Leverage say ap ko instaforex may faida kia hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    new user ko leverage ka sth margin call ko b lazmi samjhna chayia kun ka free margin or marjin do alahda cheezain hain. i tell u about free margin ,free margin ab ki equity ki wo amount hoti ha jo ap na abi tak invest nahi kia ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      i think those people who still keep trading after many failures they recover aal of their bonus means thay atleast win those are 90%.the reason of wining is only to keep trading continously most people give up forex after some failures
      • #78 Collapse

        yes levrges ka forex trade main bohat fayda hain main 1:100 levrges ko used kar raha ho aur muje ja levrges zayda risky be nahi lagte hain is laye main in levrges main trade karna zayda like karta ho mere kayal sa new mamber ka laye ja leverges best hain
        • #79 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto leverage ko bohat kam log samajh patay hain shru may, yaha par may ap logo ko batata ho keh leverage hay kia? aur instaforex may is say kia faida hay.

          Leverage aik aisi facility hay jis ki madad say ap big lot kharidtay hain, misal k tor par agar hum aik standard lot lain gay to wo 100,000 unit ki hoti hay, unit say murad hum kuch bhi lay saktay hain, yani dollar ya euro, lakin hum ziada tar dollar may karobar kartay hain to hum is ko dollar k tor par lain gay, ab agar ap ka leverage ziada hay to ap 1$ may 100,000$ ko kharid sakay gay, ab is ka faida kia hay? may ap ko batata ho, is ka faida yeh hay keh jab ap market ko dekhtay ho to market may jo changing ati hay wo pips may ati hay, yani, agar Eur/usd ki price 1.35000 hay, aur agar is ki price 1.35010 ho jaye to kia faida hoga? forex trading may leverage say ap ko faida hoga, jab k agar ap k pass sirf 1$ hay to us ki price may kuch khas faraq nahi paray ga, lakin agar ap nay us 1$ say 100,000$ ki lot kharid li, to ab ap k pass 2$ hongay equity may, aur agar ap nay trade band kar di to yeh dollars ap k balance may jama ho jaye gay.

          Instaforex may leverage ka faida yeh hay keh ap ko 1:1000 ki leverage milti hay, jab k ziada tar brokers ap ko sirf 1:500 ki leverage daytay hain, dosri baat yeh hay keh yeh leverage ap ko tamam forex k pairs par milti hay, lakin yeh yaad rahay keh itni leverage ap ko ksi dosri market may nahi milti, jaisa keh metal, stock, shares, CFD wagaira, jis may gold, silver, oil, coffee, sugar, wheat wagaira atay hain.

          Ab leverage ka asar margin par bhi parta hay, yani jitna leverage big hoga, margin utna hi chota hoga, margin chota hoga to ap ka margin call dair say aye ga, aur ap ka margin level bhi high hoga. Aur ap ka free margin bhi ziada hoga, to ap ziada say ziada trades open kar sako gay, lakin yaad rahay keh jo banda new hay is field may, agar wo isay use karay ga to low level par karay, yani 1:200 ya phir ziada say ziada 1:500 par.
          bhai jan darasal leverege ko ap khud select karty hn aur ye ap ki apni marzi hoti hy ap is ko jitna bhi rakh len lekin is mn ye jitni ziyada rakhen gy ap k profir aur loss bho barh jayen gy
          • #80 Collapse

            dear zeyada leveragese hamye kam banale ma zeyada barye trade lahga sktye hai aur kam leveragse hum bare balance he he barye trdae lagaye gay warna nahe hamye kam leverage rakh kar trade karne cahye.
            • #81 Collapse

              leverage aik tarahn ki ratio hoty hain jo apko alowed karty hai k ap ne kityna vol lagana hai kisi trade ma .. agar leverage 1:1000 ho gy toh ap zidaa vol par trade kar sakty ho ..,is ma risk ziada hoo jata hau
              • #82 Collapse

                yes my best friend apne bhut hi achi information di hai hum ko leverage ki pehly muje is k bary main zayada pata nai tha lykin ab muj ko is k bary main pata chal gaya hai thanks my best friend man is amal karo ga or is ko dosron ko bhi batao ga i like pakistan forum
                • #83 Collapse

                  Dosto hamain insta Forex trading main leverage bohat zayada count tkartetyha or jis kadar ya bara ho ga us kadar hamain zayada faida ho ga . or jitnta kam ho ga utnat he zayada moshkil ka samna karna parta ha.
                  • #84 Collapse

                    YOUR INFORMATION VERY IMPORTANT AND WE WILL TAKE BENEFIT OF INSTAFOREX
                    LEAVRAGE
                    Instaforex may leverage ka faida yeh hay keh ap ko 1:1000 ki leverage milti hay, jab k ziada tar brokers ap ko sirf 1:500 ki leverage daytay hain, dosri baat yeh hay keh yeh leverage ap ko tamam forex k pairs par milti hay, lakin yeh yaad rahay keh itni leverage ap ko ksi dosri market may nahi milti, jaisa keh metal, stock, shares, CFD wagaira, jis may gold, silver, oil, coffee, sugar, wheat wagaira atay hain.
                    • #85 Collapse

                      i think for a new forex trader he need to do trading with default leverage that broker already set when he fill form for his account because this is safe for trader because he don't know good what happen when leverage will change.
                      • #86 Collapse

                        leverage say ap ko bohat faida hota hay agar ap k pass ziada experience nahi hay to ap kam leverage main trading kar sakty hain is say ap ka profit loss bhi slow ho jata hay or agar ap k pass acha experience hay to ap full leverage main trade kar sakty hain is say ap ka profit loss ziada ziada or kam time main ho ga.
                        • #87 Collapse

                          han g bilkul zyada leverage ki waja se hame is me agar loss bhi hota hy to hamari trade close nahi hoti balky hame idea ho jata hy ke hame is me kis tarha manage ker skaty hen or is me apny loss ko manage ker sakty hen
                          • #88 Collapse

                            bhai new user ko leverage ka sth margin call ko b lazmi samjhna chayia kun ka free margin or marjin do alahda cheezain hain...........
                            • #89 Collapse

                              Leaverage is a very good tools that can be a blessing or curse for any trader depending on your trading experience. if you are a new trader then you must use small leverage while if you are an experience trader then you can use high leverage which give you more opportunity
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                leverage sey faida merey knowledge key hisaab se yeh hota hai keh is mein banda lots ziada laga saktey hein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X