Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)
    Assalam o alaikum dear members. Hum her waqt threads or posts mai kuch makhsoos batey kertay hai or forex trading account mai istamaal honay waley tools ka zikar kertay rehtay hai. Jo ka kay sirf forex traders kay aapas mai istamaal honey wali makhsoos terms hai. Forex traders un kay barey mai behtar tor per jaantay hai or new traders ko samjhanay ki apni si koshish kertay rehtay hai.Kissi bhi new trader ko jo abhi new commer hai or forex trading ko newly seekh kay shuru ker raha hai sub sey pehlay un tools ya terms ko samjhna or un ki ehmiat sey waqif hona bohat zaroori hai.Sub sey pehlay tool ya term STOP LOSS/TAKE profit hai. Jab bhi hum trade open kernay kay liye kissi pair ko select kertay hai to aik window open ho jaati hai jiss mai hum buy/sell ki trade open ker saktay hai. Waha per kuch or bhi cheezay hamey nazar aati hai jin mai aik important term stoploss/takeprofit ki hoti hai jissay hum slect kertay hai. Stop loss sey muraad hai kay aap aik limit set karey kay jaha tak agar aap ki trade loss mai jaey to close ho jaey . Agar aap sell ki trade open ker rahey hai to selected price sey kuch ziada price advance mai select ker kay stop loss set hota hai jiss ka matlab hai kay aap ki sell mai lagai gai trade agar reverse ker gai to aap ko utna he loss hoga jo aap ney set kia hai uss kay baad trade auo pay system close ker day ga. Issi tarah take profit bhi select kia jaa sakta hai jaisay kay agar aap ney buy ki trade open kerni hai to aap aik take profit ka target trade ki price sey above select ker saktay hai jaha tak profit honay kay baad aap ki trade auto pay close ho jaey gi.Take profit aap kay profit ko confirm ker daita hai or stop loss aap kay loss ko aap ki marzi kay mutabiq rakh daita hai. Stop Loss/Take Profit ka use bohat acha hai iss say account hamari marzi kay mutabiq ho jata hai or hamara account Forex market kay tabey nahi rehta.Umeed hai aap ko samajh agaya hoga.YE part 1 hai issi tarah mazeed tools pay baat jari rahey gi. Allah aap ka haami o nasir ho.Duaaoo mai yaad rakhiye gaa.(Contin'd)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

    Thanks dear, achi information ko share karnay k liay. Waqai new members k liay shuru ma bara masla hota ha unko Trading ma use honay waly words ki samaj nahi aa rahi hoti. Unhain pata nhi chal pata TP kia ha or SL kia ka. Resistance and support kia ha. Markeeting ma stop loss SL ka use bahut ha. Ye aap k account ko loss se bachata ha. Jub bhi aap ne trade open karnay k baad kaafi time k liay koi or kaam karna ho to aap SL laga dete hain taa k agar Forex opposite direction ma move karay to aap ko nuksaan na ho or auto pe trade close ho jae. Take profit TP bhi aap buying ma lagate hain, jahaan tak aap TP lagao ge wahan tak profit milay ga uske baad order band ho jae ga khud bakhud. bullish and bearish candlestick, Pin bar, inverted hammer and Doji forex k ehamm tools hain. Jis k barey ma ilmm bahut zaroori ha.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

      G han dear ap ne trading k tools k bary bahut he achy tareeqy se detail se samjhaya aur stop loss aur take profit k use ka tareeqa btaya btaya,dear new traders ko chahye k sab se pehly trading k jitny bhi tools hain unko samjhyn k inka use kaisy kiya jata ha aur kahan kiya jata ha kyun k meta trader4 mein ye tools hamari help k liye diye gaye hain inko use kar k ham kafi fida utha sakty hain ab jaisa k ap ne stop loss aur take profit ki bat ki tu is ka sb se bara faida ye ha k ap jab trade open karty hain tu agar stop loss aur take profit laga dyn gy tu apko bar bar screen ko dekhna ni pary ga ap beshak pc band kar k chaly jayn jab bhi market ap k stop loss ya take profit ko tuch kry gi tu auto p close ho jaye gi,iska doosra bara faida ye ha k agar market ap k against jati ha tu apka account wash hony ka khtra ni hota stop loss ko hitt kar k kam loss mein auto p trade close ho jaye gi.is k ilawa aur bhi diffrent tools hain ham jin ko use kar k trading mein help ly sakty hain jaisa k diffrent types k indicators diye gaye hain wo bhi hamari help k liye hain k ham market ki next movement ka andaza laga sakty hain k next movement kya hogi.tu is traha new trades agar trading start karny se pehly ye seekh lyn tu trading mein bahut faida hoga aur aik achy aur successfull trader ban sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

        Forex trading ko easy banay kay liay bohat say forex broker forex tool banatay hain jin kat use say tradind account main trading karna bohat had tak easy ho jata hay aor trader loss say bhi kafi had tak bach jata hay in tools ka use bohat aasan hota hay aor forex main in ki bohat aehmiat hoti hay Forex trading account main bohat saray tools hotay han jin man say jo maray knowledge main han woh darj zail han.
        1. Stop loss is tool say ap loss ki aik limit set kar datay hain jis say hota yeh hay k agar loss us limit say cross karay to trade khud bakhud ruk jay gi
        2. Take profit is tool ko set karnay say profit hasil honay kay bad ap ki trade auto close ho jay gi aor ap ka profit confirm ho jay ga stop loss aor take profit ka use bohat hi acha hay aor forex main is ka use bohat ziada hay is kay ilawa buy seel jasay bohat saray tool use hotay han jin ki tafseel abhi maray knowledge man nahen hay albata senor members bohat behtar jantay han.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum dear members. Hum her waqt threads or posts mai kuch makhsoos batey kertay hai or forex trading account mai istamaal honay waley tools ka zikar kertay rehtay hai. Jo ka kay sirf forex traders kay aapas mai istamaal honey wali makhsoos terms hai. Forex traders un kay barey mai behtar tor per jaantay hai or new traders ko samjhanay ki apni si koshish kertay rehtay hai.Kissi bhi new trader ko jo abhi new commer hai or forex trading ko newly seekh kay shuru ker raha hai sub sey pehlay un tools ya terms ko samjhna or un ki ehmiat sey waqif hona bohat zaroori hai.Sub sey pehlay tool ya term STOP LOSS/TAKE profit hai. Jab bhi hum trade open kernay kay liye kissi pair ko select kertay hai to aik window open ho jaati hai jiss mai hum buy/sell ki trade open ker saktay hai. Waha per kuch or bhi cheezay hamey nazar aati hai jin mai aik important term stoploss/takeprofit ki hoti hai jissay hum slect kertay hai. Stop loss sey muraad hai kay aap aik limit set karey kay jaha tak agar aap ki trade loss mai jaey to close ho jaey . Agar aap sell ki trade open ker rahey hai to selected price sey kuch ziada price advance mai select ker kay stop loss set hota hai jiss ka matlab hai kay aap ki sell mai lagai gai trade agar reverse ker gai to aap ko utna he loss hoga jo aap ney set kia hai uss kay baad trade auo pay system close ker day ga. Issi tarah take profit bhi select kia jaa sakta hai jaisay kay agar aap ney buy ki trade open kerni hai to aap aik take profit ka target trade ki price sey above select ker saktay hai jaha tak profit honay kay baad aap ki trade auto pay close ho jaey gi.Take profit aap kay profit ko confirm ker daita hai or stop loss aap kay loss ko aap ki marzi kay mutabiq rakh daita hai. Stop Loss/Take Profit ka use bohat acha hai iss say account hamari marzi kay mutabiq ho jata hai or hamara account Forex market kay tabey nahi rehta.Umeed hai aap ko samajh agaya hoga.YE part 1 hai issi tarah mazeed tools pay baat jari rahey gi. Allah aap ka haami o nasir ho.Duaaoo mai yaad rakhiye gaa.(Contin'd)
          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Hai Forex trading business mein bahut Sare tools use hote hain lekin Main Ek Baat Sochta Hoon ke Agar Hum intools ke bare mein proper information nahi rakhte to hamein chahiye ke hamm in use na Karen agar aapne use kar rahe hain Ja sake stop loss or take profit hai is key-value ko Bar Bar change karna bhi aap ko Kafi nuksan De sakta hai agar aap ise acche tarike se aur Sahi information ke sath use karte hain to aap Iske benefit Hasil kar sakte hain Nahin to nuksan ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

            Forex trading Mein Har vakat profit Hasil Karta Din Hota Hai ismein Ki vajah se bhi ho jaaye aata hai isliye Kyunki Forex trading Mein expert core loss hota hai aur kya koi bhi Aisa nahin karta ho Forex trading profit Hota rehta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik online business hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Account Kay Tools(Part 1)

                Agar Hum Log trading tools cofilin Karke trading Karte Hain To Aap Ne Jo Baat Ki Hai Main is Baat se bilkul agriculture Hoon Is Tarah Hum Log forex market Mein kamyabi Hasil karte hain isliye Hum Sab Logo Ko Agar kamyabi Hasil karne hai tho iske liye Hum Sab logo ko Jyada Se Jyada hard work karna chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X