Trade modification kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    bhai aap apni ytrade ko midify bhi kar sakty hain tp ya sl for every twin click kar ke apna quit decrease ya think about income barha bhi sakty hain most of us ko kehty hain business personalization as well as yeh hamare lye bohat helpful hota hai is really se seem ko kafi aid milti hai sl as well as tp adjust karne myself.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Trade modification k baray ab tk mujhe ziada knowledge nahin thi per aap ki can be thread se kafi knowledge milit. kisi bi tool k istamal k liye ya trade me kisi b tareeqe ko istamal kerne k liye knowledge ka hona boht zarori hai as well as wo learning se ati hai. thanx pertaining to sharin this knowledge
      • #93 Collapse

        Je sibling. apnay ek membership phr achi malomat uncover ki hain aur aisa hi krty rhayn in my opinion issay behtr maloomat nhe zillion sakti hamayn, kyonk asan alfaz main picture e sath kafi mushkil sy milti hain malomat wasay inside options ko wo report take advantage of krty hain jo exchanging ko manually na krna chah rhay hooon jasay e khud quit krayn aur khud hi start.
        • #94 Collapse

          buying and selling notifation ye he or she ke ap koi fish kma kne he or she ya kre ' in order to is actually ki sari datile apko foreign exchange deta rhe grams ap ko ye info trunk zarooih ager ap ko uye sab acha lagt aeh in order to ap ko zarot for each ap all of us chak end up being kr sakte ' grams.
          • #95 Collapse

            Trade modification ka ye matlb hota hai k trading planning karna k main kic tarha say trading kar sakta hoon or muje kis tara treading krni cahye ta k me zyada sr zay da earning kr sako
            • #96 Collapse

              that's great information yar matlb ap apni profit ya loss ki ak limit rahka kar trading kar sakty ho jise he us limit par ap ki tradingg punnchy gi automatic close ho jye gi
              • #97 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                Dosto bohat saray dost trade ko modify karna nahi jantay, trade modify karnay ka matlab yeh bhi ho sakta hay keh ap stop loss laga lain ya phir take profits, ya phir pahlay say lagi hui stop loss ya take profit ko change kar sakain, is kaam k lye ap trade modification ka use kartay hain, is kaam k lye ap apnay existing trade ko double click kartay hain to samnay yeh window ati hay.

                [ATTACH=CONFIG]196[/ATTACH]

                is picture may ap dekh saktay hain keh ap ko 2 khanay level k nazar a rahay hain, yeh pips k khanay hain, aur jo red wala button hay wo stop loss ka hay aur jo blue wala hay wo take profits ka hay, ap jitni pips ka fasla rakhna chahain us ko select karain, jaisa keh normally log 30 pips ka rakhtay hain, ap bhi aisa he rakh lain, aur us k baad ap red button ya blue button ya dono ko press karain gay, agar sirf stop loss lagana hay to sirf red button press karain, blue na karain, aur agar sirf take profits lagana hay to phir red button press na karain, ab jabb keh ap red button ko press karain gay to neechay walay khanay may price likhi ajaye gi, aur agar market ziada tez nahi hogi to neechay wala jo big bar wala button hay wo active ho jaye ga, warna jaisa keh oper picture may dikhaya gaya hay, waisa he deactivate rahay ga. jab ap us button ko press karo gay to ap ka stop loss aur take profits dono lag jaye ga, isi ko trade ki modification kehtay hain. trade modification may trailing stop bhi ata hay, lakin wo alag say lagta hay, yaha say nahi.
                dear forex main jab aap koi trade laga laitay hain aur phir aap nay baad main stop loss ya take profit use karna hota hai tu aap ko chaiye k aap trade per right click karain aur modifiy option per click karain aur phir is main aap apna account modify karain matlab take profit aur stop loss use kar saktay hain
                • #98 Collapse

                  trade modifications ka matlab hai ke app breakeven se bhi upar apne sl ko rakh dete hai.example agar app eurusd buy kerahe hai long term aur app ke trade profit mai tou app breakeven kerdete hai aur agar market aur move kerte hai buy ke taraf tou app breakeven se bhi upar kerdete hai ap sl ko.jo ke aik tarha se do tp's ban jate hai market mai.
                  • #99 Collapse

                    yap app nay acha knowledge trade modification k barey main share kia hy but iss main aik baat clear ker down k hum iss main apny oder jes value pay lageaya hota hy us ko change nahe ker sagty hain sirf sl our tp ko modified ker sagty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #100 Collapse

                      Re: Trade modification kia hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                      yap app nay acha knowledge trade modification k barey main share kia hy but iss main aik baat clear ker down k hum iss main apny oder jes value pay lageaya hota hy us ko change nahe ker sagty hain sirf sl our tp ko modified ker sagty hain
                      Dear jo ap trade pending order kay leye open karty hain ap un ki pending trades ki values ko kisi be time jab market open hoti hai ap woh change kar skaty hain sath main ap apni running trades kay stop loss or take profit ko modify kar sakty hain es kay alawa ap apni lot size ko be running trade sy kam ya zaida kar sakty hain. yeh sub woh cheezain hai jo ap apni trades mai modification kar skaty hain. es leye ap ki srategy pay depend karta hai kay ap nay kaisy in ki trades ko setup karna hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X