News k impact kis kisam k hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    i like your post news ka forex main follow karna bohat important hain news ka acha asar parta hain market pay news ko follow kar ka hum bohat acha profat la sakte hain main news ko zaroor study karta ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      news ki help bhi leeni chahiey ik trader ko.jab bhi koi big news hooti hai to be able to ye to test hoota hai kay big move hoony wali hai.is liey night out main hum buy stop ya sell stop kay pending orders UTILIZE kar sakty hain.is tarah tp hit hoony kay prospects boohat hooty hain.
      • #93 Collapse

        same mery sath bohat bar ho chuka hay . mery stop loss ko market touch kar kay profit wali side pay chali jati hay or mujhy loss ho jata hay. ap nay jo ab bat batai hay wo mery liye bohat importance rakhti hay isliye main agar news weak aye toh trend sell mein chala jata hai aur agar news positive aur strong ayii toh trnd buy mein chala jat hai.
        • #94 Collapse

          like your post news ka forex main follow karna bohat important hain news ka acha asar parta hain market pay news ko follow kar ka hum bohat acha profat la sakte hain main news ko zaroor study karta ho saiudch asudhkac
          • #95 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
            Dosto may ap logo ko yeh batana chahta ho keh jab koi news issue hoti hay to us k kitni kisam k impact ho saktay hain, jaisa k misal k tor par kal 07th February ko (Non Farm Payroll) NFP ki news issue hui thi, jo k high impact ki thi, yani us ka asar bohat ziada hota hay market par. Pahlay may ap ko thori details bata do keh impact kitni kisam k hotay hain, impact teen kisam k hotay hain, aik High, dosra medium aur teesra low. Yeh to impact ho gaye, ab market par asar kitni kisam k partay hain, yeh ap ko batana chahta ho.

            Jab news issue hoti hay to market par high impact ki news par hota kia hay? yeh depend karta hay news par, khas tor par NFP news ka, is may teen kisam k impact ho saktay hain,

            Sudden spike: Is may market apni mojuda position say aik second say bhe kam time may 50 say 100 pips ka fasla tay kar layti hay, aur agar darmyan may koi pending order ho to us ko bhe ghaseet kar agay lay jati hay, aur agar ap nay stop loss lagaya hua ho to bhi us ka koi khas faida nahi hota, kyo keh market end par jaha par aik lamhay k lye rukti hay whi par stop loss hit hota hay. Aur agar stop loss na ho to account blow up aur balance negative, jis ki waja say ap ki investment say ziada ka loss ho jata hay.

            Bubble Impact: Yeh impact aisa hota hay keh market aik big move layti hay aur thori dair ki movement, jo k 15 minutes say 20 minutes tak k ho sakta hay, us k baad market normal ho jati hay aur phir reverse honay lagti hay. Aur taqreeban aik say 2 ghantay k baad apni purani position par ajati hay aur apnay trend ko continue karti hay.

            Bounce back: Yeh impact aisa hota hay keh market pahlay fall karti hay ya phir rise karti hay, aur within five minutes market against chali jati hay, yeh jo bounce wala impact hay yeh sab say khatarnak hay, kyo keh is may aksar logo k stop loss hit hotay hain, aur us k baad market wapisi ki taraf chal parti hay.

            Yeh jo may nay impacts k name diyay hain, yeh koi official name nahi hain, yeh meray apnay banaye huay name hain, ta keh ap log samah jaye.

            Is k elawa medium impact may ziada tar bubble impact hota hay, aur low impact may market mushkil say 10 pips fluctuate karti hay, lakin yaad rahay, jo spike aur bounce back impact hota hay yeh baaz dafa trend change kar dayta hay.

            Dosto, yeh analysis Fundamental analysis may shumar hoti hay, to jo log fundamental anlaysis may interested hain un k bohat kaam aye gi.
            bhai jan ap ny kafi achi malomat di hn
            aur in sy kafi malomat mili hn mjhy
            aur in news sy markeet py kafi asar parta hy
            jis sy markeet kafi flactuate krti hy
            • #96 Collapse

              bhai jan forex trading aik boht bara business hy is business men success hasil krny ky liy news ko read krnabhi boht zarori hy q ky jub news aati hen to indicators bhi fail ho aty hen phir market news ky rules ky mutabiq move krti hy is liy jub nes ay to carefully read ken or jo nes hon us ky mutabiq trade kren
              • #97 Collapse

                dear bro main is main new hi is liye muje is k bare main zaida ilam nahi hai k is main news k impect say kia aser ho sakta hai is main is say is liye mujey is k bare main pta nahi hai avi
                • #98 Collapse

                  Bahi ye ap nay boht achi bat batai hai lakin main nay aksar ye dekha hai k jab bhi koi news ati hai to market against bhi jati hai aur pher aik dip laga ker apna trend change kerti hai is liye dehan sy kam kren
                  • #99 Collapse

                    online bussiness where you can earn more and more ahe toh market mein trade nai karni che yeh ek bhut zida aur ek bhut bara risky kam hea within very less time but definetly with the rise of market...............
                    • #100 Collapse

                      mery stop loss ko market touch kar kay profit wali side pay chali jati hay hotey hain agar news weak aye toh sell mein chala jata hai
                      • #101 Collapse

                        My dear jasa ka ap na boht ache thred post ke ha mara bhe baz oqat ma boht sa log is waja sa loss kar data han ka wo sa bare galti ya karta han ka wo trading ke news ko zyada importent nhi sumajhta is lya ya ghata ma rahta han .
                        • #102 Collapse

                          news ki help bhi leeni chahiey ik trader ko.jab bhi koi big news hooti hai to ye to confirm hoota hai kay big move hoony wali hai.is liey time main hum buy stop ya sell stop kay pending orders use kar sakty hain.is tarah tp hit hoony kay chances boohat hooty hain.
                          • #103 Collapse

                            news ki wajah se trends up down hotey hain agar news weak aye toh sell mein chala jata hai aur agar news positive aur strong ayii toh trnd buy main jata h....
                            • #104 Collapse

                              news ki help bhi leeni chahiey ik trader ko.jab bhi koi big news hooti hai to ye to confirm hoota hai kay big move hoony wali hai.is liey time main hum buy stop ya sell stop kay pending orders use kar sakty hain.is tarah tp hit hoony kay chances boohat hooty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                yes dear i am new here is lye forex news ko read he ni krti hun kun k mujhe iska purpose samaj he ni aata, ager aasan wording men ho to easily samaj a jy gi,, abi just posting krti hun ahista ahista seekh jaoun gi sara khuch .. abi tu just posting he hoti ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X