Gold ka Technical Analysis
Gold ne pichlay haftay upar move continue karne ki koshish ki, lekin resistance milny ke baad niche girna start ho gaya. 2789 ko touch karne ke baad price ne correction ki aur signal area se break out kar k pehlay 2758 aur phir 2713 tak gir gaya. Iska matlab yeh hai ke pehlay ke review ki expectations puri nahi hui aur target area tak pohanchna possible nahi ho saka. Price chart filhal supertrend k red zone mein hai, jo indicate karta hai ke sellers control mein hain.
Aaj ke technical analysis mein 4-hour chart par momentum indicator midline 50 ke upar stabilize ho raha hai. Simple moving averages se bhi support mil raha hai jo uptrend ki possibility ko strengthen karta hai. Daily uptrend ke continuation ke liye 2790 points ke upar consolidation required hai, jo trend ko accelerate karay ga aur agay chal kar 2800 points tak pohanch sakta hai, jahan se rise ho k 2810 aur 2830 points tak bhi ja sakta hai. Agar 2790 ka level break nahi hota aur price 2772 ke niche consolidate karne lagti hai toh yeh corrective decline cause karegi aur initial target 2758 ho ga, jo ke pehla top hai aur yahan support change ho sakti hai.
Is waqt price weekly lows ke niche hai. Main support area ko test kiya gaya lekin price is mein enter nahi ho payi, jo preferred trend ko downside mein shift karne ka indication hai. Isay confirm karne ke liye price ko 2713 ke niche consolidate karna ho ga jo ke main resistance zone ki boundary hai. Yahan se retest aur subsequent rebound hota hai toh ye downward wave ko create kare ga jiska target area 2665 aur 2625 points ke beech ho sakta hai.
2758 resistance aur reversal level ke upar breakout current situation ka reversal signal karega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим