Trading with tweezer pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    i like this pattern ye buaht he profitable pattern hai isko use karke koi bhe profit karsakta hai bus isko identifying karna aana chahey ye buhat easy hai ispe practice karke ye asaani se seekhsakte hen yaha photo buhat he choti he google pe search karlen agar kisi ne isko seekhana hai our is ki benfits lena hai to
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k Trading with tweezer pattern to mai is baray main youn kahoonga k aap ne thk kaha hai hamay Trading with tweezer pattern sai krni chaahiye.
      • #318 Collapse

        thanx sir buhat hi achi information se istafada huwa hay hum koshish kareeen gay k is ko apply kar k is se faida uthain aur app nay jaisay bataya hay waisay kareen
        • #319 Collapse

          Yeh aik acha patteren share kia hai ap nay yahan par. Yeh mujh jaisay new traders k liye bohat hi helpful hai aur mazy ka kam hai. Aisay indicators aur working plan ki strategy hi newbie user k liye best aur earning k liye aasan hai, i like it
          • #320 Collapse

            Yes it is very good and nice information and most of the traders uses that candlestick pattern and they can get a lot of advantage from this and earn. Thanks for enlightening me because i had wrong concept about pattern.
            • #321 Collapse

              My brother main app ko aik bar pher thanks kahoun ga app ny chart ka knowledge our candle ka knowledge humeray sath share kia hy jes py amal ker k hum acha profit earn ker sagty hain
              • #322 Collapse

                asalam o alikum g kia hal hai or ap jis patren ki bat kar rahe hain ye bohot hi acha patren hai or is ko sekhne ke bad apko bohot fyda de ga magar apko maloom hona chahyea ke kaise trend ko ya patren ko confrm kar sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #323 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                  Dosto yaha par may ap ko aik chart pattern k baray may batana chahta ho k jab bhi ap yeh pattern dekho to us may kis tarha ki addition karo aur kis tarha say trade lagao. pahlay yeh dekh lo keh tweezer hay kia.

                  [ATTACH=CONFIG]122[/ATTACH]

                  Is may tweezer ko highlight kia hua hay, jab aisa koi tweezer ap ki nazar may ajaye to is ka matlab yeh hota hay keh market nay trend ko temporarily change kar lya hay, is may time frame chota lya hay may nay. Karna kuch aisay hay keh jab tweezer form ho jaye to jo next candle hoti hay ap wha say trade lagao, us candle may jaha say chaho lagao, is may ziada tar chances profits k hotay hain lakin phir bhi ap tight stop loss rakho, kyo keh yeh time frame chota hay.

                  [ATTACH=CONFIG]123[/ATTACH]

                  Is picture ko dekhain aur mawazna karain, sari TPs hit ki hain is picture may, sirf tweezer ki madad say.
                  yes my dear brother aap ne aik bohot hi achi information share ki hai main aaj se pehle tweezer pattern se trading karne se waqif nahi tha aur aap ki is thread se mujhe aaj aik nayi cheez seekhny ko mili hai jis ka yaqeenan mujhe future mein bohot fayida ho ga aur ham is tarah apni trade mein ziyada se ziyada profit earn kar sakty hein

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X