Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ka ilam hi que zarori hay?
    Forex trading kay ilam hasil kernay per boht zoor dia jata hay. Forex ka ilam hi itna que zarori hay. baki kisi cheez per que zoor nahi dia jata?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
    Forex trading kay ilam hasil kernay per boht zoor dia jata hay. Forex ka ilam hi itna que zarori hay. baki kisi cheez per que zoor nahi dia jata?
    Assalamualaikum bhai Forex trading card in isliye zaroori hai qk bina Forex trading ke knowledge Ke Hum Kabhi Bhi Ek Kamyab traders nahi ban Sakte obviously Agar Hum Forex trading Mein successful trader Banna chahte hain wo Hame Kum az kum Forex ka basic knowledge Hona bahut jyada Jaroori hai Dekhe bhai Agar humko bhi business Kare aur uske baare mein hame koi knowledge ya information Na Ho so obviously Hum usme kabhi bhi kamyabi Hasil nahi kar sakte hain lihaza Agar Hum kamyabi Hasil karna chahte hain Toh Humein maloomat maybe izafa karna Hota Hai Aise Hi Agar Hum Forex trading Mein survive karna chahte hain ya Forex trading mein cake successful trader Banna chahte hain toh Hame 4x ka knowledge Hona bahut jyada Jaroori hai Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

      Forex trading ko is ko seekhay bagair trade ni kar saktay hain is lye forex ka knowledge hasil karna bohat hi zaruri ha, agar forex trading ko proper ni seekhtay hain to ham forex ma kabhi bhi kamyab ni ho skatay hain is lye sab se pehly forex ka knowledge hasil karna bohat hi zaruri ha q agar hamiain forex k ilm ki theory hi pata ni ho gi to ham kis tarah is ma kamyab ho skatay hain
      == Forex k knowledge k baghair ham forex ma ziadah dair tak survive ni kar sktay hian
      == Forex ko seekh kar ham aik ashay trader ban skatay hain
      == agar forex ko ashay se seekhtay hain to ham asha profit kama saktay hain
      == forex aik business ha to forex ko bhi seekhna bohat zaruri ha is lye hamain kamyab honay k lye knowledge hasil karna boaht necessary ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
        Forex trading kay ilam hasil kernay per boht zoor dia jata hay. Forex ka ilam hi itna que zarori hay. baki kisi cheez per que zoor nahi dia jata?
        Agar Hum logo ko market Mein Se Acha profile dat saaf Karna Hai To Phir iske liye Hum logo ko Apne dil mein izafa karna hoga Kitna Jyada Hamare Paas trading ka film Hoga Hum Log itna hi accha profit bana sakte hain
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

          Asslam o alaikum all forex forum members i hope you will be good. And bhai jan main apki bat sa heeran hoon ya sawaal bahot zyada ajeeb hy but is ka answer just itna sa hy k ager ham na forex trading main work karain gy to usi ka hi knowledge hi hasil krain gy. Mattlab m ager ham koi bhi work start krty hain to usi k baary main hi knowledge hasil karain gy. And is forex trading ka knowledge hamary liye bahot hi zyada zaroori hy. Ager ham is k baary main knowdge hasil karain gy tabhi ham success ho skain gy and profit hasil kar skain gy. And in sab kamon main success hony k liye forex trading ka knowledge hasil karna zaroori hy. Hamain zyada sa zyada knowledge hasil krna chaheye. Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

            Dear agar ham other kesi financial business me be investment karen gey to sab se pehly us business ko samjna hamary ley zarori ho jata hay ta key ham apni investment ki safety ka sab se pehly khayal karen esi tarha Forex be finical market hay aur es me investment be tab tak safe nahi ho gi jab tak ham es business ka complete ellam hasil nahi karen gey, Forex business ki market aur es ka illam bahot hi large hay ham apny experience key ley es ko jetna be learn kar sakty hay hamy ye step investment se pehly hi lena chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

              forex trading k busines main trading he ki jati hai or es main kamyb hony k liye trading ka knowledge he zarori hota hai q k os main hmain kamybi milny k chances hoty hain or aghr hum trading ak knowledge nahi rakhty hain tu hum kbhi bhi trading ki duniya main kamyb nahi ho skty hain tu trading k liye trdaing ak knowledge he zarori hai or aghr bat ki jay zor ki tu jis chez se hmain kambhi mil skti hai osi par he zor diya jata hai tu trading main bhi kamyb hony k liye trading k ilm par he focus kiya jta hai jis se humain yah faida milta hai k hum apni trading ko abhtr tariky se kar skty hain or os main kamyb bhi ho skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                kiyon kay dear yeh bat bilkul sahi ha kiyon kay forex mein achi earning kay liye hard work bohat he zarori ha kiyon kay forex mein agar apko market kay bary mein ilam na hoga to forex ek aysa work ha jis mein ap kabhi bhe earning nahi kar sakty is liye forex mein hard work or acha experience hona bohat he zarori ha is liye market mein ap forex forum mein hard work kareen kiyon kay hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha so hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha or is liye forum mein hard work or acha experience hona bohat he zarori ha kiyon kay acha learn ap forum say he hasil kar sakty hein kiyon kay forum mein bohat say senior trader hein jo is mein acha work kar rhy hein or unki help say ap kamyab or acha learn kar sakty hein jo kay apko kamyab bna sakta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                  Jnb aap nain bht achi bt share ki hai to main aap ko batata chalo k faraz karain aap forex k ilawa koi business kar rahay hain aur aap k pass us k mutaliq koi knowledge ni hai bus aap tukkay pr hi business kiye ja rahay hain to woh business apka ziada arsa ni chalayga aur jald hi flop ho jayega is taraf forex bhi aik aisa business hai jis main is k related knowledge hona bht zaroori hai agar aap beghair knowledge k is pr kaam karain to aap aik dafa kamyab ho jayengay do dafa kamyab ho jayengay pr yeah mumkin ni hai k aap har baar kamyab hun.
                  Forex aik worldwide business hai aur yeah aik complete knowledge wala business hai jis ki books apps videos aur senior member aapko har jagha milaingay lehaza kamyab honai K liye zaroori hai k aap in say faida uthayrn aur apna knowledge barhain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                    Forex trading ka ilam is liye zarori hay kay ager trader kay pas ilam ho ga to wo sab kuch ker sakay ga. ager wo janta ho ga ga to wo saray kam kernay kay qabil ho ga. jesay trader ko trading kay liye jo jo kam kernay hotay hain wo forex knowledge hi ki wajah say ker pata hay.

                    Aksar trader yeah samagtay hain kay demo trading per practice hi forex ka knowledge deti hay. jab kay aisa nahi hay. practice aur cheez hay aur forex ka knowledge aur cheez hay. Forex kay knowledge say tamam kam hotay hian jesay :

                    1. Trading kay liye chart analysis kerna
                    2. Trading strategy banana
                    3.Money aur risk management kerna

                    Ager trader kay pas in 3 chezon ka ilam hay aur wo in ko achi trah ker leta hay to wo kamyab trader hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                      Forex trading ka knowledge bohat zroori hai ye is liye hai q k agar ap ko trading ka knowledge nahi hai to ap ko market ka hi pata nahi hoga. agar ap chahty hai k ap achy trader ban jaye to ap ko trading seekhni chahiye lekin agar ap chahty hai k ap trading na seekhy to ap na seekhy.
                      Lekin sab achy trader pehly trading ka knowledge lety hai or phie hi achy trader banty hai agar wo trading na seekhy to wo b achy trader na bany. Trading k liye apko kafi achi knowledge honi chahiye market ki or wo ap ko trading ki education leny k baad hi aye gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                        forex trading main trading ka ilam is lea zaruri ha qk is kam main ap bina knowldege ka kabi kamyab ni ho sakty or agar ap ak kamyab trader banna chaty han tu apko chaiya ka is busniss ko proper treka sa study kren or demo account pa practice kren jo ka ap ko reall acount pa kam karana main madad da sakta ha is ka elwa apko trading ka lea chart ka analysis krna sekhna chaiya trading ki strategy kesa banty or money ko mange krna ya risk ko mange krna ana chaiya jo ka bhut zaruri ha ap agar aak achy trader banna chaty han tu ya sub baton ki knowldge hona bhut zaruri ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                          wo is liye kiyon kay ap agar kuch bhe karna chaheey to us mein pehly acha experience ka hona zsarori ha isi tarha jabhi tak apko forex ka basic nahi pta hoga ap forex ko join tak nah kar sakty or jabhi ap mt4 mein demo mein work nahi kareen gay ap mt4 ko use nahi kar sakty live account kay liye is liye jabhi ap demo account use karna cahhty hein to ap kay pass acha experience hona bohat he zarori ha or forex ki basic etc sabhi cheezon kay bary mein acha ptla hona bohat he zarori ha tabhi ap achi earning kar sakty hein kiyon kay hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha is liye hard work to get success easy in forex
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                            forex main trading ak business he hota hai es liye trading ka ilm he zarori hai q k forex main trading krna he zarori nahi hai trading k sath kamyb hona bhi zarori hai or jub kisi aik trador k pass trading ka ilm kam hota hai tu wo apni rading main kamyb nahi ho pta hai or jub osk pass trading ka ilm hota hai tu wo trading main boht acha kam kar leta hai jis se un ko trading se eraning bhi mil jati hai es liye trading ka ilm he hmain acha trador bnata hai or zarori bhi es liye he smjha jata hai k hum os main achi trading kar k achi eraning kar saken es liye mera apko yahi mshwra hai k forex main aghr kamyb hona chahty hain tu hmain apni trdaing main trading ka ilm gain karty rhna chahye ta k hmain loss na ho or hum kamyb bna saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ka ilam hi que zarori hay?

                              Assalamualaikum bhai foreign exchange buying and selling card in isliye zaroori hai qk bina foreign exchange trading ke expertise Ke Hum Kabhi Bhi Ek Kamyab investors nahi ban Sakte obviously Agar Hum foreign exchange trading Mein a success dealer Banna chahte hain wo Hame Kum az kum foreign exchange ka basic information Hona bahut jyada Jaroori hai Dekhe bhai Agar humko bhi commercial enterprise Kare aur uske baare mein hame koi knowledge ya information Na Ho so obviously Hum usme kabhi bhi kamyabi Hasil nahi kar sakte hain lihaza Agar Hum kamyabi Hasil karna chahte hain Toh Humein maloomat perhaps izafa karna Hota Hai Aise hi Agar Hum foreign exchange buying and selling Mein continue to exist karna chahte hain ya forex buying and selling mein cake a hit dealer Banna chahte hain toh Hame 4x ka know-how Hona bahut jyada Jaroori hai Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X