Forex mai emotions ka role

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G bhaai g agar ham jazbat me akr soche samjhe bgair trade open karle gey to hame bohat nuqsaan hoga bhai isiliye hame trade soch k karnic hahye bhaai gggg
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex trading mein emotional ka buht ziada role hy kiok forex trading mein trading karty hwy hum ko apni emotions ko rokhna ho ga agr hum emotional ho kar trading karen gay tu ho sakta hy k galt trade open ho jaye aur buht ziada loss ho jaye is liye emotional ho kar trading nhi karni cahaiye
      • #48 Collapse

        Forex trading mein hum ko kaam karty hwy emotional ho kar kaam nhi karna cahaiye kiok agr hum forex trading mein emotional ho kar trading karen gay tu emotions ki waja se humri open ki hwi trade loss mein ja sakti hy aur hum ko buht ziada loss nhi ho sakta hy
        • #49 Collapse

          gee maray khyal main forex main jazbaaty loogoon ka kamyab hona ager namumkin nai tu mushkal zaroor ha iss lia mera aap ko mashwera ha k aap aapnay jazbaat ko control main rakho ga tu tub hi kamyab ho sako ga ......
          • #50 Collapse

            han jee bikul humy forex par kam karny k liye apny emotions ko control karna ho ga q k forex ek bohat risky bussiness hai or is mein emotions ka koi rule nai hai jo emotional ho kar trading karty hain wo ap nuqsan hi karty hain
            • #51 Collapse

              trading me emotion bahot zeyda hi role play karta hay achi trading hamry emotion control par depend karta hay agar ham ne emotions ko control kar leya to profit b ham earn kar sakty hey
              • #52 Collapse

                Aslam o alikum janb mere khayal me bahi ne theek kaha ke ham jab be forex me emotion se trading karin ga tu iss me mostly loss hi ho ga aur some time profit ho sakta hai iss liye emotion se bachna must hia
                • #53 Collapse

                  dear forex mai ap k emotions ka koi faida nhn hy ap ko apnii learning karnii hotii hy es liye daikh k aur smjh k ap acha kam kar skte ho aur apnii life ko enjoy karna ta ka p ko acha faida ho aur ap enjoy karo...
                  • #54 Collapse

                    Forex trading me ap ko emotion or greed dono ko control krna pare ga phr ap kamyab ho gay jab ap trading ka agaz krte ha to ap ko chahey kay pori planning se kam shoro karen or markete kay hisab se trading karen
                    • #55 Collapse

                      asalam o alikum dosto Kia hal hai sab ka forex main Jo banda emotion or cntrol nahi kar sakta wo kamyab nahi
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                        Yr ager koi bnda jazbati ho aur jazbat mai a kr emotional ho kr treads kry toh kiya yeh safe hota hai k nai kiu k maine eik jagha per perha tha k jazbati log yeh wala kam nai kr skty hain toh kiya yeh such hai k nai aur kiya esse logo k liye koi solution hai ya nai
                        jee mere bhai aap ne bilkul sahi parha hai is forex k business mein jazbat ho kar kaam nahi kiya ja sakta kiun k is mein feelings ya emotional ho jany ki surat mein hamein kafi ziyada nuqsan uthana par sakta hai aur is ka yahi solution hai k aap jazbati ho k trade na krein aur apni behtreen strategy banayen
                        • #57 Collapse

                          Forex business mein emotional ho kar trading karna loss karna hy aur forex mein sab se ziada loss emotional trading se hi hota hy hum ko cahaiye k hum emotional ho kar trading na karen agr forex trading mein profit earn karna hy agr emotional ho kar trading karen tu galt trade open ho gi js se loss ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #58 Collapse

                            Re: Forex mai emotions ka role

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: shoaib iqbal پيغام ديکھيے
                            asalam o alikum dosto Kia hal hai sab ka forex main Jo banda emotion or cntrol nahi kar sakta wo kamyab nahi
                            Dear jab ap ka experience kam hoga or ap apni trade main woh kam karian gy jis sy loss hoga tu woh phir ap ko emotionally disturb karty hain or ap aisi trade kuch loss kay peechy open karain gy jis sy ap ko bara nuqsan ho sakta hai.esleye aisy nuqsan sy bachain or ap apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay ap apni trades ko achi tarha sy open karain matlub technical or fundamental analysis kar kay ap apni trade ko open karain gy tu ap ko faida ho sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X