information chahyeen news ky baray meen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    information chahyeen news ky baray meen?
    sir mujhy news trading ky baray meen bilkul elim naheen hy, sir news hasal kurnay ka kya tareeqa hy yeni kahan sy hasal ki jeen, oor news ky impact ko kaisay sumjha jaey? meen ny aik web site ************.com sy news ko samjhnay ki buhat koshash ki laikun oun ko samjh naheen paya, seniors sy request hy ky es ky baray meen details sy bateen. taky hum jaisy new traders kop faida mil saky.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kisi bhi currency ka aik economical calendar hota hai or ye currency apny calendar kay hisab se us time pe movement tez kar deti hai. Jab calendar kay hisab se news hoti hai tu uska exact time pe data release hota hai jiski actual forecast exact time pe hi release hoti hai. News ki base pe trading kafi risky hoti hai is liay pehly aap isko samjhen properly magar try Karen kay aap technical analysis ki base par trading Karen.
    • #3 Collapse

      there are three type of news which have the effect on market and these ahev low,medium and high impact on the market news timing you can get from this site
      http://www.************.com/
       
      • #4 Collapse

        there are three type of news which have the effect on market and these ahev low,medium and high impact on the market news timing you can get from this site
        http://www.************.com/
         
        • #5 Collapse

          han news ka impact parta hai forex trading ki market main aur humien news ko zaror made nazer rakhna chiya jab hum trading karte hain aur news bht sari web site se mil jati hain jab ap google per search karte hain wahan se ap ko bht sari website mil jati hain jahan se ap ko news mil jati hai tu ap ko chiya 1 se zayda website ki news dekhan kare
          • #6 Collapse

            wesay news k baray me to mjhay k koi khas information nahi hai lekin jiss wakt news ka time ho aap do trade laga den ek buy ki aur ek sell ki trend jidhar jae loss wali trade ko close kar do.
            • #7 Collapse

              Mere bhai main abhi tak trading main naya hoon iss liye thori bhut information hai k news teen qisam ki hoti hain jo market per assar andaz hoti hain aur iss k baary main detail yahan forum kay seniors aur expert he samjha sakty hain.
              • #8 Collapse

                better to ask that person jo senior ha usko ziada exp ha woh sae guide kara ga aur apka sawal ka solution bi dehga
                • #9 Collapse

                  Dear Forex ki information k lie Forex Factory bht achi web hy, aap is ko daily check karen to aap ko market k ziada acha knowledge ho ga, ye bht achi web hy, jb ksi pair k data release hota hy to pair k aagy green color main data ahe ga is ka mtlb hy k market up hy or ager red ahe to samajna k market down hoi hy. aap 1 week tak is ko deken to aap easily web ko check kr lain gy.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                    wesay news k baray me to mjhay k koi khas information nahi hai lekin jiss wakt news ka time ho aap do trade laga den ek buy ki aur ek sell ki trend jidhar jae loss wali trade ko close kar do.
                    meray Bhai ye tou sedhi Sedhi gambling hui K sochay Samjhay binaa he ap nay 2 trades laga Di,is main koi Shak nahin K news k 3 impact hotay hain or Agar aap mukhtalif webisites par Dekhain tou app ko news K Sath ek red colour ka box nazar aye Ga is Ka matlab hai k ye high impact news hai isi tarah low or medium impact nes Bhi ati Rehti hain..news ko proper study karnay k liye Sab Sy pehlay Ap Ko Economical Calander ko Samajhnaa parta hai... Waisay merai nazar Main technical analysis or fundamental analysis ko mila Kar Trading ki jaye tou zyada behtar Result miltaa hai,news k liye Aap instaforex ki Web Site visit kar saktay hain orr Sath Sath Forum par bhi Aap forex Related news/events Daikh Saktay hain
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #11 Collapse

                      ma to is ma fored sab is kam ma boht p[isa kamt ha ap ko is ma ap is ma boht p[isa kamn cahyat ho tro ap ko is ma demo accout ma he kamkarn ho ga sab ka liy ha forex ak online jop ha sab ka liy ha forex ak acha business ha
                      • #12 Collapse

                        news ka forex market pay kaafi impact hoota hai.agar aap news ka impact daikhna chahty hain to aap insta ki site say he economic calender daikh lain.economic calender aap ko kaafi sites pay mil jaata hai or iss main sari upcoming news aap daikh sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: N79 پيغام ديکھيے
                          news ka forex market pay kaafi impact hoota hai.agar aap news ka impact daikhna chahty hain to aap insta ki site say he economic calender daikh lain.economic calender aap ko kaafi sites pay mil jaata hai or iss main sari upcoming news aap daikh sakty hain.
                          sir news tu hameen mukhtalif websites sy mil jati heen laikun mera sawal ye hy ky en ko kaisay sajha jaey, ky en ka market pur kya impact ho sakta hy, sir es baray meen koi roshni dalye ,shukrya.
                           
                          • #14 Collapse

                            g han news kafi imoprtant hain trading main jis ka buhat ziada impact pardta hai market main jub kabhi bhi kisi country ka economy data ata hai jo high impact hota hai tu ous waqt market main buhat ziada movement ho jati hai suppose that agr usd ki news high impact ati hai or ous main usd strong hota hai tu jis pair k first main usd ho ga wo up jaye ga or jis k last main usd ata hai wo down aye ga same 2sri currencies ki news or bhi hota hai
                             
                            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ap babypips site se seekh sakty ho or sab wahan samjh sakty ho k forex hai kiya or kese hoge to ap ko chahye ap babypips se sekhein wahan se samjh na aye to kafi urdu forex mojod hain jin se ap asani se material le sakty ho samjh sakty ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X