Re: Gold
Gold Daily technical Analysis?
1857 se Ham gold ki market per Ek support banaa Rahe Hain Jisko demand bhi Kahate Hain. Is support ki madad se Hamen Pata Chalta Hai Ki market Yahin se uth rahi hai aur Upar movement kar rahi hai aur Chhote time frame mein agar gold ki market per analysis kiya jaaye to gold ki market Kafi Achcha trend Banakar Upar ja rahi hai. Aaj Ham gold ki market per Kafi acchi tarike se analysis Karenge khareed karne ke liye 1861 gold ki market ka pahla target hai . Aur Agar Bade kharidar Aate Hain gold ki market 1870 tak le jaenge. Ab Ham time frame ki taraf Najar dalte Hain. 1886 per Ek acchi Si resistance ban rahi hai Jo seller ke liye Kafi profitable opportunity hai.
H4 time frame gold market analysis.
4 ghante wale time frame Mein horizontal line ko Dekhte Hue market 1850 se Upar movement kar rahi hai. Aur 4 ghante wale time frame mein ek strong sa hammer banaa hua hai jo yah baat bata raha hai ki gold market 1886 per Ja sakti hai. Aur Yahi iska First Target TP Rakha Jaega Agar Ham trade karen to. Chhote time frame per gold ki market ka analysis Kafi Mushkil Hai. Kyunki iski movement Kafi acche tarike se aur speed Se Hoti Hai Aur traders Mein acche tarike se enter Hote Hain. Agar trader inter hote hain to vah market ki Momentum ko dekh ke hi inter Hote Hain Aaj Ham market ka momentum strong tarike se samjhenge

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим