EUR/USD, 2019
Assalam Aalikum, aziz tajiron.
Intraday trading.
Aaj, iski pesh goi karna koi maaine nahin rakhta hai keh qimat kahan jayegi, kiyunkeh iske bad aham khabren aa rahi hai, yani keh ECB ki khabar.
Mukhtasar me, mai wazahat karunga keh takniki nuqtah nazar se mujhe kya ummid hai. Sab se pahle, mai 1.1160-70 ki taraf ek movement ka intezar kar raha hun. ECB ki taraf se khabren jari hone ke bad, ham mazid peshraft ka pata lagayenge.
EUR/USD par general review.
Mai aapko yaad dila dun keh EUR/USD ke takniki tajziyah ke mutabiq, ham ooper ki taraf mud rahe hain.
D1 ne pahle hi uptrend ki tasdiq kar di hai. Sirf niche ki taraf pullback karna baqi hai. Pullback ki satah 1.1060, 1.1000 aur shayad 1.0960 hai. Pullback ke bad, mai tawaqqo karta hun keh uptrend jari rahega. Oopri hadaf 1.1450 aur 1.6 hain.
Graph par, raste ko teer ke zariye indicate kiya gaya hai. Halankeh, down arrow ka matlab yah nahin hai keh ham seedhe chale jayenge. Din ke andar, bahut sare zigzag hain jin par hamein gaur karna chahiye. Pahli zigzag H1 par hone ka imkan hai, jabkeh dusra zigzag H4 par mutawaqqe hai. Khair, D1 par up arrow hai jahan ham bhi ooper jayenge lekin seedhe nahin. Ham jis tarah se niche gaye usi tarah se zigzag banana zaruri hoga. Tamam zigzag banane ke bad, rasta wazeh ho jayega. Aur ham upside par darmiyani muddat ke hadaf tak pahunchne me kamyab honge. Zigzag banane ke dauran, hamein short take order ka istemal karna chahiye. Rasta khulne par, dur daraz ke hadaf ko hasil karne ka mauqa milega.
Jumerat ke liye intraday satah.
Oopri satah 1.1127 hai.
Nichli satah 1.1105 hai.
Aaj, mujhe ummid hai keh ECB ki khabron ke darmiyan yah satahen hamein shai rah talash kene me madad karengi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим