Top 5 indicators aur un ke baray main quick information.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    main t o bollinger band indicator candelstic chart pattern par use karta hon or usi ma apni sari analysis karta hon or allah ka shukar ha abi tak mari analysis itni khas ghalat nahi hoti.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      All five indicator mentioned in the thread is most import in forex trading if we learn properly about the indicators so we get better reselt in the forex market.
      • #18 Collapse

        mai apne baat karo tu mai en mai sa sab say jada stoch ko he huse ker ta ho es say muzha kafe haad tak currency market ke over buy aur over sell samaj mai a jata hai.
        • #19 Collapse

          indicators can destroy our trading and trading plan hamesha market ki current situation or current rate ko dekh kar trading ko improve kia ja sakta hai mery khayal me indicators koi khaas trend, movement ya momentum show nahi karty or in ki madad se aap apny mind ko doubt me le aaty hain. me khud RSI or moving average use karta raha hoon pehly magar ab me sochta hoon kay me kitna ghalat tha kiun kay ab me in kay beghair bohat effective trading kar rhaa hoon or tatally satisfied hoon.
          • #20 Collapse

            jaha tka muj abi tak yah lagtaha kyo ka muj abi tak aysa lagta ha yah ak bohota chi kam ha jsi ko ap bohot achi kam karna hota ha.
            • #21 Collapse

              dear mery khayal mai forex trading mai hamy indecators sy ziada apny experience or apni skills par bharosa karna hamary lia behtar ho ga q k indecator baz okat hamy ghalat report bhi kar sakty hain jis ki waja sy hamy loss ho sakta hai agar ham apny experience sy kaam kary ga to hamy loss kam ho ga
              • #22 Collapse

                pehli baat yeh sarey indicators instaforex k terminal'mein mojood hain apko sirf inko set karna hoga dosri bqat indicators ko blindly follow karna aik bohut bari bewaqoofi hai kiyun k inidicators k ghslat janey k bohut chances hoty hain humey indicstors k saath saath baki cheezon par b nazar rakhni chshiya ta k humey loss na hoo
                • #23 Collapse

                  Indicators are our good friends in forex business. I use some indicators in my forex trading platform. I use Moving Average indicator most for my trade. Thanks for the sharing.
                  • #24 Collapse

                    Most five signal pointed out within the thread will be almost all significance with forex trading when all of us study properly regarding the indicators therefore all of us recover result with currencies.
                    • #25 Collapse

                      forex trading is not only business/trading but a way to learn and interact with other people to know the market with hawek eye. i think it is folish to quit such type of activity in this era. i wana continue it for a long long period of time.
                      • #26 Collapse

                        m ne bhi boligar bands indicator ko prha hai aj. m ne aik site se download bhi kia but chart ma add nhi hva agr ap ma se kisi bhai k pas hao to kinldly us ki aik copy mjhe bhi send kar de r proper use krne ka method bhi bta de
                        • #27 Collapse

                          Dear frnd me also new trader.. Ap ny Ju information di hai wo Boht hi effective hai aur agay ma is sy Boht faida lainay ka tawaku rakta ho..
                          • #28 Collapse

                            salam indicator bhi sai hote hai depends kitne purane baki app ki marzi hai ke khud kre ya follow kre kissi indicators ko...wese apne uper depend krna chiye na tou kisi aur pay.
                            • #29 Collapse

                              brother aap ki thread really bohat useful hy or helpful hy.. well in mein se as per my thinking bollinger bands bohat ziada useful and helpful hote hein because mne abhi tak koi or to nahi but isko ek bar use kia hy iske result ache aate hein but hameesha ache nahi hote,, anywy mostly best hy..
                              Dont Spam The Forum.. ..

                              :(I hate Spammers..:(

                              ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                                Salam to all:)

                                Aaj main apnay sab traders specially new traders ko indicators ke baray main batana chahta hon. Top 5 indicators jo forex trading main zayada tar use hotay hain wo yeh hain.

                                1- Stochastics Oscillator: Ye indicator humein market main oversold aur overbought trends pata laganay ke liye istimaal kiya jata hai. Ye khas toor pe tab istimaal hota hai jab market range trading main ho.

                                2- Moving Average: Moving average kai tarikon se istimaal kiya ja sakta hai. ye asal main market main profitable trends ko search karnay ke liye istimaal hota hai.

                                3- Bollinger bands: Iss indicators ke 3 bands hotay hain, upper, middle aur lower. Ye humein batatay hain ke market main kis waqt enter hona hai aur kis waqt exit karna hai. matlab high Bollinger band per sell karna aur lower Bollinger band per buy karna aur profit banana.

                                4- Fibonacci Retracement tool: Ye tool iss liye hota hai ke agar koi trader trading karnay main late ho jata hai ya phir wo start main profit kama kar dobara trade main in hona chahta hai to wo iss tool ko use karta hai. Is ke kuch specific points hotay hain jo table main aa rahay hotay hain jo ke 23.6%, 32.8%, 50%, 61.8% aur 100%.

                                5- Autochartist chart pattern indicator: iss indicator ke through hum chart patterns pe check kar saktay hain ke kisi bhi currency ki direction kya thi, uss ki duration kitni thi aur uss ki strength kya thi. iss tool ki madad se aik acha trader bohat si achi opportunities ko pick kar ke profit kama sakta hai.

                                Hope that will help.
                                dear brother sub kuch important hoti hai forex sub ko deak kar hi trad open kiya karo bus agar ap ko is may full export hai tu is may all in one check kiya karo agan market may enter howa hai koi b only ik hi indicator use nahi karta hai brother who bahot ziyda information ko samnay rak kar hi trad open kartay hai brother

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X