new trader ko kis trah trading krni chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    new trader ko trade karnay say phelay kafi cheezin daikhny chaahiay.phir trade karay tu us ko faidah ho ga.sub say important trading main support and resistance ha.and lot size kam ho best ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jee janaab meray khyaal say new traders ko bohot dheyaan say trading karni chahiye laalach nahin karna chahiye pehlay demo mein kaam kar kay practice karni chahiye knowledge honay pay hee trading karni chahiye real account mein
      • #93 Collapse

        New tarde ko kam investment se ye kam start karna chye aur lot size minimum raky kam iz am .01 raky jiss se loss bhi kam ho ga aur kafi kuch sikhny ko mily ga jiss se ap jald iss business ka rlate sikh kar achy trader ban jao gay.
        • #94 Collapse

          new traders ko hamesha choti lot lagani chhaiye aur kam profit uthana chhaiye kyun ke agar ap bari lot lagayen ge aut market ap ki trade ke opposite chali gayi to ap ko loss zeyada ho sakta hai jo ap ko forex se hate ka bais bhi ban sakta hai.
          • #95 Collapse

            Mere hisab se ek new trader ko 100$ invest karna chahie.Or volume 0.10 ki lagana chahie.
            • #96 Collapse

              aslam o alaikum dear new tradrs ko sab say pahlay demo account pay klam karna chye is k bad live account pay kam karna chye
              iss say usko faida hoga or nuksan say b bach jay ga warna wo trading nhe kar sakay ga bht mushkil hojay ge
              • #97 Collapse

                ma to bhai ap ko ye hi mashwara du ga ap ko trading k liye sub sy pehlay demo account ma paractic karni chae ha jis ma ap ko sub kuch maloom ho jae ga aur ap ka experiance aur knowledge b bar jae ga.ap k pas jitna zeyada knowledge ho ga ap utni asani sy trading kar sako gy
                 
                • #98 Collapse

                  new trader ko apni full mehnat kar saikhna chaihay and phir demo account par kafi practice karni chaihay.and jab satisfieied ho jain tu phir live par trade kar saktay hain.demo is must
                     
                  • #99 Collapse

                    new trader ko kam say kam lot use karna zarori hai.agar demo main acha trade kar k kamiyaab ho jain tu phir live main karin.ham demo main 5000 $ ka account kartay hain and live main 100 $ ka.
                     
                    • #100 Collapse

                      bro sab se pehlay learn karke experience hasil karo.
                      Unreasonable Expectations na lagao ke you''ll get rich in just some days.
                      apni khud ki strategies banao ya seniors e guidance lo.
                      stop loss and take profit use karo.
                      dont hold too many trades open at once.
                      practice on these things and you'll become a good trader soon.
                      • #101 Collapse

                        new trader ko simple trading kanri chaiye aur forex mein emin apni earning aur is business sy satisfied hon aur is mein kisi qism ka scam nai hai aur jo aap is mein earn kartay ho wo aap ko mil jata hia is liye yeh mera first aur last business hai aur mein is ko leave nai akro ga.
                        • #102 Collapse

                          Assalam O Alaikum, new trader ko apnay demo account per bhi kam deposit ke sath tarding start kerni chahiey aur hamesha ek tarding plan ban ker aur market ke sahi point ka wait kernay ke baad kam se kam volume ke sath tarde kerni chahiey.
                          • #103 Collapse

                            Dear friend ap ko starting me demo account per trading karni chahe is me ap ko bonus ki b zarorat ni is me ap ko bonus broker deta he is me ap paractice kar saktay ho or ap kam say kam volume rakhna chahe
                            • #104 Collapse

                              dear har trader jo kay old ho ya new us ko chahiya kay wo market may us wakat trading kary jab market may news na ho agar news anay ka time ho chuka hay to wo market say nikal jay quen kay jab tak market may news nahi aati to admi kama sakta hay chahay wo news ho ya old.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Jo forex mein new han un ko cahye k wo kam se kam lot size se trading karen aur apni amount ko bhi ziada na karen kiok new k pas knowledge aur experience buht kam hota hy is liye new ko loss bhi ho sakta hy agr lot size kam ho gi aur amount bhi kam ho gi tu buht bara loss nhi ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X