Trade modification kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    aap jis rate pe order lagaty hain wo tu aap change nahi kar sakty jab wo market me execute ho jata hai magar is me modification aap take profit or stop loss de kar karskty hain. Pending order ko rate/SL/TP de kar modify kar skaty hain. Kisi order ki prices ko change karny ko trade modification kehty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai trade modification yeh hai ap ne first trade place krdi hai lekin ap us mein alteration kr sakhte ho for example aap ne stop loss nhn lagaya hua hai ya take profit ya trailing stop lagana chah rahe hai tu ap aisa kr sakhte hai bilkul, is se faida yeh hai ap ko order lagane ke baad bi option hai ke ap adjustment kr sakhte ho us mein lekin ap ne jis price pe order place kya hai wo change nhn hoga agr wo instant execution hai aur dosra currency pair ap change nhn kr sakhte hai is mein
      • #18 Collapse

        brother trade modification aur trade pending un logon k liya hai jo ziyada taar musroof rehtey hain aur market ko watch nahi karsakthey toh woh yeh karthey hain k pending order laga dey they aur phir jab news ati hai us k mutabiq modication karthey hain aur stop loss aur take profit k positions change karthey rehthay hain yeh tarika new traders k liya recommended nahi hai kiyun is mein app market ko observe nahi karthey toh lehaz app k skills improve nahi hoti..
        • #19 Collapse

          Dear dost Trade Modification sy Murad trading k bary my planinig karna hn q k modification tool sy ap apni trade ko modify b kar saqty hn jo aik ach tool hn Forex market ka.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shadowcreeper پيغام ديکھيے
            brother trade modification aur trade pending un logon k liya hai jo ziyada taar musroof rehtey hain aur market ko watch nahi karsakthey toh woh yeh karthey hain k pending order laga dey they aur phir jab news ati hai us k mutabiq modication karthey hain aur stop loss aur take profit k positions change karthey rehthay hain yeh tarika new traders k liya recommended nahi hai kiyun is mein app market ko observe nahi karthey toh lehaz app k skills improve nahi hoti..
            Ap jis modification ki baat kar rahay hain wo pending orders ki modification hay, aur jis ki may baat kar raha tha wo existing trade ki modification the, jaisa keh stop loss ko move karna aur take profits ko lagana wagaira.
               
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: bbnv
              dear forex main talauk rakhny wali ghaltiya us waqat app karty hai jab app same ek hi jaga par ek se zahid trade laga daity hai or dono ek hi simatt main loss k taraf chali jati hai es liye please becarefull evertime in forex.
              اصل پيغام ارسال کردہ از: mnhk
              confidence come up when we have enough knowledge and ability and understand for how to manage the business, and it means, the knowledge will push us to do something and believe we can make it with right, but the problem comes up if the trader do trading with big confidence but lack
              اصل پيغام ارسال کردہ از: bvfhh
              Well, Forex trading aik esa business hay jo loss say he shuru hota hay, aik acha trader he us shuru honay walay loss ko khatam ker kay apni trade ko profitable bna skta hay. Ager aap loss ko dhayan may rakh ker trading krengay tou is kabil hongay kay sahee toure er trading ker saken.
              Ap teeno k comments irrelevant hain, is thread k topic say bilkul hut kar hain, ap ko first post parh kar comment karna chahiyay, trade ki modification par baat chal rahi hay aur ap loss aur profits ki baat kar rahay hain aur aik sahab to confidence ki baat kar rahay hain.
               
              • #22 Collapse

                Ab tu instaforex brokers ne aik or facility de di hai jis se hum mouse ki madad se order line ko chart pe drag kar kay order ko modify kar sakty hain graphically jo kay aik bohat acha option hai. Chart pe hamary order ki line show ho jata hai or usko profit or loss ka target deny kay liay automatic modify kia ja sakta hai.
                 
                • #23 Collapse

                  trade modification ye he k ap ne koe pending order lga ya hua he or ap us ko change krna chate he us ka tp.stoploss ya order ky jaga to is ko modification krte he work good in forex and earn more and more
                  • #24 Collapse

                    ap koi kma kne he ya kre ha to is ki sari datile apko forex deta rhe g ap ko ye information trading planning karna k main kic tarha say trading kar sakta hoon
                    • #25 Collapse

                      ahhan thats great . thanks for the sharing . ya to kaffi achi bat ap nay mjhy inform kerdi ha . is kay through ma apna loss ko kum ker skta ha hun profit ko increase bhi ker sakta hun . but abhi tak trade ma try nhi kia ha kuch bhi
                      • #26 Collapse

                        precious i like your post in addition to i believe that it si a really very nice post in addition to i like this post very significantly in addition to i believe which forex currency trading si the ebst making method for just about all in addition to many of us ought to achieve more the deborah ore making via forex currency trading and achieve more the deborah more money via forex currency trading bsueinss.
                        • #27 Collapse

                          Trade modification bohout tareeqo sy ho sakti hy, jesa ka agr aap ny pending order insert kya howa hy, aor kuch dair badd aap ye chahty hyn ka es pending trade ka stoploss ya take profit zeda ya kam kryn tau aap dobar take profit ya stop loss pr double click kr kr change kr sakty hyn es ko trade modification kehty hyn.
                          • #28 Collapse

                            yesss sir ye knowledge bht kaam ki hoti ha aur is knowledge ko sub k pass hona cahiye taa k wooo trading krtay huwe kabhi bhi parshan naa hoo....aur modification sa hum ywe knowledge hoti ha k hume kis trha trading krni cahiye aur kis trha profit earn krna cahiye...
                            • #29 Collapse

                              Han yai tareqa ha es main man na es ko use keya ha aur es sa ap apni trade ko modify kar saktay hain jo ka karna bahot easy ha aur ap na acha explain kar deya ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                han ji Take profit aur stop loss ko hi modify karna bolte hain aur ye bht zarori hai ke ap jab bhi koi trade open karen tu os ko lazmi modify karen yani os main take profit aur stop loss zaror set karen wo is waja se bhi ke akser light ka problem bhi hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X