Traders ke liye zaroori hota hai ke PIP ke baaray mein zaroor janein kyun ke ye ek eham istalah hai jo ke trading mein bohat use hoti hai. PIP ka full form (Price Interest Point) Jab ke forex mein PIP se murad kisi bhi currency ki price mein honay wali sub se kum tabdeeli hai. PIP ko point bhi kaha jata hai. Zyada yar currencies ke liye PIP ki price 0.0001 ya 1/100 hoti hai. Jaise ke ek currency EURUSD ki qeemat 1.2455 se 1.2460 per chali gayi tou ye is is currency ki qeemat mein 5 PIPs ki tabdeeli aayi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим