Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

    mairy doost banda jes feald main bhi kam kary ga us ko us ky bary main janna zaruri hy to jo insan forex trading main kam kam krna chahta hy usy sab sy pehly forex trading ky bary janna parhy ga to jetna zeyada ilam ho ga utna asani ky sath us main kam kr saky ga agr ilam thora ho ga to kam bhi thora kar pae ga jab kam thora kar pae ga to usy forex tradeng main naffah bhi kam ho ga or agr ilam forex tradeng ky bary main zeyada ho ga us main kam bhi aiyada kary ga jab kam ziyada kary ga to usy fraofat bhi ziyada ho gy to pta chala keh baqi karobar main kam yabi ky lie jes trah un ka ilam hasel karna zarori hy usi trah sy forex trading main kamyabi hasel karny ky lie forix trading ka ilam hona zarori hy ta keh ta keh forix trading sy sahih twr par waqfieAt hasel kar ky banda acha khasa roozgar chla sakta hy to yahi wjjah hy forix trading ka ilam zarori hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

      Jis ny forex may successfull hona ho to forex ka ilam hasil karna zarori hai. Agar forex ka ilam nhi ho ga to insan jo trade karna chahya ho ga nhi kar pai ga or loss karna pary ga is liy forex trade start karny sy pehly forex ka ilam lazmi hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

        Forex trading ka ilam is liye zarori hay kay trader forex trading main jo kuch kerta hay wo us ko ilam ki wajah say hi pata chalta hay. que kay ager kisi kam ka ilam nahi hota to wo kam kernay main mushkil hoti hay ya to wo kam sahi hota nahi aur ager ho jaye to koe na koe nuksan ho jata hay. aur ager us a ilam pehlay say hi ho to wo kam ghalti kay baghari asani say ho jata hay. is liye forex trader ko forex kay ilam per isi liye tawaja deni chahye aur sirf ilam hi ko boht zarori samagna chahye que kay ilam acha hasil kia ho ga to achi trading practice ho gi aur achi trading practice hi trader ko acha experience deti hay jo bad main time kay sath sath achi trading skill main badal jati hay. is liye forex ka ilam zarori hay.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

          Koi bhi kam karnay say pehlay us ka ilam hona boht zarori kay us kay bary men mukaml knowledge hi us kam ko karny ka sahih rasta dekhata hay knowledge kay baghair koi bhi kam karna assan nahen hay isi taran Forex trading kay liay ilam yehni Foex kay mutaliq knowledge hona bohat zarori hay Forex trading kay knowledge say hamen yeh pata chalta hay k ham nay Forex trading kasay karni han is kay risk kon kon say han is main loss honay ky kitnay khatrat han loss ko avid kasay kia jasakta hay aor Forex trading ki market kia hay trading man profit kasay hasil kia jata hay profit aor loss ko manege kasay karna hay in sab bato ka ilam hona aik trader kay liay boht zarori hay is kay elawa trading karna na mumkin hay
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

            Kissi bhi field main koi bhi kaam kia jae jub tak us kay barhay main ilmm nahi ho ga or poor jankaari nahi hogi us waqt tak usko samjha nhi is sakta. Or samajhany k bad he usko karna possible ha.
            Forex bhi ilmm ka aik bahut barha samandar ha, jis main tairnay k liay techniques aani chahiye. Aap ko markeet pata ho k kis tarah markeet ko judge karna ha. Order kese lagaya jata ha. Or sirf order lagana barhi bat nahi balkay us se faida hasil karna or loss se bachna bahut zaroori ha.
            Pata ho k Lot size kese or kitna lagana ha. Pehle forex is knowledge hasil karain kiun k knowledge hoga to aap ussay apply karain ge.
            New members training ki bajae direct trading karna pasand karte hain, issi waja se unke pas limited knowledge hota ha or experience to na honay k baraber hota ha. Wo barha order lga k nuksaan kar baithtey in apna.
            So pehle knowledge baad main trading karain.
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

              forex trading aik online business hai or es main busness karny k liye forex ka he ilm janna zarori hai q k koi or ilm es k liye kam anhi a skta hai tu zarori hai k forex ka knowledge he hasil kiya jay or es main ap tab he kamyb ho skty hain jub ap es main acha knowledge gain karty hain forex ko smsjhny k liye hmain khud main strong baility hoghr karni hoti hai jis se hum is ko smjhny k bad acha result hasil kar skty hain forex k knowledge se hum market ko analysis kar skty hain or es k stah stah apny account ko secure rakhty howe trading kar skty hain or yahi hmary business ka hisa or lawazmat hain jin ko hum kbhi bhi ignor nahi kar skty hain q k yah lazmi hai hmary liye
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                Dear asalam o alikum ap n both acha question kea ha forex trading ho ya duniaya ko koi bi business ho jab tak ap k pass us ka full knowledge ni ho ga to ap us main successful ni ho sakty han is ley jo bi business karny us ka knowledge hasil Karny us pe pura aboor hasil Karny ta k ap ko apny business mian loss na ho or ap easily successful hon isi tahra forex trading main bi knowledge or experience pe zoor dea jata ha k pehly ap learning karny demo account main practice karny ta k ap ko ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho or ap ache trading kar saken or forex trading main successful hon jab tak knowledge or experience hasil ni karny gy to ziada chance han k ap ko loss ziada ho agr luck ho bi to aik do bar trading main profit hota par 3rd bar itna loss hota ha k ap bardast ni kar sakty han
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                  Aap jo bhi business start karna chahty hain us ka maqsad yahi hota hay kay main is business ko chala'aun ga aur is sy profit earn karun ga. Magar agar us business ko chalany ky liye ap ka pas knowledge he ni hay to fr kya fayda. kiyun knowledge kay baghair ko admi aisay hota hay jaisy aik andha. aur andha agar kici sahary kay baghair chaly ga to garhy he main giry ga. Same ici tarha agar ap forex trading seekhna chahty hain ya is ko as a business join kar kay is say profit kamana chahty hain to ap ko is ka elam hasil karna pry ga jo kay boht he zaruri hay. Is kay baghair ap kabhi bhi forex main ek kamyab trader ni ban sakty.Elam kamyabi ke kunji hay.Ye ap ko darust rasta dikhata hay kay kis simat jana hay aur kis simat say bachna hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                    Apne Gaon Mein Ek planning GB Karte Rehte Hain kuch log theatre jumper cables Log Yahan Par Kaise Khel se chatting karna start kar dete Hain capling bhi bahut jyada acchi wali aur important chij hai Jiske saath saath Agar Hum kaam karte Jaenge to earning karne ke chances strong level par Jayenge support and resistance level Kabhi image acche se kam ho jayega ki Kaise kam Karte Hain Kaun
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                      Ilm kisi bhi cheez ka ho woh faida he daita hai. Forex trading mai ilm ki ehmiat iss liye ziada hai kay iss mai aur Kuch nahi kerna hota hai sirf ilm kay base pay he Sara business chall raha hota hai. Dusray kisi bhi business mai tou bohat ziada working practically kerni hoti hai laikin forex mai unn mai say koi bhi kaam nahi kerna hota hai sirf seekhna hota hai aur ilm he haasil kerna hota hai aur investment ker kay business start hojata hai. Forex trading business mai online kaam kia Jata hai aur iss mai normal market ya Bazar ka knowledge kisi kaam nahi ata aur na he yeh karobar kahi sikhaya Jata hai. Tou forex ka ilm bhi online he dhunda aur haasil kia Jata hai takay iss international business mai kaam ker kay achi income ki jaa sakey. Forex trading ki apni learning hai jo issi ka ilm haasil ker kay mill sakti hai. Forex ka ilm aur knowledge pak forex forum milta hai. Demo trading account mai trading kerna forex ka ilm barhanay mai help kerta hai. Forex ka ilm haasil kerna chaiye takay apna sarmaya mehfuz tareekay say istamaal ker kay uss say acha business kia jaa sakey aur acha profit bhi kamaya jaa sakey

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X