Templates kia hotay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    My Dear friends Asalam o Alaikum, i really want to say one thing that forex trading is not a game of children so if you want to be a good trader then please learn all rules of trading, learn about trading then you can be get profit otherwise you are gonna face loss ...... that's allllll my friends..........
    thank you very much........ :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      thanks my all dear frnd ap ne hum junior k ley bht achi inforation share ki he jis se hmay bht kch learn kr rha he or ap dosto ki waja se acha exsprince gain kr rhe ta.k insta me trading kr k ach a profit earn kr skay thanks
      • #108 Collapse

        bhai thnks k aapne ek achi thraed pesh ki he nd kafi malooani bhui ho sakhti he trading rem mat di he ttading k hawale se ham ager in chezon ka kiyal rkhen tu ham kafi knowedg and hamen aasani bhi ho sakhti e trading me qk trading ko smjhna hi kafi ehm he
        • #109 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
          Dosto may is thread may ap ko yeh batana chahta ho k templates kia hotay hain aur kitnay faidamand hotay hain,

          Templates hum use kartay hain apnay charts ki settings k lye, jaisa keh hum saray indicators ksi aik chart par use nahi kar saktay, yeh hamary lye bohat confusion ka bais ho jaye ga k hum ksi bhi aik chart par bohat saray indicators lagaye aur un sab ki madad say market ko analyze bhi karain, isi waja say template ki zaroorat paish ati hay, waisay to default 7 say 8 templates hotay hain, lakin ap apni marzi k templates bhi bana saktay hain. Misal k tor par, ap apni candlestick patterns ko colorful karna chahtay hain, jaisay red and blue, green and yellow ya phir background ko black ki jagha white karna, ab ap aik chart ko to kar lain gay, lakin sab charts ko bari bari karna thora mushkil ho jata hay, jab ap k pass charts ziada ho to.

          Is maslay k solution k lye ap template ki madad lain gay, indicators ko pahlay ghor say learn karain aur us k baad chart par apply karain, aur jo kuch bhi modification karna ho wo karain. us k baad ap template may ja kar save template kar saktay hain, neechay ki picture ki madad say ap template may ja saktay hain.

          [ATTACH=CONFIG]98[/ATTACH]

          Is k elawa ap yeh option tool bar say bhi hasil kar saktay hain.

          [ATTACH=CONFIG]99[/ATTACH]

          apna template save karnay k baad ap jis chart par bhi chahain whi settings apply kar saktay hain. is k elawa ap mazeed template dekhain, jaisa keh Volume, William wagaira.
          brother i do not know about it because i am new here and learning from others friends the basic reason for learning is i want to be perfect in this field that is why i am tying to learning brother we should learn before forex trading because there both elements profit and loss are available so we should learn to save us from suffering loss.
          • #110 Collapse

            Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne bohat achi information dee hai ye new traders ke bohat kaam aye gee jin ko nahi pata wo is post se madad le sakte hai or setting ker le ge mujhe bhi bohat madad mili thanks for post
            • #111 Collapse

              bhai jaan ap ney bohat achhi informition di hai thanks bhai jaan is se newbies ko bohat faida ho ga aur bohat knowledge milley gi main aap ka thanks karna chahta hoon is post ki knowledge ke liye.
              • #112 Collapse

                Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam akrta rhana chhahaia ya hum ko amara kam karna ka pasia data ha ay acha ha
                • #113 Collapse

                  bhai jan template usay kehte hay jis ko ap na forex ka terminal pa jis currency ma ap trading karte ho usi me ap na setting ki ho ,misal ka tor pa indicator add kia ho or us ma canddles add kiye ho or us ka color ap na apni marzi ka selet kia ho to us ko template kehte hay
                  • #114 Collapse

                    sir aap nay complete malomat hi day di hay or trika bi bata diya hay iss liya new user ko iss ko samajhnay may kafi aasani hojati hay jo likh rahay hay kay in ko pata nahi hay kay ya kiya hay to picture mojod hay aap iss kay zarya kaam kar saktay ho or baki trika to iss thread may mukamal mojod hay.
                    • #115 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: umar28 پيغام ديکھيے
                      maine khud apnay teacher se seekh raha hon. Pakistan main sub se bara issue ye hai k hum log seekhtay kuch nai bus 1 hi baat ko zehan main bithaya hua hai k ye hamari field nai. agar dekha jaye to forex trading 1 different field hai aur bohat mazay ki hai agar sahi seekha jaye to.
                      han ye bat tu hai isis loye maiss ko seekhna chata hon or koshish kr rha hon seekhny kikaf kcuh iss k bary masekh chuka hon nice hai ye field
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #116 Collapse

                        dear main samjhta hoon jin chezoun ka use humeri trading main hona hain humean sirf un ko study kerna chahy templates humeri trades main koi khas role play nahe kerty hain to hum sirf fibo trend line our support and resisitance ko he study kerna chahy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X