Common Mistake We Must Avoid In FX Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    salam dosto,kam ho ya tarding hamy loss hota ha or wo b apni galtio ki waja sa q ka jab ham demo nai karty to hamy apni galti ka pta nai chalta or jo loss ma ajata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      dear friends ap ny bohat he achi bat ki hai share.me new here but mujhe apki thread parh k bohat kuch seekheny ko milla hai.so now me trying to avoid makind mistakg and specially avoid making ,istake on mistake.thank you so very much for this.God bless you.
      • #228 Collapse

        Je bhai kuch mistakes bohat common hoti hen or hamari nazron k samnay hoti hen lekin hum un per tawujja nahe dety hen jesy skills ko berhanan discipline k sath tarding kerna yeh sub woh baten hen ager hum in per thori c bhe tawuja den tou hum apni trading ko acha ker sktey hen.
        • #229 Collapse

          bhai jan aap ny bohat achi informaion di hen or han es sy mujhy to bohat kuch seekhny ko mila hy. bohat zabardast post hy. aisi achi achi posts sy bhi mujh jesy new Traders ko zaror seekhna chahey.
          • #230 Collapse

            meri nazar mai aik common mistake real trading mai jo mai bhi kerta tha wo ye hai kay jub koi lot leta tha to jaisy he market kuch pips against jati to mai dur ker lot ko loss mai close ker data tha phir market ooper aajati to afsoos hota tha ab lot lene kay baad 4 - 6 hours wait kerta hoon to lot profit mae aa he jati hy to aap log aisa na kerna .
            • #231 Collapse

              forex trading me common mistakes ki waja se log apna ziada loss kar dete hey sb se ziada mistakes is waja se hoti he ke app kisi se wrong knowledge lekr ghalat trade lagate hey or dosra lalach karke volume high rakhte hey jiski waja se jab loss hota he to ziada hojata he
               
              • #232 Collapse

                you are right i can see that all forex traders fall in the same mistakes so it ll be good for new traders to know and benfit from other`s mistakes and aviod it to be agood trader u should learn and learn from previous traders to get more experience and knowledge ...
                • #233 Collapse

                  jee haan main Samajhta hon K kam az Kaam Start Main Tou 6 month Aap Ko study Karni chahiye,video tutorials dekhnay Chahiyeen orr phr kaheen ja kar Demo Account par trading shoro karni Chahiyee,.,.,.,..,////
                  • #234 Collapse

                    well mujhy to aik baat ka pata hai jab tak aap apny mid se khailty ho aap kamyaab rehty ho jab aap doosron k mind se kaam karny lagty ho tab aap ko nuqsaan hota rehta hai es liye jab bhi kaam karo apny mind set se
                    • #235 Collapse

                      yeh kafi acha topic hay is mein btaya gaya hay ky forex mein hony wali ghaltian kesy nuqsan pohcha sakti hain is liye in se bachna chayie
                       
                      • #236 Collapse

                        zara si ghalti aap ko bara nuqsan pohncha sakti hay aap koshish kren ky aap se ghaltian na hon is liye full care karen shukria
                           
                        • #237 Collapse

                          ghaltian hoti rehti hain laken in se bachna chayie yom ky yeh aap ko pershan kar sakti hain is liye in ka khayial karen
                             
                          • #238 Collapse

                            zara si ghalti aap ko boht si persahni mein daal sakti hay is liye in se dor rehny ki koshish karen yeh aap ky liye acha hay
                               
                            • #239 Collapse

                              ghalti aap ka bohat bara nuqsan kar sakti hay is liye pora dehan karen is tarah aap nuqsan se bach sakty hain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                aap ny hamesha ghaltian ki ho gi laken in se bachny ki koi trick kamyab na hui ho gi is topic ky baad ab aap ghalit se dor rahen gy
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X