Step by step guide (How to start Forex Trading from scratch)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Friends trading aik asa kam ha jis kohamain kamyabi say karnay kay leya is main hamain step by step sekhana parta ha is leya kay ya bohat washey kamha or is ko agar ham step by step na sekhain to ham is man kbi kamyab nhe hotay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Yes, forex is very good step for success. Because forex is very good profitable business in the world. Forex is pert and full time job, any people can do this business any place in the world, we can do this business stay in home and use our computer and smart phone. So i think it is the very step for success all every people
      • #333 Collapse

        ye kafi mufeed hai taki k behtr trader bna ja saky ,is guide sy km sy km itna to zroor faeda hua k asaani sy smjh main anay wali hai tak is sy behtri lai ja saky apnay kam or i thin ye seniors ki ki hui research hi keh saktay hain jo hamaray kam a rai hai ab or is sy hum faieda utha rahy hain .
        • #334 Collapse

          G han hum ko chie hay k hum is men steo by step hi chalen or is men ahista ahista chalen to hum ko kamyabi bhi hasil ho gi , or hum ko work kerne ka bhi maza aie ga , rato raat ameer bane ka sochen gay to hum loss ho jie ga
          • #335 Collapse

            Is thread ko har new trader aur un tamam traders ko bhi jo Forex kay baray main jantay hai woh bhi issay aik baar zaroor parhen. Ap ne kaafi mehnat say hamen Forex ki Alif Bay Pay sikhanay ki puri koshish ki hai. Yeh tamam rules aur points Forex main kamyabi kay liye reerh ki haddi ki haisiat rakhtay hain.
            • #336 Collapse

              Members ap nay agar ap ne trading ko Forex trading main proper start karna ha to is kay leya ap ko sab say phalay trading ko proper learn karna ho ga or is maksad kay leya ap ko is forum main joining karney ho gey or is main apney trading ko learn karna ho ga or is kay bad ap ko apney real trading start karney chheya .
              • #337 Collapse

                step by step guide ke leya ap is foram ko parhe and is pa ap ko method mil jaye ga ke keyse foram ko join keya ja sakta ha
                 
                • #338 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                  Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

                  Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

                  Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

                  Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

                  Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

                  Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
                  dear aap nay jokuch bhi likha hai wo main nay bahut he dihan say parha hai aur mujhy aap ki bahut sari samjh a gai hai aur main pahlay in sab baton ki ghahrai main ja kar study karoon ga aur phir is main trading start karon ga aur is say profit hasil karnay ki koshish karon ga
                  • #339 Collapse

                    nice shairing ap ka knowledge meyre leay aur khas kar new user ke leya bhot helpfull hu ga thanks dear shair karne ka
                     
                    • #340 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

                      Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

                      Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

                      Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

                      Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

                      Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
                      Dear sir mein new traders ho.aap ny bhut achy achy points new traders k liy batay hey.Mujhy bhut kuch ap k is threats say seekny ko mili.mein ap k in points ko follow kro ga. aur ap k batay huwy tariqy ko step by step py amal kro ga.mujhy itni sari information phely kisi ny ni batai. ap ny ye achi baat batai k phely theory sari pahr ly samj aa jay phr practical. jub theory ka pata na ho to practical mein bhut muskil hoti hai. mein advice kro ga k new traders zaror ap k is threats ko read kry. jo k new traders k liy bhut helpful sabit ho gi.Thanks sir for sharing inforamtion with new traders.
                      • #341 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                        Dosto, meri yeh thread kuch ziada lambi hogi, lakin mujhay umeed hay k har serious leaner is ko zaroor pora parhay ga, may apni taraf say koshish karo ga k koi step choot na jaye.

                        Ap ko agar acha forex trader banna hay to is k lye ap ko shru say chalna hoga, is may ap ko forex ki theory pahlay say parhni hay, jaisa keh forex hay kia, forex kab shru hua, kuch history wagaira, aur usi may yeh bhi dekh lain k forex haram hay ya halal :) .

                        Yeh sab maloom karnay k baad ap nay ab mazeed karna kia hay? ap nay seekhna hay keh meta trader kia hota hay, forex trading hoti kaisay hay, ap buy ya sell kartay ho to wo kaisay kartay ho, market k ups aur downs say ap ko kia hasil hota hay, spread kia hota hay, commission kia hota hay, pips kia hotay hain, capital kia hota hay, aur phir margin, margin level, free margin, equity, leverage wagaira aur demo account kaisay banaya jaye ko learn karain achi tarha say, lakin pahlay sirf theory, koi practical nahi, is may he ap ko acha kahasa time lag jaye ga, ho sakta hay k aik month lagay ya do months.

                        Us k baad ap nay ksi bhi broker ki website say meta trader ko download karna hay aur phir dekhna hay keh meta trader may options kia kya hain, yeh sirf observation k lye, is k lye demo account banana zaroori nahi hay, kuch cheezain dekhnay k lye account ka live hona zaroori hay to ap demo accounts bana saktay ho, is kaam k lye instaforex best hay, ap us par account bana lo, aur jo kuch parha hay us ko observe karo. Us k baad jab ap meta trader ko achi tarha say jaan jao gay, jaisa keh order window kia hoti hay, charts kia hotay hain, charts kitni kisam k hotay hain, lines kia kaam karti hain, indicators kia hotay hain, templates kia hotay hain, aur profile kis tarha banti hay. Yeh sab ap practically dekh kar phir dobara theory ki taraf ao gay.

                        Ab next step may ap strategies ko seekho gay, log kis tarha say strategy bantay hain wo dekho gay, apni khud ki strategy kis tarha say banana hay wo dekho gay, is k lye ap naked chart, indicators, hedging wagaira ko sekho gay, aur isi doran ap ko scalping, short term, long term, medium term, intraday, swing wagaira ka pata chalay ga, isi may ap time frames ka sahi use seekho gay. Strategies ko seekhnay k baad ap demo par practical karnay k kabil ho jao gay. Ab ap ka practice duration start hoga jo k teen months say lay kar teen saal tak chal sakta hay. Is may ap trading karna seekho gay, lakin yaad rahay, yeh ap ki learning ka end nahi hay, is say agay bhi bohat kuch hay.

                        Ab jab keh ap trading karna thora bohat seekh jao gay to phir ap dosto say aur traders say discussion bhi karo gay, kuch capital bhi jama karo gay, aur yaqeenan forex market may lagao gay bhe, aur phir loss uthao gay, kyo keh ap ko analysis to ata he nahi hay, ap market ko samjho gay kaisay? Yaha say thora twist aye ga, ya to ap signals provider ko talash karo gay, ya phir ap ksi aisay banday ko talash karo gay jo ap ko aik acha sa expert adviser day ya phir ap ko automatic indicator day aur wo bhi bilkul free, hay na? :cool: , ya phir tang a kar socho gay keh analysis ko seekha kaisay jaye, us k lye ap ya to technical analysis seekho gay ya phir fundamental analysis, fundamental analysis chun keh news ki trading hay to is lye ziada asaan hay, jab keh technical analysis seekhnay may bhi ap ko kaafi time lag jaye ga, mazeed agay bohat kuch hay, lakin thread lambi hoti ja rahi hay, koi question ho to pochain, you are welcome.
                        Salam, Mein new account holder ho aur mein aj he account register kia hai. Mein ny aap ki baatein bohut ghor sy paari future mein mujy aap ki bht zrort paray ge please help karna meri. Agr mjy confusion huwe to aap sy discuss related to the work. Mjy forum k baray mein apny dost sy suna hai aur mein ny website dkhi acha lga hai. dar sa lagta hai shayad time pass k liye to nhn hai y website. Means fake type lekin phr Confirm krna chahta tha thanks.
                        • #342 Collapse

                          brother always try to explain in short words not an long people do not reed long stories like this which u do here
                          • #343 Collapse

                            g han bhai jan ap ne bht acha guide kiya hai kiun k isi trha ki guide line ki her new trader ko zroorat hoti hai isi trha hum sub ko apna experience aik dusray k sath share krna chahiay
                            • #344 Collapse

                              Boaht Bohat Shukria hmary seniors ka , ic thread sy mujhy boaht sary swalo k jwab mil gye hain , bohat shukria sir g , ab main in tmam steps ko yad rkhun ga or in tmaam step k mutabik he apna business agy brdhaun ga , thanks alot sir
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                                Wow amazing bro.. Mene kabhi itni lambi post nhi parhi kisi ki lekin apki post itni informative thi k main parhta he chala gaya .. well hats off to tu k apne new members k lye itna sab kuch kia
                                nice bro i am new in this field and it is very informative post...koi kam hi kisi ka liya itna karta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X