Forex mein PIP kiya cheez hoti hai....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein PIP kiya cheez hoti hai....
    Traders ke liye zaroori hota hai ke PIP ke baaray mein zaroor janein kyun ke ye ek eham istalah hai jo ke trading mein bohat use hoti hai. PIP ka full form (Price Interest Point) Jab ke forex mein PIP se murad kisi bhi currency ki price mein honay wali sub se kum tabdeeli hai. PIP ko point bhi kaha jata hai. Zyada yar currencies ke liye PIP ki price 0.0001 ya 1/100 hoti hai. Jaise ke ek currency EURUSD ki qeemat 1.2455 se 1.2460 per chali gayi tou ye is is currency ki qeemat mein 5 PIPs ki tabdeeli aayi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    as salam o alaikum yeh information di apne is se aur members ko faidah hoga apse guzahrish hai apne experience post karte rahen thanks
    • #3 Collapse

      Forex market main aksar pips ka word use hota ha or bohat se new traders ko yhe nai pata hota ha ke pips kia hote hain. jo forex trading market main kisi bhi pairs ke prices hote hain un ke figure ko pips kehte hain. or abi mujhe bhi bas itna hi pata ha.
      • #4 Collapse

        My dear friends i like this thread very much kiyun ke forex trading market main bohat se traders ko pips ke bare main nai pata hota. or is thread ko read kar ke mujhe umeed ha ke har new trader ko pips ke bare main information ho jae gi.
        • #5 Collapse

          Iss k leay main app ko aik example say samjhta hoon so app k oass gbpusd piar hy us ki value 1.2345 hy our thire diar bad 1.2347 ho jate hy to pher us ny 2 pips move kia.
          • #6 Collapse

            me ne to abhe tak es ka koe tajurba nahe kea so me ap ko es k barey me bata bhe nahe saktak ye kaya hay or trading me es ka kaya roll hota hay es k ley ap ko senior he btaen ge
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein PIP kiya cheez hoti hai....

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sairah khan پيغام ديکھيے
              as salam o alaikum yeh information di apne is se aur members ko faidah hoga apse guzahrish hai apne experience post karte rahen thanks
              Dear ap ki post mai pip sy related kuch be nahi tha tu mai ap ko chota sa introduction dy daita ho. Pip sy murad hoti hai Percentage in profit. ap jab apni koi be trade open karty hain tu ap woh buy ki open karain ya sell ap ki jo price hogi or jo market ki price hogi ap dunu ko minus karian gy tu ap kay pas pip nikal aty hain or phir us pips ko ap lot size ko multiply kar kay usd kay mutabiq apna profit ya loss daikh skaty hain. behtar hai yeh sub ap kudh seekhain jis sy ap ko har tools or us kay use sy acha result mil sakta hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X