information chahyeen news ky baray meen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    internet pe forex ki news k liye boht ziada sites hian jaha pe log analyses karte hian aur hame boht achi knowledge k sath sath information milti rehti hai aur un ko follow karte huwe ham achi trade kar k earn karte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Kisi bhi currency ki news ko watch karny kay liay humen pehly apny time ko Pakistan time kay hisab se set karna hota hai or phir jis currency ki humen new dekhni hoti hai us currency ko filterize kar kay us kay impacts ko bhi mark karna hota hai (Medium, High) impact news kay bary me. Phir humen daily base per us currency ki news or effect ka time local time kay hisab se front per hi nazar aa jata hai or sath hi uska data bhi show ho raha hota hai.
      • #93 Collapse

        new ka mere khayal ma mostaly forex trding pe effect hota ha likn in news ka week k last 2 days pe bahut ziada effect hota ha. keep in mind.
        • #94 Collapse

          seniors help mee too plzz im new
          • #95 Collapse

            dear jab market me news ati hai to aap us ko easily watch kar sakte hai jab news aye aap market ko watch karo to aap ko nes mile jaye gi news ka bhut effect hota hai market per is liye trading karne ke liye zarori hai ke hum news ko bi liseten kare
            • #96 Collapse

              News ke liye ek achi site post kar raha hon www.investing.com yahan par app economic Calendar ke zarye se daily ki news check kar sakte hein ke kon si currency ka data kis time araha he or oski high or low ke liye indicators diye hote hein Bulls 1,2,3 agar 3 Bulls arahe hein to data tez he or agar 2 hein to medium he or agar ek Bulls araha he to data slow he
               
              • #97 Collapse

                Or news ke bare mein mazeed janne ke liye ke data ko kese pharka jaye ke koi bhi currency jis par app trade kar rahe hein wo up jaye gi ya down os ke liye apko oski Previous forecast dekhni parti he ke previous forecast kitna he or current kiya aye ga agar current forecast previous se low aya to currency down hoti he or agar previous se ziayda aya to currency up jati he
                 
                • #98 Collapse

                  my dear friend news trading jo hum news anay kay time main trading karty hai.news kay time main trading main ya to buhat sa profit mil jata hay ya phir buhat sa loss kuch hi time main ho jata hay;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;
                  • #99 Collapse

                    salam bhai News dhik kar ham trading karty hai to hamy kaby profit ho tay hai to kaby loss
                    • #100 Collapse

                      ap ny boht acha swal kia hy, yeh forum aik dosry ko seekhany k liy hy ess liy ap khul kr questions kr skty hein aur news ki baat yeh hy k hr news ka impact hota hy jisa k ap ny forex factory news per colour daikhy hoon gy red colour ka high impact hota hy aur agr news ka data red ho to market rate down jaien gy aur agr green ya black ho ga to market up jay gi.
                      • #101 Collapse

                        me bhi new memebr hoon aur mujhe bhi shuru me bht mushkil ho rahi hai trading me . mujhe idea nae hai kis tarha tradin karni hai kis tarha me apna profit fain kar sakta hu aur loss kam se kam ho but trainding ka basic principle ye hai ke aap market se touch rahay js se aap ko kaafi knowledge milay gi
                        • #102 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: malambaig پيغام ديکھيے
                          sir mujhy news trading ky baray meen bilkul elim naheen hy, sir news hasal kurnay ka kya tareeqa hy yeni kahan sy hasal ki jeen, oor news ky impact ko kaisay sumjha jaey? meen ny aik web site ************.com sy news ko samjhnay ki buhat koshash ki laikun oun ko samjh naheen paya, seniors sy request hy ky es ky baray meen details sy bateen. taky hum jaisy new traders kop faida mil saky.
                          Or news ke bare mein mazeed janne ke liye ke data ko kese pharka jaye ke koi bhi currency jis par app trade kar rahe hein wo up jaye gi ya down os ke liye apko oski Previous forecast dekhni parti he ke previous forecast kitna he or current kiya aye ga agar current forecast previous se low aya to currency down ...
                          • #103 Collapse

                            boht sa logg new par trad karta ha sab ka liy newz ma har koi kar kar ka pisa kam sakra ha newz ma markit boh taze sa mova karte ha sab ka liha forex ak online business ha sab ka liy ha forex ak achabusiness ha sab ka liy ha forex ak acha business ha
                            • #104 Collapse

                              "I think the new trading platform, and want to be a successful businessman, and I want to be, that we may all forer to earn more, you can get the Forex and need more information on SAP businss Forex trading business can get the most provt came a good Forex trading trader.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Agar aap ko forex say related news chaiye ya information to google pay search kr k aapko sari news or information mil skte hai about forex trading. So is mai preshan honay ke zarurt ni hai. Aap k lie jo imp news hai voh sbke sb internet pr available hote hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X