Forex 26
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex 26
    Yr forex mai hum gold pairs ko hi itna kiu prefer krty hain hamesha iss pair mai esi kiya baat hai jo dosro mai nai hai iss ko sub sy zada kiu psnd kiya jata hai aur kiya iss sy profit ki ratio zada jati hai ya nai koi plz mujhe proper guid kr skta hai kiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kun k gold per trading kerna aur uss ki market ko analyse kerna boht easy hota hai aur iss ki movement per profit b boht hota hai iss leya mera to yah he khyal hai k hume gold main trading kerni chahiya lakin experience k sath kun k yah akk risky chez hai :)
    • #3 Collapse

      Bhai mujhay tu gold trading itni behtar nahi lagti kio ke ye bohot volatile hota he or gold per spread bhi ziada he crancy trading best trading he.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
        Yr forex mai hum gold pairs ko hi itna kiu prefer krty hain hamesha iss pair mai esi kiya baat hai jo dosro mai nai hai iss ko sub sy zada kiu psnd kiya jata hai aur kiya iss sy profit ki ratio zada jati hai ya nai koi plz mujhe proper guid kr skta hai kiya
        Dear me b forex me newbie ho lakin log forex me is lia gold per trading karte he k is pay trade karna boht easy he or is ka rate bi high he is liye log is ko ziada like karte he lakin is per trading karnay k lia experience ka hona b lazmi he keu k ye boht risky kam he.
        • #5 Collapse

          forex k zariay gold ki trading popular hy .halanke is k ilawa bhi forex k zariay or metals bhi busniess ka hissa hain.lakin gold is gold. is main loss k chances kam hoty hain.
          • #6 Collapse

            dear me nai karta gold par tranding laken EUR USD par karta hoon or sab se best tranding oil par hai ji ka spread bi 0 hota hai
            • #7 Collapse

              Hum ney aisa currency pair choose krna hota hy keh jis sey hamain profit ho sakay. Kuch currencies pairs aisey hain keh jin main ziada up aur down nahi hota aur woh buhat ziada slow hotey hain. Is leye hum ney aisey pairs select karney keh jin main ziada trading ki jati hy. Gold main log ziada trading kartey hain aur is sey profit earn krney ki koshish krtey hain.
              • #8 Collapse

                Main ny to jab bhe trading gold main ki mujhey ya to loss hia ya pher mera account wash ho geaya so main to oil ya currency piars ko prefer karrta hoon koin k sfe trading hoti hy
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqsa Seerat پيغام ديکھيے
                  kun k gold per trading kerna aur uss ki market ko analyse kerna boht easy hota hai aur iss ki movement per profit b boht hota hai iss leya mera to yah he khyal hai k hume gold main trading kerni chahiya lakin experience k sath kun k yah akk risky chez hai :)
                  Aese bat nhi hai aunty g gold pr traidng itni bhi essy nhi hai iss oa sab sa zeda risk or loss hota hai iss par tu aaap log agr sabs a choti size ki lot rkho tab bhi kafi loss hota hai
                  or dosri baat jo hai wo ye ka iss ma.risk kafi hai agr rpoft ho tu kafi zeda ho sakta hai iss loye iss ko pasand kuya jats hai
                  • #10 Collapse

                    G forex trading mein log gold par trading karna is liye pasand karty han kiok gold ki movement buht fast hoti hy aur forex trading mein gold par profit bhi Sab se ziada hota hy is liye log gold par ziada trading karty han aur fast movement ki waja se profit bhi jaldi hota hy is liye ziada log gold par trading karty han
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein log gold par is liye ziada trading karna pasand karty han kiok gold ki market buht fast hoti hy aur gold par buht ziada log trading karty han is liye us ki market buht fast move karti hy aur gold par AGR profit ziada hota hy tu loss bhi ziada hi hota hy is liye new trader ko gold par trading Karna hi nhi cahaiye
                      • #12 Collapse

                        yes dear qn nhn dear sub sa zyada pasandeda pairs gold and oil e hn dear gold es wja sa psnd kya jata ha ka ek to es mn profit and loss both e miqdar mn kafi zyada hota han dear and the 2 thing is that ka es mn stability kafi zyada ha and market ka rujhan ek trf ko rehta ha almost. oil ka level aisa ha ka us ko use krta hova ap daikhan ga ka us mn liquidity kafi zyada ha and profit and loss both e kafi zyada hn dear
                        • #13 Collapse

                          G forex forex trading mein sab se ziada log gold par is liye trading karty han k gold ki movement buht fast hoti hy aur gold par trading kar k acha profit earn kia ja sakta hy is liye log forex trading mein gold par trading karty han likn gold par trading risky bhi buht ziada hy is par profit ziada hy tu los bhi ziada hy
                          • #14 Collapse

                            gold pe acha profit hota hai aor ye fast move karta hai is lye is main jald hi profit ho jaata hai is liye log is pe trade karna pasand karte hain lekin gold main jitni jaldi profit hota hai loss ka chance bhi utna hi ziada hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear Forex main gold ko log is lie ziada psend kertay hain k is main market ki movement tez hoti hay aur hum jeld ziada profit earn ker sektay hain but main to gold ko prefer ni kerta kuin k is main jitanay ziada moqay profit k hain utne he ziada moqe loss k b hain aur is main broker ka spread b ziada hay aur ye currency se ziada risky trading hay is lie new members ko gold main trading ni kerni chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X