Forex trading me time ka effect hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me time ka effect hai?

    forex trading ki market main ups or down hoty rahty hain jis k liye hmain smjhny ki zarort hoti hai q k jub tak hum market kos mjhty nahi hain tab tak hum market main kbhi profitable tdaing nahi kar skty hain es liye apko market ko achi trha smjhty howe trading karni chahye jesy k boht se sesson main market main aik se do market aik sath open hoti hain jis main hmain boht ahtiyat kiz arort hoti hai q k market ki sensitive situaion main hmain loss hony ka khtra hota hai tu trdaing ko overloping main ahtiyat se karni chahye es k liye apki trdaing ability boht strong honi chahye jis se ap apni trdaing main loss se bach skty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading me time ka effect hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
      Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi times hoty hai jab market ki movement trading k liye achi hoti hai?
      Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai traders kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hi theek hoti hai? Trading me time ka effect hai ye jab mrzi movement theek ho sakti hai?
      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading mein time bahut jyada set Karta Hai Kyunki agar aap ko Sahi time ke bare mein Maloom Nahin hoga to aap kabhi bhi Ek successful trade nahi laga Sakte successful trade Lagane ke liye aapko time mile par jaroor yaad rakhna Hoti Hai Kyunki agar aap Raat ke time par Lagate Hain To Khatra hota hai ki aap ka account Kali Na Ho Jaaye isliye aap usse time mein stop loss aur take profit ko use Karen aur agar aap Din Mein add kehte hain to us session Mai bahut jyada movement hoti hai
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading me time ka effect hai?

        Jaisa ke bahut Sare member ko jante Hain Ki leverage Ko Main theek experience 3 Museum Ja a trader Apna capital ko uski aur bana sakte hain aur in mall Jagat Kaam Ho Gaya To Ham is ko achi Tarah manage kar sakte hain new member ko chahiye ki log kam se kam language use Karen Is Tarah Unki Jag Mein Jiska level kam Hoga Jyada language use Karne Se Jyada mobile ko Hogi Gaya aur capital critical condition mein jo sakta hai
         
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading me time ka effect hai?

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main time ki both importance ha market main news ki waja sy ziada tazi hoti ha or Pakistan k waqat k mutabiq sham ko news ziada hoti Han isi ley sham ko market main tazi hoti ha is ley dear jab bi AP Trading kar rehe hon to news ka Khayal rakha karny Pakistan main forex trading k ley khas time sham ka ha 5 sy la k rat ko 11 bjy tak is time k darmayan market main ziada news hoti Han isi waja sy movement bi ziada hoti ha or is waqat main trader ko ziada profit ya loss ho sakta ha Jo achy analysis k sath trading karny gy wo successful hon gy or Jo wasy Trading karny gy analysis k bagar wo loss karwa sakty Han
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading me time ka effect hai?

            dear market mein time ki bohat he ehmiyat shamil ha kiyon kay forex ek proper world largest business ha is liyhe is mein second mein market ki movement change hoti ha or usi chaging mein apko acha profit or loss ka faisla hota ha is liye market ko achi tarha say is mein dakhna zarori ha jesy kay news time market koi bhe big news ho to market ki movement kuch second mein he bohat he zyada ho jata ha or market bohat he fast apko earning ya loss dyti ha is liye ap forex mein hard work kay sath is mein bohat he achi earning kar sakty hein is liye time waqt pay news pay follow up na ho to ap is mein loss kartay hein is liye time pay is mein trad ka open hona or close hona bohat he zrori ha then he ap achi earning kar sakty hein is liye hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha then ap market say bohat he achi earning kar sakty hein
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading me time ka effect hai?

              g han bhai forex trading main time ki boht ahmiyat hai jis ko hum apni trdaing main boht ahtiyat se follow karty hain es buiness k ilwa hmari whole life main har kam k liye time ki boht value hai or duniya main har wohi admi kamyb hai jo time par apny kam krta hai or aghr hum trading business ki bat karen tu hmary liye yah boht zarori hai k hum es main times k hisab se apna kam karen q k jub hum time k according chaty hain tu hum apni trading ko boht abhtr bna skty hain q k loss hony ki sub se bari wjah hoti bhi yahi hoti hai k hum time par trade nahi lgaty hain or jub hum apna order lgaty hain tu market bloht aghy move kar jati hai yah down main chli jati hai tu time par market main entry leny se hmain acha profit milta hai
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading me time ka effect hai?

                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan mein kaam karte hain to hamein chahiye Hamen timetable se kam karna hoga Agar Ham timetable se kaam Karenge To Ham Pakistan Forex mein bahut hi accha knowledge or experience Alexa skill kar sakte hain Issi vajah Se Hum Pakistan Forex Majid Kamyab ho sakte hain thanks
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading me time ka effect hai?

                  Forex business main time ke boht ziada value hay.Dunya ka koe bhi kam ho time us main boht bara kirdar ada karta hay. Forex ke 4 bari markets hain puri dunya main.un ky open aur close hony ky time ka traders ko pta hona chahye. Jis time main 2 market ikathi open rehti hain us time main trading market mai kafi ziada business hota hay aur market ke movement bhi boht tez hoti hay. us main trading karna boht munafa bakhsh ho sakta hay aur wrong trade open hony ke surat main loss bhi boht ziada ho sakta hay. Baqi trading terminal ky ooper bhi time frame diye gy hain wo bhi trading main boht ziada kirdar ada karty hain.Waqt ke pabandi traders ko kamyab banati hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading me time ka effect hai?

                    Forex trading main time ka boht zayada effect hay aur trader ko time kay mutabiq hi trading kerna perti hay. trading kay liye daily koe time fixed nahi hota kay is time per entry milti rahay gi. aur na hi trading trader ki marzi say hoti hay. trader ko market ki marzi say hi chalna perta hay aur wo market ki marzi say hi trade open kerta hay jab market entry deti hay. jis say trade profit main jati hay. ager zabardasti trade enter ki jaye to wo loss main chali jati hay. isi trah trade ki entry aur exit kay time per hi action kerna chahye late honay say loss ho sakta hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading me time ka effect hai?

                      je ap ne bohat asha sawal raise kia ha k forex market ma time trading ma kitna effect karta ha is lye meray khayal se timing ki badi importance ha forex trading ma to hamain trading kartay waqt darj zail x chezon ka khyal rakhna chaye jaisay
                      a. Overlaping: jab do session apas ma mil jaye jain to os waqt overlapping k waqat market kafi tiaz move karti ha is lye os wat trading k chances ziadah hotay hian jaisy UK aur NY session jab overlap hotay hian
                      b. high profile news ka ana: news ki wajah se bhi market ma kafi taizi ati ha is lye os waqt bhi market ma trading k chance ziadah hotay hian
                      c. NY session ma market raat ko asha move karti ha is lye os me bhi kafi profit kamanay k chances hotay hian
                      d. Crude oil ki jab inventories ki news ati ha to oil pe ashi trading ho sakti ha
                      lakin hamain trading signals ka wait kar k trades karni chhaye aur asha profit kama skatay hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading me time ka effect hai?

                        Forex market main jab bhi move hoti hay to us ka koe idea zaror milta hay jo kay kuch log jald pic ker letay hain aur kuch us ko pick nahi ker patay aur wo trade main enter hotay hi nahi hain. is liye market main movement kay sath time ka bara effect hotay hay. is ka matlab yeah nahi hay kay is time per ager move ho to wo samag ati hay aur kisi aur time per ager move hoti hay to wo samag nahi aye gi. market jab move kerti hay to wo pattern main move kerti hay aur structure banati hay. ager trader ko wo pattern aur structure ki samag a jaye to wo jan leta hay kay next mumkina move kia ho sakti hay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X