Trading with tweezer pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear aap nay achi post start ki hia. lekin mujhy samjh nhii aa rahi ya keh lo k main new hoon iss liye abi start main iss ko samjhna mushkil ho ga. bahar haal aap ko aisi knowledgeable post krni chahye taa k yahan pr jo b aaye wo kuch na kuch to seekh kr he jaaye. thnku dear.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai mene simple pattern per he hamesha trading ki hai or me karta aya hun , mujhe tweezer pattern ke bare me nahi maloom hai or aap ne achi information share ki hai is pattern ke bare me me zarur is pattern ko follow kar ke results aap ko bataoun ga .
      • #18 Collapse

        I have never used this strategy nor hear this so far. But I read this stratgy and I understand it fully and now try it on demo accont if the result is successful so I share it all forum members .
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammad bilal پيغام ديکھيے
          bhai mene simple pattern per he hamesha trading ki hai or me karta aya hun , mujhe tweezer pattern ke bare me nahi maloom hai or aap ne achi information share ki hai is pattern ke bare me me zarur is pattern ko follow kar ke results aap ko bataoun ga .
          Brother, ap konsay simple pattern par trading kartay aye ho, kuch share karo, ta keh pata chalay keh ap kis tarha say market ko analyze kartay ho aur hamari knowledge may bhe izafa ho sakay.
             
          • #20 Collapse

            thanks bhai ap nay asi tweezer pattern ka bataya hey or may bhe ainsda say ager ye tweezer pattern nazer a jaye to may next candle anay ka bad he trading kaia karun ga r akser ais twizzer pattern pay may trade kar baithta thha laikeen ab ais tarhan nahe kia karna q kahye temporarily hey.
            East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
            • #21 Collapse

              sir aap ne bohat acha explain kiya hai tweezer pattern ko. mujhe is ke baray main bilkul information nahi thi. main iss ko apnay account main use karnay ki koshish karon ga. lakin mere khayal main ye har dafa hamari help nahi kar sakta. market aik dum opposite bhi ho sakti hai.
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: lemoorehan
                Bai ye Tweeezer patrenkia hota hai main itna ziada is ky bary main nain janta hun lakin main vertex k auper kam kerta hun ye option main nay aj tak nain dekha k kia hota hai is liye ap mehrbani farma ker is k bary main batain.
                Dost, yeh aik candlestick pattern hota hay, aur jab do candles mil kar aisa pattern banatay hain to yeh aik signal hota hay traders k lye keh market may kia ho raha hay, misal k tor par agar hum tweezer ko top par dekhain, yani tweezer top, to is ka matlab yeh hota hay keh market down jaye gi, aur is k peechay ki logic ap ko batata ho, is ka matlab yeh hay keh first candle may buyers nay apna kaam kia, lakin sellers bhe active ho gaye, dosri candle may sellers nay ziada kaam shru kia aur buyers exhaust ho gaye, yani sellers ki tadad ziada ho gai, aisi condition may ziada tar market down he jati hay. Aisa he mamla tweezer bottom may hota hay, aur market oper jati hay. Chahay 20 pips k lye kyo na jaye.
                 
                • #23 Collapse

                  bhai mjhay aap ka swal bilkul he samjh nahi aya hai me nay yaha say isay bhot sari samjhnay ki koshsih ki hai lekin samjh nahi paya hon.agar me isay samjh pata to zror kuch faida hota.
                  • #24 Collapse

                    precious everyone new at all to fx tradinga dn i do believe of which fx trading my spouse and i sthe ebst way for almost all to become succesfful trader in order to attain mor na d more money coming from fx tradinga dn i do believe that it si the ebst method for everyone to industry in order to attain oney coming from fx trading bsuienss.
                    • #25 Collapse

                      I've never utilized this course neither pick up this thus far. Yet I go through this strategy as well as I realize this fully and today check it out in tryout account when the effect is successful i really talk about it all community forum members.
                      • #26 Collapse

                        We've in no way employed this strategy or hear this particular thus far. But I go through this particular stratgy along with I understand this fully now try it with demo accont if your effect works and so i write about everthing discussion board people.
                        • #27 Collapse

                          candles pattren bht important he in se bht kch earn ker skte he or learn ker skte he so work hard and earn more and more this will be good for u so do it i like this buisnisis very much
                          • #28 Collapse

                            dear app nay yeh buhat he zaida acha bataya hai is se hamain buhat he zaida help mil sakti hai trading main or profit main bhi .is tarhan kay or bhi buhat se aisay hain jo appko trading main help dau saktay hain or app ko trading main asani ho sakti hai.
                            • #29 Collapse

                              Ap nay tweezer pattern ko bahut achay tareeqy say expalain kiya jiska faida old aur new members ko zaroor ho ga aur kuch members ki replies parh kar mujhe yeh bhi mehsoos hua kay yeh pattern risky bhi hai tu mery khayal say issy soch samjh kar istemal karna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear friend apki strategy achi hai lekin market apne he andaz se chalti hai ye zaroori nahi k har bar aisa he ho jesa hum soch smajh ker bethe hote hen aur ye bhi ho skta hai k aisa ho bhi jai bharhal risk answer tu as men bhi mojod hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X