Forex mai emotions ka role

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai emotions ka role
    Yr ager koi bnda jazbati ho aur jazbat mai a kr emotional ho kr treads kry toh kiya yeh safe hota hai k nai kiu k maine eik jagha per perha tha k jazbati log yeh wala kam nai kr skty hain toh kiya yeh such hai k nai aur kiya esse logo k liye koi solution hai ya nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend ap nay bilkul sahe kaha koi b insan emotional ho kar forex say earning ni kar sakta forex say earning karnay k lia mind ki zarorat hoti he hame forex me ziada earning k lia apnay knowledge or experience ko use karna chahe agr koi emotional ho kar kam kare ga to wo apna he loss kar le ga ese logo ka aek he solution he k un ko apnay emotions per control karna chahe tb he wo forex me kam kar sakte he
    • #3 Collapse

      Maire bahi forex main emotional ko control karna ho ga otherwise ap forex main loss main rehain gay yehan par mind sey kaam karna ho ga aur market ko dehke kar trade open karni hay takey profit main jai.
      • #4 Collapse

        forex main app k emotion ka boha asar ho sakta hai app ki inter ki howi trade main app over confidance n hon or simple trade mai work karia low prfit karain
        • #5 Collapse

          G han ye bilkul such hey k emotional log ye wala kam nhi kar saktay. Emotions ki forex trading main koi jaga nhi hey. Soch samjh kar trade karni chahy.
          • #6 Collapse

            emotions are good for people but not for trade. agr log emotions m decision leny lgy to loss face krain gy hmain trade m apny dill ke ni bul k mind ke sun'ne chaheye is k liye hmain emotion ni bul k experience ke zaruart hte hy
            • #7 Collapse

              sawal to acha ha but forex mai emotional nahi hona chahy,aram se our dehan se kam karna chahy ta k ap acha our ziada se ziada kam kr sken.emotional ho kr koi b kam nahi krna chahy life mai .coz emotion mai kya hva kam boht ghalt b ho skta ha our ap ko nuksan b uthana par skta ha .chahy wo forex mai ho ya normal life mai koi b kam ya koi b faisla
              • #8 Collapse

                Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k forex mai emotions ka role to mai is baray main youn kahoonga k forex mai emotions ka koiu kaam nhi hai hamay bs apnay dimagh sai strategies bna kr use krni chaahiye.
                 
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmed123 پيغام ديکھيے
                  Yr ager koi bnda jazbati ho aur jazbat mai a kr emotional ho kr treads kry toh kiya yeh safe hota hai k nai kiu k maine eik jagha per perha tha k jazbati log yeh wala kam nai kr skty hain toh kiya yeh such hai k nai aur kiya esse logo k liye koi solution hai ya nai
                  According to me Dears trading emotions sy nhi balky mind sy relx ho kr soch smjh kr krni chahiya q emotions insan k loss ka sabab ban skta hai or jo trader apny emotion pr kabo kr ly wohi ak acha trader ban skta hai
                  • #10 Collapse

                    Forex main emotional ho k trading nai ke ja sakti. Is sy loss k chances bohat barh jatay hain. Soch samaj kar hikmat e amli sy trading karni cahiay
                    • #11 Collapse

                      dear bat ye ha k emotions ka koi elaj ni ha kuch logon ki nature hi aisi hoti ha k wo apne ap pe control ni rakh paty ho jaldi jazbati ho jaty hain ma samjhta hon k unhain is business se dor rehna chaheye q k ye business cool minded logon k liye ha
                      • #12 Collapse

                        saalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin yaah app kaay liye acha hia app ko forex mein emotions per qaboo rakhna chahyia nahi tu appko kuch nahi hasil ho ga
                         
                        • #13 Collapse

                          My dear friends forex trading business main emotions ka bohat amal dakhal hota ha. forex trading market main forex traders ko emotional trading se bohat dor rehna chahiye. kiyun ke forex main emotional trader siwae loss ke kabhi bhi profit earn nai kar sakte.
                          • #14 Collapse

                            saalaam bhai jee app forex mein kaam akrna chahtay hain tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaamkarin yaah app kaay liye acha hai app ko aonay emotions ko qaboo mein rakhna ho ga
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g haan g bilkul iss business myn emotions ka bohat role hai bohat sey log iss business myn emotional ho jatey oor phir trading bhe chor deity jab k aisa nahe honna chahye banda yehe hmesha apny emotions ko control myn rakhey ..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X