Yr forex mai hum gold pairs ko hi itna kiu prefer krty hain hamesha iss pair mai esi kiya baat hai jo dosro mai nai hai iss ko sub sy zada kiu psnd kiya jata hai aur kiya iss sy profit ki ratio zada jati hai ya nai koi plz mujhe proper guid kr skta hai kiya
`
X
new posts
-
#1 Collapse
-
InstaForex -
#2 Collapse
kun k gold per trading kerna aur uss ki market ko analyse kerna boht easy hota hai aur iss ki movement per profit b boht hota hai iss leya mera to yah he khyal hai k hume gold main trading kerni chahiya lakin experience k sath kun k yah akk risky chez hai :)
- Mentions 0
-
سا0 like
-
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Bhai mujhay tu gold trading itni behtar nahi lagti kio ke ye bohot volatile hota he or gold per spread bhi ziada he crancy trading best trading he. -
#4 Collapse
اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيےYr forex mai hum gold pairs ko hi itna kiu prefer krty hain hamesha iss pair mai esi kiya baat hai jo dosro mai nai hai iss ko sub sy zada kiu psnd kiya jata hai aur kiya iss sy profit ki ratio zada jati hai ya nai koi plz mujhe proper guid kr skta hai kiya
- Mentions 0
-
سا0 like
-
#5 Collapse
forex k zariay gold ki trading popular hy .halanke is k ilawa bhi forex k zariay or metals bhi busniess ka hissa hain.lakin gold is gold. is main loss k chances kam hoty hain.
- Mentions 0
-
سا0 like
-
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
dear me nai karta gold par tranding laken EUR USD par karta hoon or sab se best tranding oil par hai ji ka spread bi 0 hota hai -
#7 Collapse
Hum ney aisa currency pair choose krna hota hy keh jis sey hamain profit ho sakay. Kuch currencies pairs aisey hain keh jin main ziada up aur down nahi hota aur woh buhat ziada slow hotey hain. Is leye hum ney aisey pairs select karney keh jin main ziada trading ki jati hy. Gold main log ziada trading kartey hain aur is sey profit earn krney ki koshish krtey hain. -
#8 Collapse
-
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqsa Seerat پيغام ديکھيےkun k gold per trading kerna aur uss ki market ko analyse kerna boht easy hota hai aur iss ki movement per profit b boht hota hai iss leya mera to yah he khyal hai k hume gold main trading kerni chahiya lakin experience k sath kun k yah akk risky chez hai :)
or dosri baat jo hai wo ye ka iss ma.risk kafi hai agr rpoft ho tu kafi zeda ho sakta hai iss loye iss ko pasand kuya jats hai -
#10 Collapse
G forex trading mein log gold par trading karna is liye pasand karty han kiok gold ki movement buht fast hoti hy aur forex trading mein gold par profit bhi Sab se ziada hota hy is liye log gold par ziada trading karty han aur fast movement ki waja se profit bhi jaldi hota hy is liye ziada log gold par trading karty han -
#11 Collapse
Forex trading mein log gold par is liye ziada trading karna pasand karty han kiok gold ki market buht fast hoti hy aur gold par buht ziada log trading karty han is liye us ki market buht fast move karti hy aur gold par AGR profit ziada hota hy tu loss bhi ziada hi hota hy is liye new trader ko gold par trading Karna hi nhi cahaiye -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
yes dear qn nhn dear sub sa zyada pasandeda pairs gold and oil e hn dear gold es wja sa psnd kya jata ha ka ek to es mn profit and loss both e miqdar mn kafi zyada hota han dear and the 2 thing is that ka es mn stability kafi zyada ha and market ka rujhan ek trf ko rehta ha almost. oil ka level aisa ha ka us ko use krta hova ap daikhan ga ka us mn liquidity kafi zyada ha and profit and loss both e kafi zyada hn dear -
#13 Collapse
G forex forex trading mein sab se ziada log gold par is liye trading karty han k gold ki movement buht fast hoti hy aur gold par trading kar k acha profit earn kia ja sakta hy is liye log forex trading mein gold par trading karty han likn gold par trading risky bhi buht ziada hy is par profit ziada hy tu los bhi ziada hy -
#14 Collapse
-
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
dear Forex main gold ko log is lie ziada psend kertay hain k is main market ki movement tez hoti hay aur hum jeld ziada profit earn ker sektay hain but main to gold ko prefer ni kerta kuin k is main jitanay ziada moqay profit k hain utne he ziada moqe loss k b hain aur is main broker ka spread b ziada hay aur ye currency se ziada risky trading hay is lie new members ko gold main trading ni kerni chahie.
- Mentions 0
-
سا0 like
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 03:11 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим