Trading planing ka main part kia hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

    Trading planing kay darj zel main part ye han.1. Trading ka full knowledge.2. Trading men honay walay loss ko avid karna.3. Profit aor loss ki adjustment karna.4. trading men risk ko kam karna.5. Trading ki timing.6. stop loss aor tek profit ka istamal karna.7. Mager mistakes ko door karna.koi bhi kam baghar planing ka nhen hota agar planing kay baghar kia jay to un men loss honay kay hi chances hotay han is taran tradind bhi aik plan kay teht hoti hay jis kay main part uper darj kar chuka hoon aor bhi kai parts of plan han magar jo main parts han wohi yahi han jin par amal kar kay aik trader kamyab trading kar sakta hay aor successful trading men big profit hasil kar sakta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

      Assalamualaikum Faisal trading ke har kam mein jo Aur Duniya exotic Kisi Kam Nahin jab Tak ke aapse photo plan ke sath entry Nahin karte ho usmein aapko kamyabi Hasil Nahin Mil sakti aapko chahie kya aap Jyada kamyabi Hasil karne mein Kamyab
      • #18 Collapse

        Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

        Trading business mai planning ki bohat importance hoti hai. Traders ko apni planning ko strong basis pay he banana chaiye. Her trader ki koshish hoti hai kay usay profit ziada ho. Uss ka business aur account dono he achay chaltay rahey. Jo traders apnay business ko acha chalatay hain wohi successful hotay hain. Forex aik world wide business Hai jis mai ab laakhoo ki tadaad mai traders kaam ker rahey hain aur bohat kaamyabi bhi haasil ker rahey hain.

        Kisi bhi trader ki planning mai sub say eham part trade kernay say pehlay usay plan kerna hai. Trade ko plan kernay ka Matlab hai kay apany account balance ko iss Tarah handle kerna aur manage kerna kay risk liye baghair aik achi aur qabil ammal strategy Banai jaey. Forex mai jab trader apnay business ko laalach say door rakhta hai aur apnay profit kay targets ko haqeeqat kay qareeb rakhta hain tab he kaamyab bhi rehta hai. Trader ko trends aur analysis pay khayaal rakhna chaiye aur unhain verify ker kay unn pay ammal bhi kerna chaiye
        • #19 Collapse

          Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

          solid trading plan traders ko goals achieve karny aur perfect profitable trading karny par considers karny par majboor kata hay jo key traders ki kamyabi me sab se zeyada important role play karta hay, hamara solid planing ka main part ye hona chaye key ham rules ko break ho kar kabi trading na karen, market analysis karny ko agar apni planing ka important part bana leya jaye to traders ko es se bahot faida ho saky ga, jald bazi ki trading aur greedy trading me traders market ko analysis karna avoid karny par majboor karty hey magar market analysis karny ka plan majood ho to traders esi ghir zarori risky trading ko asani se avoid kar saken gey.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

            Asalam o alikum friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main kamyab hony k liay hamy planning karni parti hy zyada tar traders ki planning weekend py hoti hy q k week k 5 din ham trading karty han or 2 din market close hony ki wja sy hamy chuti hoti hy jis m ham koi b trade open ya close ni kr skty isi tra ham zyada tar weekend m apni trading ki planning kr lyty han ham zyada tar planning zyada sy ziada pasa kmany ki karty rahty han jis ki waja sy humy ziada loss ka samna krna prta hy hmary liay zrori hy k ham risk management sy kam lan risk management ki planning karan q k agr hum risk ni lan gy to hi apna account safe rakh sken gy hmari pahli planning hmasha risk ko khtam kr k phr earning ki honi chaiy

            اب آن لائن

            Working...
            X