News k impact kis kisam k hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    daer forex ki trde mae news ka asar bahot hota ha kisi bi news ka asar trde mae positive bhi ho skta ha or nigtve bhi ho skta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      its important to have close look on news this is market and yes news always have huge impact on everything in normal life so why not on market yes it will hurt you badly yes it will make you huge also so need to have a close eye on the news always
       
      • #123 Collapse

        forex trading main jo trader new hotay hain wo trading main achi earning kay lye trading ko market ka knowledge hona zrori hota hai forex trading main jo trader market main knowledge rakhtay hain forex trading main achi earning kar skatay hain forex news say bhe hamen boht help milti hai aur ham achay trader ban skatay hain
        • #124 Collapse

          forex ma kam karne ka lia news boot zeda important hoti hain agar news ka bare ma humain pata chal jai too hum zeda sa zeda earn kar sakte hian news zeda tar market ko move karti hain.
          • #125 Collapse

            bhai jan ap ne bohat achi information share ki hain thx
            ap ki is post sey bohat sey new members ko bohat faiyada ho ga or un ko nwes ki impacts k knowledge ho ga or wo acha tareeqa sey trade kari ga or earn kar sakhte hain
            • #126 Collapse

              bhai jan Yehi same mery sath bohat bar ho chuka hay . mery stop loss ko market touch kar kay profit wali side pay chali jati hay or mujhy loss ho jata hay. ap nay jo ab bat batai hay wo mery liye bohat importance rakhti hay isliye main ab stop loss or take profit zaror lagaon gi ta kay mujhy loss na ho.
              • #127 Collapse

                Yehi same mery sath bohat bar ho chuka hay . mery stop loss ko market touch kar kay profits wali side salary chali jati hay or maybe mujhy loss ho jata hay. ap nay jo ab bat batai hay wo mery liye bohat importance rakhti hay isliye main ab stop loss or take revenue zaror lagaon gi ta kay mujhy loss na ho
                • #128 Collapse

                  News has a huge impact on the movement of price. there are different kind of news, there is high impact news, medium impact news and then little impact news. most news has to do with the performance of the economic which direct affect the currency of that country
                  • #129 Collapse

                    may samjta hun kay aghar news achi hai tu bhai g new buy ki hogey aghar news bori hai tu bhai g news sale ki ho gey bhai g is tarhan news kay impact hoty hai
                    • #130 Collapse

                      forex sara khel hi news ka hai isliya bohut se traders news k day par trsding nahi karthey jaisay k tappering ka night out hogaya yeh phir UNITED STATES OF AMERICA ka jobs k news ka night out hogaya news ki wajah se trends up lower hotey hain agar news weak aye toh trend sell mein chala jata hai aur agar news positive aur strong ayii toh trnd buy mein chala jat hai.
                      • #131 Collapse

                        sibling foreign exchange sara khel hello information ka hai isliya bohut ze investors information nited kingdom period par trsding nahi karthey jaisay nited kingdom tappering ka period hogaya yeh phir united states ka work nited kingdom information ka period hogaya information ki wajah ze developments upward lower hotey hain agar information fragile aye toh pattern market mein chala jata hai aur agar information good aur powerful ayii toh trnd purchase mein chala jat hai.
                        • #132 Collapse

                          brother foreign currency sara khel hi info ka hai isliya bohut se traders info e time period par trsding nahi karthey jaisay e tappering ka time period hogaya yeh phir usa ka function e info ka time period hogaya info ki wajah se advancements upwards reduce hotey hain agar info delicate aye toh design marketplace mein chala jata hai aur agar info great aur effective ayii toh trnd buy mein chala jat hai.
                          • #133 Collapse

                            i heard that news impact on our trades is not so good and during this news session we should stop the trading and after this session we can start the our trade.
                            • #134 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Dosto may ap logo ko yeh batana chahta ho keh jab koi news issue hoti hay to us k kitni kisam k impact ho saktay hain, jaisa k misal k tor par kal 07th February ko (Non Farm Payroll) NFP ki news issue hui thi, jo k high impact ki thi, yani us ka asar bohat ziada hota hay market par. Pahlay may ap ko thori details bata do keh impact kitni kisam k hotay hain, impact teen kisam k hotay hain, aik High, dosra medium aur teesra low. Yeh to impact ho gaye, ab market par asar kitni kisam k partay hain, yeh ap ko batana chahta ho.

                              Jab news issue hoti hay to market par high impact ki news par hota kia hay? yeh depend karta hay news par, khas tor par NFP news ka, is may teen kisam k impact ho saktay hain,

                              Sudden spike: Is may market apni mojuda position say aik second say bhe kam time may 50 say 100 pips ka fasla tay kar layti hay, aur agar darmyan may koi pending order ho to us ko bhe ghaseet kar agay lay jati hay, aur agar ap nay stop loss lagaya hua ho to bhi us ka koi khas faida nahi hota, kyo keh market end par jaha par aik lamhay k lye rukti hay whi par stop loss hit hota hay. Aur agar stop loss na ho to account blow up aur balance negative, jis ki waja say ap ki investment say ziada ka loss ho jata hay.

                              Bubble Impact: Yeh impact aisa hota hay keh market aik big move layti hay aur thori dair ki movement, jo k 15 minutes say 20 minutes tak k ho sakta hay, us k baad market normal ho jati hay aur phir reverse honay lagti hay. Aur taqreeban aik say 2 ghantay k baad apni purani position par ajati hay aur apnay trend ko continue karti hay.

                              Bounce back: Yeh impact aisa hota hay keh market pahlay fall karti hay ya phir rise karti hay, aur within five minutes market against chali jati hay, yeh jo bounce wala impact hay yeh sab say khatarnak hay, kyo keh is may aksar logo k stop loss hit hotay hain, aur us k baad market wapisi ki taraf chal parti hay.

                              Yeh jo may nay impacts k name diyay hain, yeh koi official name nahi hain, yeh meray apnay banaye huay name hain, ta keh ap log samah jaye.

                              Is k elawa medium impact may ziada tar bubble impact hota hay, aur low impact may market mushkil say 10 pips fluctuate karti hay, lakin yaad rahay, jo spike aur bounce back impact hota hay yeh baaz dafa trend change kar dayta hay.

                              Dosto, yeh analysis Fundamental analysis may shumar hoti hay, to jo log fundamental anlaysis may interested hain un k bohat kaam aye gi.
                              dear jab news hoti hai tu is ka matlab yah hota hai 2 countries k darmiyan koi na koi muaida hota hai jis say un ki currncy per bahut asar parta hai jis say market main bahut movement ati hai aur aap sab trader os say fiada uthatay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                news ka barye main ap na bohat achi trah sa batyea hain news ko follow karna chayea news ko follow karne sa hum bohat acha profat gain ker sakte hain news sa market per bohat asar parta hain news trade karne ka laye bohat best opion hain acha profat lane ka laye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X