meta trader use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes very good explanation baout meta trader hamre explanation ki koi zarurt nahi ..ye newbie k liye ek behtareeen thread hain jis ko parh kar wo metatrader k barey main jan sakta hain easily
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqas Hussain پيغام ديکھيے
      Bht he ziada inoformation wali post krdi bhai ne well tnx, bro isko dekh kr bht ziada pta chala, plz ap mazeed bta de k robot ki tarha se auto per kam krta hai wo kaise trade krta hai, kya robot ko auto use krne se hum lose se bach sakty hain kya robot just positive role play krta hai ta negative b krta hai
      Brother, robots k baray may agar janna chahtay ho to phir automated nizam k section may ja kar dekho, wha par robots k baray may bohat sari information mil jaye gi aur sath may ap ko robot laganay ka tareeqa bhi mil jaye ga.
       
      • #18 Collapse

        bhai is thread main apnay meta trader kay baray main acha knowledge share kiya hay.is ki madad say har kisi ko meta trader main koyi problem nahi ho gay.kue kay apnay is thread main is kay baray main har bat clear ker di hay..or is say jis trader ko meta trader main koyi bi problem a rahi hay.wo is thread ki madad say apni us problem ko solve ker sakta hay..
        • #19 Collapse

          dear friend men apki thread ko sarahata hon apne boht achi information di hai meta trading k plate forum ki ap ne jis andaz se ye thread bni hai sach men apne boht mehnat ki hai aur ap ki as mehnat se hum sab ko aik boht he nice information meli hai thanks friend
          • #20 Collapse

            bhot achy information dy ha ap na new trader ko kafy help me jay ge our wo ap ke in statment ko followkar ky trading kary our mt4 ko use kary pher dhaky ap ko profit kesy hota ha
            • #21 Collapse

              bht achi sharing is sy traders ko bht help mily ge or kam karna ae ga

              thankx
              • #22 Collapse

                bhai app nai meta trader ko use karnay kay baray main buhaat achi tara btaya ha iss se nahay ahnay waloon ko kafi faida ho ga wo log jin ko iss kay baray kuch cofusion thi meray khyal main wo bi buhaat haad tak kum ho gahi ho gi
                 
                • #23 Collapse

                  bhai meta trader plateform ko app nai baray achay tariqay se samjaya ha kyun fotrading main iss plateform ko sahee tara samajna buhaat zahroori ha ye aik basic cheese iss ko samajay bakahair app kabbi bi sahee trading nahi kar saktay
                   
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                    Dosto is thread may ap ko may meta traders k baray may kuch maloomat dayna chahta ho, ta keh jo newbies hain wo meta trader ko achi tarha say samajh jaye, aur ap meta trader ko broker ki website say bhi download kar saktay hain.

                    Pahli baat yeh keh meta trader hota kia hay? Meta trader aik platform hota hay jis ki madad say ap trading kar saktay ho, yeh business jis ko buy /sell of currency pair kaha jata hay, is ka buy / sell ap meta trader say he kartay ho, meta trader ki picture may ap ko pata chalay ga k meta trader hota kia hay?

                    [ATTACH=CONFIG]188[/ATTACH]

                    Is meta trader may bohat sari cheezain hain jo samajhnay wali hain, sab say oper hay menu bar, jo sab ko he pata hay, us say neechay tool bar, jo may nay oper wali picture may wazeh kar diya hay, us say neechay bhi tool bar he hay. Mazeed ko may cover karnay ki koshish karta ho, ta keh ap logo ki samajh may achay say ajaye.

                    Market Watch: yeh side k column may mojud hay jaisa k oper ki picture may dikhaya gaya hay, yeh har meta trader may hota hay, aur is may he saray trading instruments hotay hain, ap online meta trader may prices ko change hotay huay bhi is may dekh saktay ho. Is may ap modification bhi kar saktay ho.

                    Navigator: Yeh column market watch k neechy hota hay by default, ap is may kuch folders ko dekhain gay, jis may Accounts, Indicators, Expert Advisers, Custom Indicators aur Script k folders hongay.

                    Accounts: sab say pahla folder account ka hota hay, jis may ap k banaye huay accounts ko jo ap nay login kiay hotay hain wo sab details say line wise nazar atay hain, jaisay keh ap nay aik account banaya USD ka aur dosra Euro ka, to ap ka wo account pahlay aye ga jis ko ap nay pahlay login kia hoga, dosra us k neechay.

                    Indicators: us k baad ap ko accounts k neechay indicator ka folder nazar aye ga, is folder may ap ko wo indicators milay gay jo ap k meta trader may by default hotay hain. Ap yeh indicators apnay ksi bhi chart par laga saktay ho. aur un indicators ki settings bhi kar saktay ho.

                    Expert Adviser: Is folder may ap ko by default expert advisers milay gay, jin ko hum robots bhi kehtay hain, kuch robots ko by default miltay hain aur kuch ko hum install bhi kar saktay hain, jis ki thread is forum may already open hay. Aur us may he ap ko expert adviser ko kis tarha say use kia jaye, yeh bhi likha hay.

                    Custom Indicator: Dosto yeh bhi aik indicator ka folder hay, lakin is may jo indicators hain wo thoray alag hotay hain, jaisa keh ap ko zigzag ka indicator, oper walay folders may nahi milay ga, lakin is folder may mil jaye ga, aur dosray jo indicators ap install kartay hain wo bhi ziada tar isi folder may miltay hain.

                    Script: Dosto is folder may ap ko scripts ki aik list milay gi, jis ki madad say ap apni trading ko chala saktay hain, kuch applications ko use kar saktay hain, even signals bhi send kar saktay hain. Waisay to bohat saray kaam hain, lakin newbies ulajh na jaye, is waja say sara kuch mukhtasar bataya hay.

                    Terminal: Yeh sab say big section hota hay, charts k baad, meta trader may, yeh neechay hota hay, aur is may bhi kaafi sections hotay hain, wo may agli thread may discuss karo ga, lakin yeh bata do k isi terminal may ap k open / closed trades show hotay hain, history bhi show hoti hay, aur signals wagaira bhi show hotay hain, yeh thori bohat shru ki maloomat hay un logo k lye jin ko meta trader ka pata nahi hay.

                    Koi bhi question is matter say related ho to karain, inshaallah answer milay ga.
                    Sir Aap nay intehai Asaan tarah Say Meta Trader ko istemaal karnay Ka Tarikaa batayaa hai sir in my views meta Trader ka use buhaat Easy hai...baki trading Softwares complicated hain un k options bhi mushkil hain Meta Trader 4 specialy pori duniya main Traders K Darmyaan Maqbool hai Wajaa Sirf is ka Asaan istemaal hai... magar yahaan mera Matlaab ye nahin taweez hai jo ghol k pi liyaa tou Aa jyee Ga... jaisa k Ap nay batayaa K navigator,Accounts,indicators,Expert Advisors,tools options ko Samajhnaa or Sekhnaa buhaat Zaroori hai.
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #25 Collapse

                      this thread is very useful for all new traders and there is much information regarding the use of Mata4 software it is necessary to learn every one.
                      • #26 Collapse

                        this thread is very useful and you told much about meta trading and according to this thread meta trade is a trading place or platform where we can login with demo or real account and then we trade and you told us in very details that how many sections that a meta trader has and how we can use them and what are their benefits
                        • #27 Collapse

                          dear apnay new begeinners k liye buhat he achi post publish ki hai mujhy yaqeen hai k yeh new traders ki knowledge mein izafa kerny k liye kafi helpful hoga kyunki meta trader software k bghair to trading ko kiya he nahi ja sakta is liye jinko is software ki samjh nahi wo yeh article copy ker k pas rakh lain
                          • #28 Collapse

                            ap ne bht zayda detail se MT4 ke software ke bare main bataya hai thank you but is main mujhe aik cheez pochni thi expert adviser ke hawale se ager jese ke expert adviser main robot use kar sakte hain ager hum kahin aur robot ko install karen then os se jo profit hota hai wo hum le sakte hain kyoun ke main ne aisa suna ke robot se ki gi earning ap ko withdraw nahi hota hai kya ye baat sai hai
                            • #29 Collapse

                              boht acha thread he apka brother is thread sy meri b kuch galtian thi jo door ho gai hen. forex trading me kam k doran ye software boht important cheez he is k bary me apko zroori he k compleet knowledge ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                aap nay bhot he asan lafzon me bhot sara knowledge hamaray sath share kya hai aur ye post un logo k lye bhot faiday mand hai jo k is kaam me bhot sara wakt laganay k bawajod b mt4 nai samjh patay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X