023 hain . agar qeemat is ilaqay se 50-0. 89159 ki satah se oopar nikal jati hai, to kharidari ke liye 61. 8-0. 89294, 76. 4-0. 89462, aur 123. 6-0. 90004 ke teen hadaf ki sthon par ghhor kya ja sakta hai. doosri taraf, agar qeemat mein kami jari rehti hai, to -38. 2 aur -61. 8 ( 0. 88145-0. 87874 ) ke fibo levels ko sales ke liye nishana banaya ja sakta hai . rujhan ki tabdeelion ka taayun karne ke liye parabolic sar isharay ka istemaal, aur signals ki tasdeeq ke liye moving average indicator ka istemaal. agarchay parabolic indicator –apne tor par qabil bharosa nahi ho sakta hai, lekin usay dosray isharay jaisay moving average ke sath milana durustagi ko behtar bana sakta hai. tajzia aik lamhay ka intzaar karne ki tajweez karta hai jab tijarat mein daakhil honay se pehlay un dono isharay ke isharay aik dosray se mutsadam nah hon . level ke baad fi ghanta candle ke ekhtataam par tijarat mein daakhil honay ki sifarish ki jati hai, khareed o farokht dono tejartoun ke liye stop las aur take praft set ke sath. sirf tp ke zariye tijarat se bahar niklana ya is ne sl ko barhatay hue akhrajaat aur munafe mein kami se bachney ki bhi sifarish ki. market mein daakhil honay se pehlay, is baat ko yakeeni banayen ke aykslritr isharay par mutaliqa signal mojood hai. kharidari ke liye, sabz daharian zahir honi chahiye. is ke mutabiq, farokht surkh walon ke liye.
         
      • #543 Collapse

        USD/CHF NEXT WEEK COMPLETE OVERVIEW DEAR friends next week usd/chf ky bary main ham bat karen gay sab ys pehly ju is pair main ju movement ho chuki hai ham us ky bary main bat karen gay is pair main pechle week aik selling trend chalta aa raha tha ap ko pataa bhi ho ga ky jitne bhi doller waly pair hain un main aik sell ka trend tha aur ab bhi mazeed rahy ga mager ap ko yeh bat forex market main pata hona bohut zrori hai ky jab bhi market main koi trend start hota hai tab market aik dam say hi nahi apna trend complete karti hai balky market main zig zag movement hoti hai ager down trend hai tu market thora sa nechy any ky bad correction karti hai aur phir down jana start hoti hai aur isi tarah say jab buy ka trend hai market correction karti hoi buy jati hai issi tarah say ja ham usd/chf ko dekhen gay ky is main kis tara say trend chal raha hai aur nexr week main kis tarah say move ho sakti hai sab sy pehle main apo ky sath chart share karon ga phir ap ko details ky sath btaon ga ky is main kis tarah say kam kar sakty hain. WEEKLY ANALYSIS ON USD/CHF PAIR H4 HOUR TIME FRAME ap dekh sakty hain usd/chf main aik strong sell ka trend chal raha hai monday ky din jab bhi market open hogi tu ham is main foran say sell nahi karen gay kyon ky market main is time sell trend kafi apni move kar chuka hai is lie monday ky din ham koi asi resistance dekhen gay ju hamen phir say sell ka signal day tu ap dekh sakty hain mere chart main market main 0.9074 ky qareeb ju area ban raha hai ju main ny horizental line say bhi lgaya hai wo area aik sell karne ky lie best area hai jis pay hamara risk level bhi bohut kam hai aur reward level kafi acha hai is lie is point pay market again sell ho sakti hai yahn par ap ky sath main nay two options share kiey hain ager market is resistance area say sell nahi hoti hai aur isko break kar daiti hai tu ap phir iski short term ky lie buy kar sakty hain aur iski next resistance tak buy main lay sakty hain ju ky 0.9327 banti ha ap dekh bhi sakty hain mere chart main ny arrow ky sath ap ko analysis kar ky btaya hai. mujhe umeed hai ap ko usd/chf pair ky bary main market ka overview bhi milgea ho ga aur next week ky analysis ka pata bhi chal gea ho ga is lie hamen market open hone say pehle pehle apna plan ready kar laina chahye.
           
        • #544 Collapse

          usd / chf daily time frame Greetings, trade Usd/Chf jore ke baare main hum baat karte hain usd/Chf 0. 9027 price per trade kar raha hai aur sabr aazma tareekh thay unhon ne aik mukammal bearish candle tashkeel di hai jo sabiqa aur roz marah ki had se neechay zam Jo 0. 9409 per half is a muzahmati position with a script for "taraqi ke liye"Hello, dear trader! USD/CHF 0. 9027 price per trade kar raha hai and sabr aazma tareekh thay unhon ne aik mukammal bearish candle tashkeel di hai jo sabiqa aur roz marah ki had se neechay zam honay ke liye mozoon thi USD/CHF Diagram to g companions ap log mery is investigation ko achi tarha dekhy or is mama majood point ko goor se parhy jo maney is mama show karwaye ha or wo mera maqsid ap logo ko smajhana ha k ap log is mama koi galati na kar color jis se ap logo ka nuqsaan ho jaye or mama mazeed btata chalo k mery is anlaysis ko notice karney k terrible ap logo ka buhat zyada faida honey wala ha to baat karty ha market ki development ki market ki development ka indaza to ap logo ko ho hello gya hoga k market kaha standard move kary gye ,monday ko or murmur log is mama kis tarha se exchange kar saktey to agar murmur log ois examination ko achi tarha dekhty ha or humay pta chalta ha k market ki movemnet standard bharosa nhi kia ja sakta wo is wajah se kunkey wo hatr lahmay badlay gye or kabi upper ki tarf move karyy gye to kabhi nechi ki tarf move kary gye to humey is mama exchange buhat soch samjh kar karney ho gye wo is wajah se k humey is mama kisi bhi kism ka nuqsaan na uthana pary or har merchant yahii chata ha k us kam se kamse nuqsaan ho or zyda benefit ho baat kary market mama movment ki to wo kuch crisscross development show karwa rhi ha kabhi upper ki tarf to kabhi nechyy ki tafr move kar rhi ha is mama thora sa mushkil ho jata ha exchange karna magar market humey kisi na kisi jaga standard kuch acha point zaror color gye jaha standard humey exchange kar k acha acquire karnmy ko mil jaye ga to advertise ney 0.93214 turn point standard move kar rhi rthi yani upper ki tarf magar market mama kuch halchal hoi or usi halchal mama market ney nechy ki tarf is turn point0.9007 standard move karna start kar diya stomach muscle humey mazeed is ki development ka monday ko hey pata chaly ga poke market open ho gai or kis tarha se apna conduct show karwati ha Insha'Allah, umeed karta hoi ko mery is analsyis ki samjh agye hogi, jis se ap logo advantage procure kar saktey ha.[IMG]https://www.***********.com/wp-content/uploads/2023/04/usdchf20230414b1-600x450.png[/IMG]
           
          • #545 Collapse

            USD/CHF heloo furum mates to kesy ha a log mujhe umeed ha kye ap sub log thk hongey or buhat acha profit earn kar rhy hongey jesy kkye ap log jantey hi ha market ma aj closing day ha to hum is kye hawaly se kuch new analysis karty ha jis se ap logo ko buhat zyada faida bhi hoga to mazeed ,ma is ma anlysis karo ga hise ap logo ko kuch market kye hawaly se guide lines do ga jis se ap logo logo aik achi trade mil jaye gye to agar baat kary aj kye is usd chf kye pair ma ma to is ka market ma kia trend chal rha to wo aj ma ap logo ko is ma mazeed information do ga kye kis tarha se ap log is ma trade kar saktey ha jab monday ko market ki opening ho gai to agar hum log market ki movement kye silsely ma baat karty ha to humey is ma aj kia dekhnaney ko mil rha ha matalab kye humey is ma koi trade mil sakti ha jb monday ko market ki opening hoti ha agar dekha jaye to market jo ha wo nechy ko move ho rhi thi ab humey is baat ki fikr karni chaye kye jab monday ko market ki opening hoti ha to humey market achi trade deti ha to agar humary analsyis karty ha market k made nazar rakhtey hoye phr to humey is baat ki umeed hoti ha humara experience kam karta h amerket k hawaly se to ma aj ap logo kye kuch analysis shere karta ho market kye hawaly se. USD/CHF CHART to g dosto ap log mery is analysiiss ko dekh rhy hongey kye kis tarha sy maney market ma analysis kiye ha jis se mujhe to buhat faida howa ha or mujhe umeed ha kye ap logo ko bhi is ma buhat kuch sekhaney ko mil jaye ga market kye hawaly se to agar hum is market ka view karry to humey pta chalta ha kye market ki movemnt jo ha wo nechy ki tarf ho rhi ha jis se humey is baat ka khyal rakhna hoga kye market ma humey trading kye duraan humey nuqsaan na uthana pary us kye liye humey market ma kuch anlysis ki zarorat party ha jo kye aj maney analysis kye sath hi kam kia ha or phr ap logo kye sath shere kar rha ho to market ki movement ma baat karty ha to sub se pehly markket jo ha wo nechy ki traf move kar rhi ha jaha par humey koi acha signal nhi mil sakta or mazee jis se tarha se market ney fall kia ha lagta ha nhi market upeer ki tafr jaye gey magar mery analysis kye mutabiq jab monday ko market open ho gai to ho sakta ha market ki movemeny ma halchal ho or market jo ha wo upper ki tarf move kar jaye 0.9120 is ki resistance ban chuki ha or mazeed is ma sport line bhi market lines ko braek ourt dye gye jis tarha se movement ho rhi ha to moivement ki baat karty ha to market zig zag move kar rhi ha jis se lagta ha kye market kabhi bhi kidsi waqat kahy bhi move kar jaye gye STO se bhi kuch indicators laga kye show kiya ha ha kye market ki movement ma halchal nazar aaye ha jis se dekha jasata ha kye market ab upper ko move kary gye jis rtarha se market ko movement ho rhi ha to jab markett open hogai to mujhe umeed ha kye market humey koi aik acha signa dye gye jis se hum log trade kar saktey ha or earning bhi kar saktey ha mujhe umeed ha kye ap logo ko mery is analysis ki samjh agye hogai jis se ap log faida uyha kar aik achi trade hasil kar saktey ha. Insha Alaah
               
            • #546 Collapse

              USDCHF: D-1 Timeframe k Mutabik Tajzia: Abhe to ye zeada maloom nahi ke kya qeemat fori tor par neechay ke hadaf par jaye gi, ya jora ab bhi barh sakta hai. agar qeemat oopar ki taraf barhna shuru kar deti hai, to jora oopar ja sakta hai, oopar ke rujhan par, 0. 9279 ki satah tak, qeemat neechay se trained line ko dobarah jacchay gi, jis ke baad jora ulat jaye ga aur neechay jana shuru kar day ga. 0. 9260 par muqami ziyada se ziyada ka break down jhutay break down ki terhan tha, jis ke baad zawaal mazeed jari reh sakta hai. ab tak, mein 0. 9210 range ki Taraf dip karne mein kamyaab raha hon. is ki taraf se, ab bhi mazboot karne ka mauqa hai. jab woh is ko tornay ka intizam karte hain, to mazeed farokht karne ka aik acha option bhi hoga. is range ka ghalat break out khareed ka signal hoga. aik ahem support range 0. 9135 par miley gi. 0. 9288 range ka ghalat break out sharah mein mazeed girnay ka aik acha option hoga. mojooda se girna 0. 9135 ki had tak bhi jari reh sakta hai. kharabi ki soorat mein aur qeemat kam tay karne ki soorat mein, farokht ke liye bhi aik acha option hoga. rozana, yeh bhi pata chalta hai ke hum 0. 9060 tak bhi gir satke hain, jahan aik ahem support range hai mahana time frame chart zahir karta hai ke usdchf jora 0. 9044 par trade karta hai. fi al haal, qeemat chand minute pehlay bear candle market ke rujhan mein neechay ki taraf band hui kyunkay zigzag patteren ne bhi chand minute pehlay neechay ka rujhan paish kiya tha. tasweer mein Bollinger band ki numayesh ki gayi hai. Bolinger band ( 50 sma ) ki mid line oopar / neechay ki harkat ki taraf ishara karti hai. Bollinger band ke mayaari inhiraf mein tosee kam utaar charhao ko zahir karti hai. usdchf ne 0. 9667 ki aala satah aur 0. 9790 ki doosri aala satah par tijarat ki. bal tarteeb usdchf neechay ki satah ki harkat 0. 8497 par bunyadi rukawaton ko aur 0. 8340 par sanwi satah ko toar sakti hai.
                 
              • #547 Collapse

                : D-1 Timeframe k Mutabik Tajzia: Abhe to ye zeada maloom nahi ke kya qeemat fori tor par neechay ke hadaf par jaye gi, ya jora ab bhi barh sakta hai. agar qeemat oopar ki taraf barhna shuru kar deti hai, to jora oopar ja sakta hai, oopar ke rujhan par, 0. 9279 ki satah tak, qeemat neechay se trained line ko dobarah jacchay gi, jis ke baad jora ulat jaye ga aur neechay jana shuru kar day ga. 0. 9260 par muqami ziyada se ziyada ka break down jhutay break down ki terhan tha, jis ke baad zawaal mazeed jari reh sakta hai. ab tak, mein 0. 9210 range ki Taraf dip karne mein kamyaab raha hon. is ki taraf se, ab bhi mazboot karne ka mauqa hai. jab woh is ko tornay ka intizam karte hain, to mazeed farokht karne ka aik acha option bhi hoga. is range ka ghalat break out khareed ka signal hoga. aik ahem support range 0. 9135 par miley gi. 0. 9288 range ka ghalat break out sharah mein mazeed girnay ka aik acha option hoga. mojooda se girna 0. 9135 ki had tak bhi jari reh sakta hai. kharabi ki soorat mein aur qeemat kam tay karne ki soorat mein, farokht ke liye bhi aik acha option hoga. rozana, yeh bhi pata chalta hai ke hum 0. 9060 tak bhi gir satke hain, jahan aik ahem support range hai mahana time frame chart zahir karta hai ke usdchf jora 0. 9044 par trade karta hai. fi al haal, qeemat chand minute pehlay bear candle market ke rujhan mein neechay ki taraf band hui kyunkay zigzag patteren ne bhi chand minute pehlay neechay ka rujhan paish kiya tha. tasweer mein Bollinger band ki numayesh ki gayi hai. Bolinger band ( 50 sma ) ki mid line oopar / neechay ki harkat ki taraf ishara karti hai. Bollinger band ke mayaari inhiraf mein tosee kam utaar charhao ko zahir karti hai. usdchf ne 0. 9667 ki aala satah aur 0. 9790 ki doosri aala satah par tijarat ki. bal tarteeb usdchf neechay ki satah ki harkat 0. 8497 par bunyadi rukawaton ko aur 0. 8340 par sanwi satah ko toar sakti hai
                • #548 Collapse

                  USD&CHF NEXT WEEKEND COMPLETELY OVERVIEWS..&& Dear Member's: Jab Next weeks USD/CHF ky Formation main ham bat karen gay sab ys Pehly ju is pair main ju movement ho chuki hai ham us ky bary main bat karen gay is pair main pehle weekend aik Selling trend chalta aa raha tha ap ko pataa bhi ho ga ky jitne bhi doller waly pair hain un main aik sell ka trend tha aur ab bhi mazeed Rahy ga mager ap ko yeh bat forex market main pata hona bohut Zrori hai ky jab bhi market main koi trend start hota hai tab MARKET aik dam say hi nahi apna trend complete karti hai balky market main zig zag movement hoti hai ager Down aay TREND hai tu market thora sa nechy any ky bad correction karti hai aur phir down jana start hoti hai aur isi tarah say jab Buying ka Trend hai market correction karti hoi Buy jati hai issi tarah say ja ham USD/CHF ko dekhen gay ky is main kis tara say trend chalen raha hai aur next week's main kis Tarah say moved ho sakti hai sab sy pehle main apo ky sath CHART share karta Hon WEEKLY ANALYSIS WITH USD&CHF PAIRS H1 HOURS TIMES FRAMES..&& Dear Friend's aap Dekh saken gy Keh USD/CHF aik Pair main aik strongly selling ka TREND chal raha hai monday ky din jab bhi market open hogi tu ham is main Foran say sell nahi karen gay kyon ky market main is time sell trend kafi apni move kar Chuka hai is lie monday ky din ham koi asi resistances dekhen gay ju hamen phir say selling ka signal day tu ap dekh sakty hain mere CHART main market main 0.9072 ky qareeb ju area ban raha hai ju main ny horizontally line say bhi lgaya hai wo area aik sell karne ky lie best area hai jis pay hamra risk level bhi bohut kam hai aur rewards levels kafi acha hai is lie is point pay market again sell ho sakti hai Yahan par ap ky sath main nay two options share kiey hain ager market is resistance area say selling nahi hoti hai aur isko break kar daiti hai tu ap phir iski short term ky lie buy kar Sakty hain aur iski next resistance tak buy main lay sakty hain ju ky 0.9317 banti ha ap Dekh bhi Sakty Hein Ess USD/CHF pair ky bary main market ka overviews bhi mil Gaya ho ga aur next week's ky analysis's ka pata bhi chal gea hon gy
                  • #549 Collapse

                    Assalam Alaikum! Peer ko session ke aaghaz par USD/CHF jode me koi tabdili nahin hui hai. Qimat ab bhi 0.89418 ki support satah par barqarar hai. Din ke pahle nasf me ya kam az kam European session ke aaghaz se pahle, mai tawaqqo karta hun keh jodi 0.89722 ki muzahmati satah ka test karegi. Yah woh jagah hai jahan quotes ko H1 channel (surkh) ki oopri boundaru chorni hai. Wahan se, qimat 0.89108 ki nichli support satah ka test karne ke liye gir sakti hai. Agar joda muzahmat ko todta hai to, yah H4 (zard) par channel ki oopri boundary ko chu sakta hai. Agar joda maujudah support aur H1 (surkh) par channel ki oopri hadd ke niche mazbuti se settle ho jati hai to, oopri cycle khatam ho sakti hai aur jodi me kami shuru ho sakt hai. USD/CHF Is dauran, tel taqriban ghair tabdil shudah karobar kar raha hai. Instrument ne ek muhtat note par session ka aaghaz kiya, aur filhal koi bikwali nahin dekhi gayi. Iske bar-aks tel ki qadre ooper ja raha hai. Qimat ne Jumah ko 8515 ki support satah se ucchal gaya aur 85.91 ki muzahmat ka test kiya jahan yah filhal karobar kar raha hai. Mai 86.71 ki muzahmat par hadaf ke sath maujudah satahon se kharidari ki positions kholne ka mansuba bana raha hun. Agar quotes ooper jata hai to, instrument buland satah par pahunch jayega aur 87.84 ke oopri muzahmat ki taraf badhega jahan H4 boundary channel (zard) waqe hai. OIL Jahan tak H4 par USD/CHF jodi ki bat hai, mai tawaqqo karta hun keh yah long positions kholne ke liye 0.89722 ki muzahmati satah tak pahunch jayega. Is satah par pahunchne ke bad, jodi ke utarte hue channel ke andar kam az kam muqami satah tak girne ka imkan hai. Ho sakta hai keh yah un ka test na kare lekin wahan jane ka bahut zyada imkan hai.Н4 par USD/CHF
                       
                    • #550 Collapse

                      USD/CHF OVERVIEW FOR TODAY DEAR friends aj ham usd/chf ky bary main apna overview dekhen gay aur ap ko yeh bhi btaon ga ky aj ky din hamry important levels kon kon say hain aj monday hai aur market opening day hai is lie market thora sa correction bhi karti hai monday ko aj ham bohut soch samjh kar trade akren gay kyon ky monday ko market main ya tu correction hoti hai ya phir slow movement hoti hai jis main aksar trader trap hoty hain is lie aj hamen saber ky sath wait kar ky kisi achy point par trade laina hoga phir hi ham is market main acha profit hasil kar sakty hain. sab sy pehle main ap ky sath usd/chf ka aj ka chart share karon ga jis main sirf aj ky hi analysis hong aur ap sirf aj ky din din hi us setup par kam kar sakty hain kal ky din analysis update ho jayen gay kyon ky market main high au low support aur resistance main changing ati rehti hai jis wajah say ap ko bhi apne analysis main changing karni parti hai. USD/CHF INTRADAY ANALYSIS Aj ky din ky hamry important level sab sy pehle ham buy ka level ager dekhe tu ap mere chart main dekh sakty hain 0.8957 pay ju resistance line aur horizental line lgai hai wo aik buy karny ky lie aj ky din ka acha level hai ager wo break hota hai tu ap is pair main buy ka order palce kar sakty hain aur jahn tak mera arrow ja raha hai ap wahn tak apna target profit main rakh sakty hain aur a[ ka stop loss isi resistance ky nechy ho ga aur ager ham sell main market ko jata hoa dekhen tu ap ko 0.8909 ky break hone ka wait karna ho ga aur jesy yeh area break ho ga tab is main sell ka order lay sakty hain jis ka target nechy wali support line ho gi jis ki price 0.8859 hai ap mere chart main dekh sakty hain aur bohut asani ky sath samjh bhi sakty hain. mujhe umeed hai ap ko mere aj ky intraday ky analysis samjh main aa gay hon gay jis say ap acha earn kar sakty hain.
                         
                      • #551 Collapse

                        Assalam Alaikum! Peer ko session ke aaghaz par USD/CHF jode me koi tabdili nahin hui hai. Qimat ab bhi 0.89418 ki support satah par barqarar hai. Din ke pahle nasf me ya kam az kam European session ke aaghaz se pahle, mai tawaqqo karta hun keh jodi 0.89722 ki muzahmati satah ka test karegi. Yah woh jagah hai jahan quotes ko H1 channel (surkh) ki oopri boundaru chorni hai. Wahan se, qimat 0.89108 ki nichli support satah ka test karne ke liye gir sakti hai. Agar joda muzahmat ko todta hai to, yah H4 (zard) par channel ki oopri boundary ko chu sakta hai. Agar joda maujudah support aur H1 (surkh) par channel ki oopri hadd ke niche mazbuti se settle ho jati hai to, oopri cycle khatam ho sakti hai aur jodi me kami shuru ho sakt hai. USD/CHF E41.png Is dauran, tel taqriban ghair tabdil shudah karobar kar raha hai. Instrument ne ek muhtat note par session ka aaghaz kiya, aur filhal koi bikwali nahin dekhi gayi. Iske bar-aks tel ki qadre ooper ja raha hai. Qimat ne Jumah ko 8515 ki support satah se ucchal gaya aur 85.91 ki muzahmat ka test kiya jahan yah filhal karobar kar raha hai. Mai 86.71 ki muzahmat par hadaf ke sath maujudah satahon se kharidari ki positions kholne ka mansuba bana raha hun. Agar quotes ooper jata hai to, instrument buland satah par pahunch jayega aur 87.84 ke oopri muzahmat ki taraf badhega jahan H4 boundary channel (zard) waqe hai. OIL E42.png Jahan tak H4 par USD/CHF jodi ki bat hai, mai tawaqqo karta hun keh yah long positions kholne ke liye 0.89722 ki muzahmati satah tak pahunch jayega. Is satah par pahunchne ke bad, jodi ke utarte hue channel ke andar kam az kam muqami satah tak girne ka imkan hai. Ho sakta hai keh yah un ka test na kare lekin wahan jane ka bahut zyada imkan hai.Н4 par USD/CHF E43.png
                        • #552 Collapse

                          USD/CHF Price overview: USD/CHF Pair price ki movements ko agar daikha jaye to is wakt price bearish trend k sath running kar rahi hai, is baat main koi shak nai hai k chart pay USD/CHF price ki downward movements ka reason USD ki weakening ki wajha say possible huwa hai. Currently, H4 time frame pay price ka down candle is baat ki mazeed confirmations karta hai k next kuch hours main price k mazeed down rehnay k chances hain. Agar aj American session main USD ki weakning continues rehty hai to chart pay USD/CHF Pair price ka mazeed confirmations k sath down trend honay k chances ban saktay hain. Neechay kuch explanations k sath maine USD/CHF currency pair ko analyzed kiya hai jisko follow kartay huway market chart pay ham entries aur exit ka knowledge aur ideas hasil kar saktay hain jisko follow kartay huway ham market say acha benefit bhi hasil kar saktay hain aur sath loss ko bhi kam kar saktay hain. H1 time frame Analysis: Dear, agar ham USD/CHF Pair price ko h1 time frame pay daikhtay hain to price 0.8921 ko target kar rahi hai, jis pay sellers k take profit levels mentions hain. Agar chart pay USD/CHF Pair price is support levels ko down main breakout karnay main successful hoty hai to hope ki ja sakty hai k price long-term ki sell positions main enter honay k chances ban saktay hain, laikin sab say important yahi haim k chart pay price k breakout k sath confirmations candle ko bhi daikhtay huway agar entries pick ki jaye to aur bhi ziada best ho sakta hai. Price ki confirmations k liye ham Stochastic indicator ki reading ko bhi daikh saktay hain, aur sath sath ham yeh bhi chart pay daikh saktay hain k price 100 SMA k neeche running kar rahi hai. Shukrya.
                             
                          • #553 Collapse

                            USDCHF: Usdchf jore ki qeemat is haftay trading ke aaghaz se hi oopar ki taraf jane ki koshish kar rahi hai, kyunkay is jore ne pichlle do hafton ke douran neechay ki simt tijarat ki, jis ki wajah se is haftay ke aaghaz mein qeematon mein kami ke channels ki tashkeel hui. .jahan tak qeemat ke ravayye ka talluq hai, qeemat aik taraf ki simt aur aik tang range mein chal rahi hai, jahan qeemat oopar ki koshish ke douran muzahmat ka saamna kar rahi hai, 0. 8971 ke hafta waar mehwar ki satah se, sath hi sath nuzool channel linon se . taham, abhi tak, yeh wazeh nahi hai ke agli qeemat ki simt, aur aaya yeh pivot level aur qeemat ke channels ke oopar mustahkam honay, aur hafta waar muzahmati satah ki taraf bherne mein kamyaab ho jaye gi . ya, qeemat kam ho jaye gi aur nuzool channels ke andar 0. 8822 ki hafta waar support level tak tijarat jari rakhay gi . usd / chf jore ka bunyadi tajzia . guzashta dinon ke douran, Amrici dollar ke liye iqtisadi adaad o shumaar jari karne se Amrici dollar ki qader mein mazeed izafah nahi sun-hwa . aam tor par, kasaad bazari ka khadsha is waqt barh gaya jab jummay ko Amrici retail sales ke adaad o shumaar ne duniya ki sab se barri maeeshat mein sarfeen ki talabb mein kami ka ishara diya. bunyadi khorda farokht tawaqqa se badter gir gayi - feb ke muqablay March mein 1. 0 % . Amrici sanati pedawar bhi is muddat ke douran tawaqqa se ziyada suker gayi, jo ke kamzor taraqqi ki aik aur intibahi alamat hai. taham, dono sooraton mein, pichlle mahinay ke nambaron mein oopar ki taraf nazar sani ki gayi thi, aur aisa maloom hota hai ke data itna bura nahi tha ke fed policy sazoon ko pareshan kar day. March mein sarfeen ke ziyada mohtaat rehne ka imkaan tha jab banking sector dabao mein tha aur dpazts ki udaan thi. lekin tamam isharay nah sirf banking system ke andar balkay sarfeen mein bhi sukoon ki wapsi ki taraf ishara karte hain . USDCHF Jori par tijarat karne ke liye: jaisa ke jore ke liye D-1 ke chart par dekhaya gaya hai, is taraf walay hissay ke liye aik safaid mustateel ki nishandahi ki gayi hai, aur jab tak qeemat is mustateel se oopar band nah ho is waqt tak kharidari mein daakhil honay ki sifarish nahi ki jati hai . is ke ilawa, is mustateel ki qeemat ko tornay aur is ke neechay tijarat karne ke baad farokht mein daakhil hona mumkin hai .
                               
                            • #554 Collapse

                              ANALYSIS USD/CHF : Hum is usd/chf ko analysis karay to jo is usd/chf ke price ha ya market ko bahot time sa downtrend ko banata hua jo is usd/chf ke price ha is ko lower ke janab la kar ja rahi ha or jo aj sa phalay agar hum previous week ko dakha to is week ma jo is usd/chf ke price ha ya strongly full week lower ke janab gai ha or market ke price ko lower ma la jata hua new lower point ko banaya ha or agar hum is week ko dakha to is week ka start ma jo first day tha yani ka jo Monday tha is ma jo usd/chf ki price the ya strong lower sa reversal ho kar higher ke traf ay ha or jo is week ka first day tha ya fully market ma bull ko show kar raha ha or is ma usd/chf ki price strongly high ma ay ha or agar hum kal Tuesday ko bhi dakha to is ma bhi ya previous day ko follow karta hua jo is usd/chf ke price ha is ko higher ke traf la kar gai ha or higher ma close hua tha or market ma small uptrend ko bananay ka try kiya ha or is time par jo is usd/chf ke price ha ya higher ke traf resistance level ka near ma or is time par ya traders ko ak strong signal da rahi ha par is ko confirm karna ka liya hum is usd/chf ko all time frame par dakha ga phir is ma trade ko enter karay ga. USD/CHF ANALYSIS AT 1 HOUR TIME FRAME : Usd/chf ko hum agar 1 hour time frame par dakha to is time par jo usd/chf ke price ha ya higher ke traf resistance level ka near ma 0.8960 par is usd/chf ke price move kar raho ha or is time par ya usd/chf trades ko ak bahot hi strong signal da raha ha q ka jo is usd/chf ke price ha ya is resistance level 0.8973 ka level ko higher sa cross karta hua market ko lower ke traf la kar ay ha or is time par is usd/chf ki price agar hum1 hour time frame par dakha to lower ke traf move kar rahi ha or traders ko is time par bahot he strong is usd/chf ke price ka lower ke janaa ka signal mil raha ha or is ma is ke price na lower ke janab kana ha jab tak is usd/chf ki price is resistance level ko cross ni kar lati ha or is ma bahot he long term market na lower ke janab jani ha or agar market higher ke traf reversal hoti ha or higher ke janab is ke price jati hoi resistance level 0.8973 ko cross kar ka 1 hour ke candle high ma close hoti ha to traders is sell ke trade ko close kar ka buy ke trade ko enter karay ga or ya bhi ak long term buy ke trade ho he q ka market resistance level ko break kar gai ho ge or ya huma bata rahi ho ge ka market ma bull ka zada strong control ha sell sa jis waja sa is ke price na higher ma jana ha. USD/CHF ANALYSIS AT 4 HOURS TIME FRAME : Agar hum is usd/chf ko 4 hours time frame par dakha to huma pata chal jata ha ka jo usd/chf ke price ha ya bahot time sa ak downtrend ko banata hua is ke price ko lower ke janab la kar ja raji ha or lower ke janab la jata hua strong downtrend ko bana rahi ha mahar ya 4 hours time frame huma bata raha ha ka is usd/chf ma small upwards ke traf reversal ho gaya ha magar ya upwards reversal fak bhi ho sakta ha or is ke price phir sa downtrend ke traf continues ho sakti ha q ka jo is time par hum is usd/chf ko dakha to jo 4 hour ke candle ha ya strongly resistance level ko break kar ka lower ma gai ha or jo is break wali 4 hour ke candel ha is bad jo conformation candle bani ha ya bhi bearish ki real body bani ha jo ka huma is usd/chf ke price ka downward ke janab jana ka bata rahi ha or traders is ma sell ke trade ko enter karay ga q ka id ma traders ko is 4 hours time frame par bhi usd/chf ke price ka lower ke traf jana ka signal mil raha ha or is ma is ke price lower ma support level tak jay ge jo ka lower ma 0.8826 par ha or is ma traders is sell ke trade agar humara opposite ma jati ha to is ma 4 hour ke candel resistance level ko higher ke janab cross kar ka close ho ge to hum apni sell ke trade ko close kar da ga or next conformation candle ka bad buy ke trade ko enter karay ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                USD/CHF OVERVIEW FOR TODAY Hello dear friends forum mates and all visitor of the world mujhe umeed hai ap sab thek hongy aj ham usd/chf pair ky bary main apne anaysis karen gay hamesha ki tarah say sb sy pehle ham thora sa is pair ky bary main wesy hi detail ky sath bat karty hain sab sy pehle aj ki news ky bary main bat ki jaye tu aj koi bhi doller ki news nahi hai jis ki waja say market main ziada tar ju bhi movement hogi wo technical hogi is lie hamen bhi apne technical ky mutabik aj ky din kam karna ho ga aur ju market mein usd/chf ka current trend chal raha ho ga usi ky mutabik hamry aj ky analysis hongy sab sy pehly main ap ky sath apna analysis kia hoa chart share karon ga us ky bad main ap ko btaon ga ky aj ky hamry important levels kon kon say hain jin par trade kar ky aik acha profit hasil kar saken gay. USD/CHF INTRADAY ANALYSIS USD/CHF aik channel mein move kar raha hai aur ab ap dekh sakty hain mere chart main ky yeh channel ko up side break karny ki try kar raha hai aur mujhe umeed hai aj ky din yeh postive rahy ga aur channel ko breakout karny ky bad yeh apni resistance 0.9027 ko lazmi test kare ga ap mere chart main dekh sakty hain iss doraan ap is main buy ki entry lay kar is main achi earning kar sakty hain mager ap ny buy tab laina hai jab cannel breakout ho ga phir ager breakout nahi hota hai tab ap ny isko leave kar daina hai. aj ky mere analysis ap ko samjh main aa gay hongy aur ap is main trade lay kar jesa main ny btaya hai wesa hi kar ky is main earning kar sakty hain jesa ky main ny ap ko btaya hai doller main aj news na hone ki wajah say ap is main technical move hota hoa dekh sakty hain tu same aj asa hony ky chanses ziada hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X