Trading planing ka main part kia hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading planing ka main part kia hona chaye
    Trading plans ka main part risk ko reduce karny ka hona chaye, trading ki planing agar es tarha se ki jaye key es me risk ko control karny ka aur risk ko minimize karny ka koi step na leya gia ho to esi trading planing ko kabi be acha aur powerful plan nahi samja jaye ga, planing ka important aur main part hi risk ki controlling ka hona chaye,

    Traders key plans fail hony ka main reason ye hota hay key us me risk ki controlling ka koi be step nahi leya jata aur maximum profit earning key base par plans ki development ki jati hay, agar trading plans me risk reducing technique ko be include kar dia jaye to ye powerful aur useful plan ban jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

    forex me jo achi planing karta hye os ko acha fayda hota hye agr hum as me slow slow earn ke try krte han to as se hum ko acha earn hota hye hum ko chahye ke as me apna risk kam se kam rakhan js ke waja se hum loss se bach sakte han agr hum apne tradeing me lalch karan ge to hum ko loss ho sakta hye as lye apne account ko dekh kr trade lagne chahye hum ko agr hum apne ap pr acha control krte han to as se hum ko acha fayda ho sakta hye wanrana nahi
    • #3 Collapse

      Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

      Aik asha trading plan hi se ham forex ma kamyab ho saktay hain is lye hamain apnay trading plan pe khas tawajah deni chaye ta k ham is se ashi trading kar k asha profit kama skain, to meray khyal ma trading plan ma main part ha woh ha
      Market ko analyse karna:
      == sab se ahm kaam jo trader ko sab se pehlay karna chaye woh market ko analyse karna hota h
      == jab tak market ko ashi tarah analyse na kar lain os waqt tak market ma koi bhi entry ni leni chaye
      == jab bhi ham baghair analyse kye market ma entry dalain gay to hamain loss ho ga aur ham forex ma kabhi bhi survive ni kar saktay hian
      == market ko analyse karnay k lye hamain ashi trading strategy bnani chaye ta k os se ashay signals hasil houn
      • #4 Collapse

        Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

        dear trading mein agar ap as part time ya full time work karna chahty hein or isko apny feature kay liye ek acha business banana chahty hein to is mein acha work bohat he zarori ha kiyon kay trading mein hard work or acha experience he apko kamyabi dilwa sakta ha so hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha is nliye is mein behtar trading plan yehi ha
        kay hard work or achi learning bohat he zarori ha
        acha backup balance ka hona bohat he zarrori ha
        or tools trading tools ka use karna jesy kay stop loss take profit ka hona bohat he zarori ha
        • #5 Collapse

          Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

          Trading Plan ka main part:

          Trading plan ka main part yeah hona chahye kay ager trader ko loss ho jata hay to us kay lye wo kia keray ga. kia wo loss honay kay bad forex trading chor dey ga. ya wo tab tak learta rahay ga jab tak pora account khatam na ho jaye.

          Trading plan main trader kay pas total amount hoti hay aur us pe trader aik khas amount ko muqarar ker leta hay kay ager stop loss use kernay kay bad account ka risk us risk jitna ho jata hay to trader trading chor dey ga. wo trading ko mikammal khatam nahi keray ga. account ko wesay hi rehnay day ga aur trade kern chor dey ga.
          wo apni sari trading history ko dekhay ga aur us say apni ghalti ko talas keray ga aur us per learning say aur practice say kam keray ga. aur tab tak practice keray ga jab tak wo demo per kamayab trading shoro na ker day.
          • #6 Collapse

            Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

            planing trading ka bohat aham hisaa hota hai agar ap ki planing achi hai tooo ap bohat zayda earn kar sakty hyn ar ap ki trading profit ma hoti hai soo ap ko chaye kay planing achi karin ar zayad say zayda is ko seekyan
            • #7 Collapse

              Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

              forex trading main jo trading palning hoti hai oska basic yahi hota hai k hum apni trading main risk ka factor kam karen or jub hum risk ka factor kam rakhty hain tu hmain apni trading main loss hony k chances kam ho jaty hain or aik achy trador ki yahi pehchan hoti hai k wo apni trading main risk ko kam kar k karty hain es liye har trador ko chahye k wo apni trdaing ko palning k sath karen ta k apko loss na ho palning karny ka faida yah hai k aik tu risk kam hota hai or loss hony k chaces bhi kam hoty hain es liye har tradr ko chahye k wo apni trdaing ko palning k sath karen or jitna hos ksy otna he risk free karen ta k ap ko achi eraning k chances milen
              • #8 Collapse

                Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                Trading plane mein chand cheizein samne rakhein.
                Pehli cheez k ap trade pr risk kitna le kr loss bardasht kr sakte ho.
                Dosri cheez k ap market k sath kitna attach reh sakte ho ta k ap jitna risk le raho to apka risk reward ratio apk lie fae risk se 3 times zyada ho. Kam se kam apki trade ki ratio 1:3 honi chahy.
                Teesri cheez k apko kisi aik pair ya phir sirf chand pair pr focus kr k trade krni paregi.
                Chothi cheez k ap apne balance k hisab se lot ka size kia rakhte ho. Kion k small balance k sath high lot lagana plan k bilkul khilaf hai.
                Panchwe baag k ap hafte aur din mein kitni bar trade krna pasand krte ho. Kion k kuch log scalper pasand krte hain aur kich log aik he trade ko kai din aur kai hafte chalate hain. Ab ye ap pr depend krta hai k ap kon sa plan pasand krte ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Trading plans ka main part risk ko reduce karny ka hona chaye, trading ki planing agar es tarha se ki jaye key es me risk ko control karny ka aur risk ko minimize karny ka koi step na leya gia ho to esi trading planing ko kabi be acha aur powerful plan nahi samja jaye ga, planing ka important aur main part hi risk ki controlling ka hona chaye,

                  Traders key plans fail hony ka main reason ye hota hay key us me risk ki controlling ka koi be step nahi leya jata aur maximum profit earning key base par plans ki development ki jati hay, agar trading plans me risk reducing technique ko be include kar dia jaye to ye powerful aur useful plan ban jata hay.
                  As-salamu alaykum bhaijaan Forex trading ke har kaam mein ja aur Duniya ke kisi kaam nahi jab tak aap se photo plan ke sath entry nahi karte ho usme aapko kamyabi Hasil karna bahut jyada Mushkil hoti hai agar aap trading business Mein Apne plan for proper tarike se nahi banate ho aap ke fair hone ke chance Jyada Hote Hai status ke liye plan fail hone ki main reason ya hota hai Kashmir is controlling ka koi bhi Saath nahi hota aur risk management trading business mein bahut jyada zaroori hoti hai agar aap pareshan nahi main nahi karte to aap kabhi bhi apni tradesafe achha profit Aasan Nahi kar sakte risk management bahut jyada zaroori cheez Hoti Hai Amber hammad powerful aur profitable trade call karna chahte hain Toh Humein chahiye ke Hamar risk management for use kare
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Trading plans ka main part risk ko reduce karny ka hona chaye, trading ki planing agar es tarha se ki jaye key es me risk ko control karny ka aur risk ko minimize karny ka koi step na leya gia ho to esi trading planing ko kabi be acha aur powerful plan nahi samja jaye ga, planing ka important aur main part hi risk ki controlling ka hona chaye,

                    Traders key plans fail hony ka main reason ye hota hay key us me risk ki controlling ka koi be step nahi leya jata aur maximum profit earning key base par plans ki development ki jati hay, agar trading plans me risk reducing technique ko be include kar dia jaye to ye powerful aur useful plan ban jata hay.
                    Assalamualaikum bhai ji aapne bilkul theek Kaha K trading plans comment part Hamare risk ko reduce karne ka hota hai aur isko reduce karne ka hi hona chahiye a good reading planning asiki JK us mein risk ko kam karne yaar isko ko control karne Ja minimise karne par ho na kiya jaye Tu Ashi trading planning ko kabhi bhi accha plan nahi Samjha Jata aur nahi Aisa trader Kabhi be successful trader Ban sakta hai achi trading planning ka sabse main part risk ko reduce karna risk ko minimise karna hi Hota Hai traders ke plans fail hone Ja unke na kam hone ka Yehi Ek reason Hota Hai ke woh apni planning Mein risk ko minimise karne par focus nahi karte aur nahi koi Khaas Wajah Dete Hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                      forex trading main trading palning ka jo main perpose hota hai wo risk ko mange krna he hota hai q k jub hum risk ko mange kar k trading karty hain tu hmain os main acha esult dekhny ko milta hai or hum os main achi eraning gain karny k cahnces ko bhi mazzed barha skty hain es liye sub tradors k liye zarori hai k trading ko pahly palning karen or kis trha se ap ny marketr main enter hony se ly kar apk exit point ki pori trha se palning ki gai ho q k trading main palning ki boht ahmiyat hai jis se hmari trdaing main bhi boht acha empact prhta hai or mera khyal hai k aghr hum os marhail k sath trading karen jis se hmain loss hony k chances zayda ki bjay kam hun tu hum apni trdaing main risk ko bhi mange kar skty hain or es main achi eraning bhi kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                        g han bhai ap ki8 bat bilkul sahi hai or main apki bat se sehmat bhi krta hun forex trading main palning ki boht ahmiyat hai or paling q ki jati hain es main hum apni trdaing ko bahtr se bahtrr bnnay k bary main ghor karty hain or achy profit ko run karny ki palning karty hain palning se ap apni trdaing main risk ki ratio ko bhi mange kar skty hain jis se ap apni trading main achi earning bhi karny k moky talash kar skty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing ko proper palns k hisab se ly kar chalen or jub tak hum apni trading ko palning k sath nahi karengy tu hmain loss bhi hota rahy ga or hmain success bhi hasil nahi ho skti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                          Trading Plane:

                          Trading kay liye aik plane bananay ki har trader ko zarorat hoti hay aur wo us main kafi sari chezon ko apnay liye likh leta hay. jesay kay trading ka traika kar kia ho ga, trading kay liye kon sa time thek rhaay ga, trading ki strategy kia ho gi, ager trader ka koe trading equipment fail ho jaye jesay computer ya internet chala jaye to us sorat main trader kia keray ga, trader kitni amoutn invest keray ga, aur us per kitin amoutn per risk lia jaye ga, aur loss ho janay ki sorat main trader kia keray ga, yeah tamam point trading plane ka hisa hotay hain.

                          Trading plane ka Main Part:

                          Trading plane ka maint part trader kay liye apni investment per risk ki percentage ko mukhsoos kerna hota hay. ager trader 10 k amount trading kay liye invest ker raha hay to us ko risk amount ager 2k amount hay to trader ager trading kay doran 2k amount loss ker jata hay to wo trading chor dey ga. aur wo dobara tab trading shoro keray ga jab wo apni trading strategy ko mazeed behter nahi ker leta. wo doabra learning karay ga aur practice keray ga, aur dobara tested trading strategy kay sath trade keray ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                            I'm trading mobile Par Kare Yaser computer Par Kisi Se Koi Jyada difference nahi hota Jaise dhunde Hai Jal ko trading karna asaan Lage unko Waise Hi trading Karni chahiye main to Forex trading Mein Ek Saal se kam kar raha hoon Aur Main Hamesha trading mobile pe hai ki hai mujhe mobile pet reading karna bahut asaan lagta hai Kyunki ispe market ke Chahat ko aasani se sone ja ja sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading planing ka main part kia hona chaye

                              Best Forex trading k liay zarooi ha Better Trade plan at Best Entry point. Risk management, loss control waghera ki bhi ehmiat ha. Sub terms ki apni apni jaga importance ha. Hum kissi bhi term and tool ko faramosh nhi kar sakte. Jub bhi markeet unstably move kar rahi ho to apko sabar karna chahiye. Q k us wsqt markeet Ragging condition ma hoti ha, sirf high experts hi us waqt profit take kar sakte hain. Jaisy he acha signal mosool ho apko , to trends ko accurately analyze kar k, or calculations k daikh k order open karain. Or risk ko control ma rakhna chahiye, Big lot on small pips for a short time, dangerous sabit ho sakti hain. Lot size ko chota rakhna bhi behtareen trade plan ma ehamm ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X