Top 5 indicators aur un ke baray main quick information.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    i like indicators kio k ye trading karnay main hamari madad kartay hai k aia hum trade kaha start karni hai or kese karni hai or kahan khatam karni hai. Or muje sab indicators main bollinger band boht pasand hai. Or main sab ko prefer karun ga k ye use karein.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Aap nay indicators ko buhat Achi Tarah or Short Form Main Samjhayaa... Waisay main moving Average ko Zyadaa use Karta hon in my Demo Account... main nay Eek Article main Study kiya Thaa orr Seniors Bhi Kehtay hain K indicators par 100 percent bharosa nahin Karnaa Chahiyee khod Say Market kaa jaizaa ly K trade laganaa Zyada behtar hota hai.
      • #33 Collapse

        My dear friend ap ne bht achi tips the hy new trade k lya bht he faida mand hoga agr ye indecators laga kar kam karna ga aur apne profit k target ko achive kar saka ga hma her chart pe ye indecators ko laga kar kam karna chaye aur market k trend se huma direction melti hy aur hum loss se bach sakte he aur profit la sakte he is tips se
        • #34 Collapse

          dear ap na indiacotr k bary main achi information di hai lakin jab ham tamami indicator use karty hai to ham confuse ho jaty hai. main apny experiece main 2 indicator use karta ho aik moving everage of 7 and next macad . i think these both are simple and easy to use. but some time i found due to some event happeing in market these indicator does not provides perfect information. but finally these indicator prove 70 % correct data
          • #35 Collapse

            mujay aik new indicator mila hai jis main polling kay through andaza lagaya jata hai k aia pair ki keemat barhai g ya kam hogi. Is ka naam Barchart.com hai . Forex walay section main main aap ko har pair kay baray main pta lag jai ga k logo ki kia rai hai is ke bare main. Me to yehi ab use kar raha hun or Bara advantage mil raha hai is se muje.aap b try karein.
             
            • #36 Collapse

              I think all indicator is well, but aap ager indicator ki jaga apna experience use karen to wo bht best hy, Indicator ko use karen but us py pura depend na karen, aap ager daily market ko watch krty hen or Forex ko learn krty hen to aap acha experience hasil kr k acha earn kr skty he.
              • #37 Collapse

                forex market main acha ilm rkhna chahe forex main indicator bht ahm hain ap ny jo thread post ki ha achi ha aor is sy bht hi faida ho ga aor experince mily ga
                • #38 Collapse

                  bhai plz be mature or plz is baat ko samaj lain achi tarah se k ye indicator waghera kuch bhi thek nhi hai or ye kabi kabaar galat bhi ho jatey hain is liye aap ko chahye k apni aap per full depend karain or khud se trading karain.
                  • #39 Collapse

                    Mashallah bahi jan main ap ki in sari informaiton ko study kia hai kafi achi baten ap nay likhi hain is indicators k bary main. main Sub say achi infcome hasil ker rha hun low risk per aur main use kerta hun BB witgh Parabolic sar per.
                    • #40 Collapse

                      j main apnay sab traders specially new traders ko indicators ke baray main batana chahta hon. Top 5 indicators jo forex trading main zayada tar use hotay hain wo yeh hain.

                      1- Stochastics Oscillator: Ye indicator humein market main oversold aur overbought trends pata laganay ke liye istimaal kiya jata hai. Ye khas toor pe tab istimaal hota hai jab market range trading main ho.

                      2- Moving Average: Moving average kai tarikon se istimaal kiya ja sakta hai. ye asal main market main profitable trends ko search karnay ke liye istimaal hota hai.

                      3- Bollinger bands: Iss indicators ke 3 bands hotay hain, upper, middle aur lower. Ye humein batatay hain ke market main kis waqt enter hona hai aur kis waqt exit karna hai. matlab high Bollinger band per sell karna aur lower Bollinger band per buy karna aur profit banana.

                      4- Fibonacci Retracement tool: Ye tool iss liye hota hai ke agar koi trader trading karnay main late ho jata hai ya phir wo start main profit kama kar dobara trade main in hona chahta hai to wo iss tool ko use karta hai. Is ke kuch specific points hotay hain jo table main aa rahay hotay hain jo ke 23.6%, 32.8%, 50%, 61.8% aur 100%.

                      5- Autochartist chart pattern indicator: iss indicator ke through hum chart patterns pe check kar saktay hain ke kisi bhi currency ki direction kya thi, uss ki duration kitni thi aur uss ki strength kya thi. iss tool ki madad se aik acha trader bohat si achi opportunities ko pick kar ke profit kama sakta hai.

                      Hope that will help.
                      • #41 Collapse

                        Forex signal services come in many shapes and sizes. Some provide you with a detailed market analysis, either fundamental or technical, and charge you a fee for their buy and sell recommendations. Others will simply tell you when to buy and sell based on some system of analysis that is .
                        • #42 Collapse

                          yes, there are many things to learn from the forex business. trading in the forex market is a very challenging business. we need to overcome the challenges of the forex to get success. we can get the ability to take challenges by trading in the forex market.
                          • #43 Collapse

                            g nhe bhei g mein forex ko kbhi bura bhale nhe khan hein mugy kint be loss ho gein mein kbjhi is ko nafet ke nazer se nhe denkhan hein q ka forex se hum ko bhot faid be hot loss hot hein to hum ko loss se be lesson milt hein forex bhot achi online buness hein.
                            • #44 Collapse

                              well indicators are good to use but rely completely isnt so good idea anyhow.... for me Simple Moving Average and MACD is best to use forgetting trend action..... use 2SMA (5 SMA) and (10sMA ) ...when 5 crosses 10 upward ordownward and macd gives same signal then u can put trade..Tray at demo first
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                han ge forex workig asi working ha jis se ham working k satah sath boht sa knowledge haisl kr skty hain , or kafi sara experience be hasil ho jata ha... or ye hamari earnig ka b zariya bnata ha,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X