TRADING UPDATES, EUR/JPY
EUR/JPY joray ki qeemat kuch hafton say bohot ziada utar chadhav ka shikar rahi hai. Yeh qeemat ka range jo upar ya neeche harkat karta hai, 300 pips se ziada ka high aur low banata hai. Asal mein, jab qeemat support (S1) 167.22 ke qareeb pohchi to isne lower low – lower high pattern structure ko dikhaya, kyunke iska low 167.48 pehla low 167.97 se neeche tha. Lekin, upar ki taraf jaane wali rally jo pivot point (PP) 168.65 aur resistance (R1) 168.83 ko cross kar payi, usne bullish trend ko mazid mazboot bana diya. Aik structure break bhi dekha gaya jab qeemat 170.09 ke highs ko tor gayi, magar structure ko higher high-high low mein tabdeel karne ke liye, zaroori tha ke highs 170.85 ya price resistance (R2) 171.26 ko paar karay.
Ongoing rally ko upar wali taraf Awesome Oscillator (AO) aur Stochastic indicators se ab bhi support mil raha hai. Kyunke red histogram green histogram se squeezed hua hai kafi zyad volume ke saath, iski wajah se upward trend momentum ke liye saucer signal mil raha hai. Iske ilawa, parameter level 50 paar nahi kar paaya aur phir level 50 aur 20 ke darmiyan cross hota hai. Yeh is baat ki dalalat karta hai ke rally ke barhane ke liye jagah mojood hai, kyunke parameter jo ke overbought zone 90 - 80 level mein dakhil hoga, ab tak cross nahi hua. Yeh over-buying ki nishani hai.
Position Entry Setup:
Trading options jo ab bhi bullish trend mein hain aur structure ka break ho chuka hai, to BUY position ab bhi primary choice hai. Position entry point resistance (R1) 168.83 aur do moving average lines ke qareeb liya ja sakta hai. AO indicator ka histogram saucer signal ko upward rally continue honay ka signal confirm kar chuka hai. Is doran, Stochastic indicator ko doosri parameter crossing ka intezar karna par sakta hai level 80 aur level 50 ke darmiyan confirmation ke liye. Resistance (R2) 171.26 ko take profit ka maqam aur pivot point (PP) 168.65 ko stop loss ka maqam bana sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим